Khud ko Kum na samjhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khud ko Kum na samjhen
    Dear member umeed hai sb theek thaak hon ge dosto forex me Jo mehnat karta hai osi ko acha result milta hai aur ye mehnati logon ka platform hai so ap is me jitna ho sakay mehnat Karen aur khud ko kisi say Kum na samjhen aur apne andr high level ka confidence hona chahye aur ap is trah forex say kamyab ho sakty Hain aur achi life ki trf move Kar sakty Hain apko chahye apne skills ko strong Karen aur market ko achy say analysis Karen ye aik kamyab trader ki pehchan hai hamen apne ap ko kisi say Kum nh smajhna chahye hum bh kamyab trader bun sakty Hain agr mehnat aur lagan say kaam kartay rahen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Khud ko Kum na samjhen

    Forex mein kam liye mehnat karni padati hai Hai Dil laga kar to dekho hota Hai hamen Forex mein kam karne ke liye ho to ko samajhna chahie kisi se Kam Nahin samajhna chahie uske self-confidence ko use karna chahie aur rolls ko follow karke kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Khud ko Kum na samjhen

      Aslamualikum forex friend ap ki bat buhat hi achi hai kay humay khud ko kam nahi samajhna hai member hum apnay kam may mehnat khud hi kartay hain takay humay acha earn ho sakay tu ager humay mehnat say apna kam kartay hain tu humay buhat hi faida bhi hota hai lykin dear humay apnay ap may confident hi rehna hai kiu kay hum apni mehnat khud kar rahay hain koi bhi humaray kam may humari help nahi kar raha hota hai jab hum forex posting kartay hain ais liye humay khud ko kisi say bhi kam nahi samajhna hai aur kamyabi kay liye mehnat say kam karna hai .
      • #4 Collapse

        Re: Khud ko Kum na samjhen

        Salam to all my Muslim brothers and slam to all my Muslim sister ji han yah ek important question hai they dear hamen khud ko Kam nahin samajhna chahie hamen apne kam ko mehnat ke sath lagan ke sath karna chahie ismein hamari e kamyabi hai kyunki forex ek real and profitable businesses ke hysait rakhta hai isliye hamen forex per bahut ziada learning and knowledge haasil karte rahana chahie ismein hamari kamyabi hai hamen apne aap ko kisi se Kam nahin samajhna chahie Kam nahin samajhna chahie mujhe yakin hai inshallah tala Meri ki gayi post aapko pasand aaegi ok a thanks everyone
        • #5 Collapse

          Re: Khud ko Kum na samjhen

          Forex trading main behtar learning or practice karny or seekeny ki koshish karny to hum behtar planning or strategy sy ache trading kar sakty han forex trading main jtni ziada mehnat karny gy or forex trading karny gy to hum log kamya b ho sakty han forex trading main maximum practice sy humara experience bi both ziada hota ha jo k behtar trading k ley acha ha
          • #6 Collapse

            Re: Khud ko Kum na samjhen

            ji bilkul aapke bar theek hai hamen kisi se Kam nahin samajhna chahie khud ko Ham ismein apne aap khud par bharosa hona chahie apne loss emotional nahin hona chahie sabar karna chahie senior mein vaise airplane nahin chahie agar aap ismein kya fayda aasan karna chahte hain forex trading 1000 business high profit wala business a lifetime chalne wala business hai Ham ismein jitni jyada mehnat ke sath kam karenge acchi lagane ke sath kahan karenge hamen utna hi acche kamyabi mil sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Khud ko Kum na samjhen

              G Han AP apna moral high rakhain AP ko confidence k sath Kam krna chahay AP ko chahay k mehnat Sy Kam krain r apni skills ko improve Krny ki koshish krain AP ki acchi learning aur acchi skills AP ko kamyab banati Hain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Khud ko Kum na samjhen

                ji han forex trading mein agar aap achcha fayda sar karna chahte hain to aapko jyada se jyada main karna hogi apni learning kaun proof karna hoga practice pass hota time Dena hoga tabhi of forex trading se achcha fayda Marshal kar sakte hain forex trading mein vah log kamyab Hain Jo hard worker Hain apne kahan per karte hain forex trading lifetime chalne wala business hai hamen ismein jyada mehnat karna hogi apni learning ko improve karna hoga tabhi Ham ismein ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Khud ko Kum na samjhen

                  G hy bilkul thk kha hy hm kbhi bh khud ko kisi sa kam nhi semjhna chya ugr aysa semjh GA to hm kbhi bh kamyb Nhi Ho saky ga is lia hm mhynt ki zarort hiti hy himmt ki zarort hoti hy jitni ziyada mhynt kra forex ky mutbk wark kra tb hi kamyb Ho ga jitni ziyada konwldg or experience Ho GA hm utna hi kamyb Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Khud ko Kum na samjhen

                    Forex trading main kam karte hue Hamen Khud Ko kabhi bhi Kam Nahin samajhna chahie Hamen is business Hamesha active hokar kam karna chahie Hamen is business-related complete information Hasil Karni chahie Hamen business ke bare mein jyada Se Jyada study Karni chahie Hamen Apne experience or knowledge ko ek dusre se share Karte Rahana chahie Taki Hamara experience or knowledge increased Ho Hamen is business ke bare mein acchi tarike se samajhna chahie Hamen is business mein careful hokar kam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Khud ko Kum na samjhen

                      yes dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading main aapka self-confident aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai no doubt Forex trading Mein Jab aap self-confident hokar kam Karte Hain To ismein aapki decision-making bahut hi positively affected hoti hai aur ismein aapki decision-making ko perfect Banane Mein aapka self-confident bahut hi important role play kar sakta hai Forex trading Hamesha different important factor se closely associated hota hai ismein se ek bahut hi important factor aapka self-confident Hota Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Khud ko Kum na samjhen

                        Khud ko kabhi kam nhi smjna chahiye q k agr apky pas knowledge b hy r apko job nhi mil rhi to ap forex par apni qismat azma skty r kamyab ho skty hn ap is forex par kitni mehnat Karen gy apko utna hi faida hoga r apko zyada kamny ka moka mil skta apko hr kam himmat sy krna chahiye r jld bazi sy bachna chahiye apka kam jitna zyada hoga apko utna hi kamyabi Mily gi r apko kbi himmat no harni chahiye hamesha insan ghaltio sy hi agy barhta hy hard Jeet insan ki Zindagi ka hisa hy agr ap teen bar har jaty hn to koi na koi esa dn b ay ga jb ap kamyab ho jn gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Khud ko Kum na samjhen

                          G dear member ap ki batt bilqul sahi hy forec mein m,hnat karni sy hi kamyabi milti hy forex me Jo mehnat karta hai osi ko acha result milta hai aur ye mehnati logon ka platform hai so ap is me jitna ho sakay mehnat Karen aur khud ko kisi say Kum na samjhen aur apne andr high level ka confidence hona chahye aur ap is trah forex say kamyab ho sakty or acha porafit bhi hasil kar sakty hn
                          • #14 Collapse

                            Re: Khud ko Kum na samjhen

                            G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men khud say kam karna chahey kun kay agar hum forex men khud say acah kam karty hain tu hum achy earning hasil kar sakty hain tu hmen forex men koi bhe kam jaldi kay sath nahin karna chahye kun kay agar hum lagan kay sath forex men acah kam karty hain tu hum kamyab ho jaty ahin ur agar hum forex men mahnat kay sath ach kam nahin karty hain tu hum nakam ho jaty ahin tu hamen kotahy ky sath forex men koi behe kam nahin karna hot ahy tabhy tu hum kamyab ho sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Khud ko Kum na samjhen

                              bilkul hamen khud ko Kam nahin samajhna chahie kyunki jab tak hamare pass achcha knowledge hota hai aur ham successful working karte hain tab tak ham har nahin sakte aur kabhi bhi loss nahin kar sakte isliye hamen chahie ki Ham jyada Se jyada acchi working Karen Dil laga kar apna Kam Kare full motivation ke sath apni trading Karen Taki kamyab ho sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X