Orders me stop loss lagana kinu zarori hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Orders me stop loss lagana kinu zarori hay?

    Aoa
    Forex market karnay k liyre hamain bahut ehtiat ki zarorat hoti is k liye humain apne order par stop loss lagana bahut zaori hai k hum ziada loss se bach jatay hain aur account bhi save rehta hai aur hum apna kaam bhi safety se kartay hain bina kisi tention se agar hum kisi achay trader ko dekhain to woh bhi ais karty hain......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Orders me stop loss lagana kinu zarori hay?

      foreign exchange buying and selling me hamare account okay protection k leye hamen apne account pe change okay sath prevent loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi buying and selling karen to account ko safe karne okay leye prevent loss ka sahi role pe istemal karen. Zyada likes hasil kerny ky liay threads bhi zyada kerny chahiaen. foreign exchange mein ager zyada mehnaat say or extreme ho kar kaam karen to or process ke zarrat niAcchi capabilities aur robust analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience stage bhi bohut enhance hota hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Orders me stop loss lagana kinu zarori hay?

        Aoa friends ksy hain ap sab members g han ap nay bhot achi bat ko humain apany order main humesh sl ka use kran chahey q k is ka faida yeh ho ga k agr ap ki trade loss main cahli gi ro ap k lagay hoay point pr khud ba khud loss main close ho jati hy or ap ka capital safe rhea is say ap ko thora loss ka samana krana prta hy pr kam loss acccount wash honay say khain zyada behtar hy is koshish krain k humesha apni trades main sl ka use lazmi krain

        اب آن لائن

        Working...
        X