Preshan hokar trading na karain
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Preshan hokar trading na karain

    Hamen se Business mein Hamesha trading acche tarike se Karni chahie Jab Ham trading karne lage Hain To Hamen market ka analyses acche tarike se karna chahie Hamen market analysis karke hi trading Karni chahie Hamen market ko acche tarike se samajhna chahie tha ki Ham market Mein acche tarike se trade lagakar market Se Achcha result Hasil kar sake Hamen Apne trading mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Hamen Apne kam kamesha acche tarike se karna chahie trading ke rules ko follow karte hue trading Karni chahie Hamen kabhi bhi se Business mein apni trading ko Pareshan hokar nahin karna chahie bol ke Hamen active broker trading Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Preshan hokar trading na karain

      Yes you are right Pareshan hokar trading na Karen Pareshan hokar trading Karenge To ismein Ham apna hi nuksan Karenge Hamen Hamesha use Waqt trading Karni chahie Jab Ham bahut jyada happy hun Hamara mind bahut jyada Achcha Ho Hamen kabhi bhi pareshani ke Aalam Mein trading Nahin Karni chahie aur Agar Hamen trading mein nuksan ho jaaye To Aisi situation Mein Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Apne nuksan Ko recover karne ki koshish Karni chahie aur Market mein bahut jyada mehnat Karni chahie mehnat karna Nahin chhodana
      • #78 Collapse

        Re: Preshan hokar trading na karain

        ji han bhai aapane bilkul theek hai hamen is main pareshan hokar trade nahin karni chahie bhag kasme soch samajhkar himmat ke sath Tait karne chahie jitna jyada Ham market ki moment ko dekhenge vah is mein acchi Sach ITI trade ko open kahenge hamen to nahin jyada achcha profit Ho se hoga aur ham achcha profit hansi karke kamyab ho sakte hain
        • #79 Collapse

          Re: Preshan hokar trading na karain

          Be confidence for trade but don't worry only a confidant person can get something worried person can't gained any thing in forex
          • #80 Collapse

            Re: Preshan hokar trading na karain

            Ji aapane sahi kaha hai ki hamen pareshan hokar trading nahin karni chahie balke mind ko active or fresh rakhkar trading karne chahie Taki Ham acche trading karke achcha profit Hasil kar sake
            • #81 Collapse

              Re: Preshan hokar trading na karain

              Hamen se Business mein Hamesha Apne kam ko acchi tarike se karna chahie Jab Ham trading karne lage Hain To Hamen Hamesha confidence ke sath trading Karni chahie kabhi bhi Hamen Pareshan hokar Nahin Karni chahie Jab Pareshan hokar trading Karenge To Ham market analysis acchi tarike se nahin kar Payenge Jab Ham market analysis wrong tarike se Karenge to hamare liye train mein kamyabi Kaise Mumkin hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne kam ko acchi tarike se Karen aur Hamesha fresh mind ke sath trading Karen Taki Ham Apne trade Se Achcha result Hasil kar sake
              • #82 Collapse

                Re: Preshan hokar trading na karain

                Assalamu walekum Forex member ummid karta hun aap to khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Pareshan hokar trading na Karen bilkul aise hi baat hai Hamen chahie ki agar Ham pareshani Ki Surat Mein Hi Pareshan Hai To Hamen kabhi bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki Pareshan Jab Hote Hain To Hamen Kisi chij Ki samajh Nahin Hoti aur na hi market ki samajh hoti hai aur Na Ham market bacche tarike se samajh paate Hain isliye Pareshan Jab Hote Hain To Hamen tab trading Nahin Karni chahie fresh mind ke sath aur cool mind ke sath trading Karni chahie Jitna Jyada Ham sakoon ke sath aur Sabar ke sath trading Karenge Hamen utna hi acche trading se fayda Utha sakte hain aur Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain isliye please Forex member trading ke dauran Pareshan Nahin Hona chahie Sabar ke sath reading Karni chahie tha ki Hamen Achcha profit Mile aur ham Apne bonus ko core-shell Karte Rahen Shukriya
                • #83 Collapse

                  Re: Preshan hokar trading na karain

                  Jahan bilkul Ham pareshan hokar freedom nahin karni chahie hamen apne trading se related Proper manage karte hue kaam ko complete karna na chahi pareshan hokar Agar Ham kam karenge to Ham uske result acche nahin milte aur ham properly active nahin ho sakti na yahan achcha kam karenge hamen chahie ki Ham pareshan na hun pareshan ke sath Ham trading karenge to hamen loss ho jaega pareshani nahin karne chahie Allah par bharosa karna chahie
                  • #84 Collapse

                    Re: Preshan hokar trading na karain

                    Aoa ..kesy han ap...byshk es m koi shaq ni k prwhsn ho k trending ni krni chaheya ...qk jb ap log preshn hoty hn to apka zehn kam krna chor dwta h or phr apko loss ka samna krna perta ..har business main apny mind ko fresh or khud ko active rkhain or sabar sy kam kyn
                    • #85 Collapse

                      Re: Preshan hokar trading na karain

                      App jb bhi trading karnay ky liya jaay to app ko phelay number pr perashan nhi hona hy agar app perashan hoon gy to app kuch bhi galt kar salhty hoo jiss ki wajah sy app apna loss bhi lar sakhty han lakin agar app fresh mind ky saht post kary gy to app ko hi asani ho gi jo mehnat app ny posts kar ky ki ho gi os ka sila app ko acha milnay ly liya zarori hy k app demgh ko buray khiylat sy pak rakhy agar loss ho giya to liya ho ga asaey fazool thinking apnay mind main na anay dy wasalam .
                      • #86 Collapse

                        Re: Preshan hokar trading na karain

                        Assalamu Alaikum ummid hai mere Forex ke Tamam dost khairiyat se Honge Hamen Kabhi Pareshan hokar trading Nahin Karni chahie Kyunki is se Ham kam ho sakte hain Hamen Apne mind ko fresh Kar Ke trading Karni chahie isase achha profit Hasil hoga Hamen Hamen Apne kam ki 1 routine Banane chahie is ham jaldi kamyabi
                        • #87 Collapse

                          Re: Preshan hokar trading na karain

                          assalamu Alaikum ummid hai ki aap se bilkul theek honge main aap sabko yah kahana chahti Hun ki kabhi bhi pareshan hokar trading na Karen agar pareshan hokar trading karenge to isase Hamen hi stress milega Hamen chahie ki jab bhi Ham trade lagaen kabhi bhi pareshan na hona train lagakar pareshan hone se hamara hi nuksan hota hai Hamen chahie ki Ham soch samajh Kar train lagaen soch samajh Kar trade lagane se Hamen kabhi bhi pareshan nahin hona padega mein chahie kya apne kam ko acche se Karen mehnat ke sath kam karenge to Hamen kabhi bhi pareshan hone ki jarurat nahin padegi
                          • #88 Collapse

                            Re: Preshan hokar trading na karain

                            Pershan hokar tarde nhi lagni chy jis sy humara account wash bhi ho sakta hai ismein humara apna he nuksan hoga Humen chy tarde lagaty waqkt open mind rhna chy kis bhi kism ki tension nhi Lani chy Humen itmnan aur Sakoon kiya sht tarde lagni chya soch samajhkar experience ke sath trade lagnie chy tabhi hum acha profit hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #89 Collapse

                              Re: Preshan hokar trading na karain

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai trading karte waqt Hamen main fresh mind Hona chahie aur pareshani mein bilkul trade open Nahin Karni chahie Kyunki agar aap pareshani Mein Honge aur apne trade ko open kar denge to aap apni trade se nuksan Hasil Karenge iski important vajah hai Hoti Hai Ke Jab Ham pareshani Mein Hote Hain To Ham Kamal Taur per forex market ki movement papaocus nahin kar sakte aur Market ka exact trend Maloom nahin kar sakte Jiski vajah se apni trade ko market ke Trend ke mutabik open nahin kar Sakenge Aur Is Tarah market Hamare against Jayegi aur Hamen Apne trade se nuksan ho jaega isliye Hamesha fresh mind ke ke sath apni trade ko open karne ki koshish karen Jab Hamara mind price Hoga To Ham acche tarike se forex market ki movement ko analyse kar sakte hain aur Market ka exact trend Maloom kar sakte hain aur apni trade ko market ke Trend ke mutabik open karke apni trade Se Achcha prapt Hasil kar sakte hain isliye pareshani mein Hamen apni trade ko bilkul open nahin karna chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X