Experience aur confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Experience aur confidence

    Assalam walekum dear jaisa kya aap jante Hain k forex business ho ya koi aur business Ho usmein kam karna ho to tu sabse jyada experience aur confidence hona lazmi hai isiliye experience aur confidence ke bagair aap koi bhi business nahin kar sakte experience aur confidence se aap har mushkil kaam ko asan kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Experience aur confidence

      Assalamu alaikum dear Forex friends umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur aapka Forex work bhi achcha ja Raha Hoga ji han mere Bhai aapane bilkul theek baten ki hai experience aur confidence agar aapke pass achcha experience hai to ab Forex main jarur kamyab hai aur aap ke pass achcha confidence Aaye to aap trading karne mein kamyab ho sakte hain achcha profit le sakte hain agar aap trading karte Hain to aap karne Kaha trading karne ka experience Nahin hota to aapko kabhi bhi achcha profit Nahin milega iske liye jaruri hai kya aap apne work ko hamesha experience ke sath complete kya Karen taki aapko jalsa mein aap mile agar business main aapko confidence nahin hai to aap apne business ko aage lekar Nahin chal sakte iske liye donon chijen experience aur confidence Ka Hona bahut hi jyada jaruri hai jay do chijen insan ko kamyab banati hai aur insan Apne maqsad mein bhi jaldi kamyab ho jata hai isliye Apne experian score increase Karen agar aap chahte hain kya aap Forex mein kam job ho jaaye 👍
      • #48 Collapse

        Re: Experience aur confidence

        dost experience aur confidence dono he important factor han forex trading ma agr hamara pass experience ho ga tb he hm kameyabi hasil kr saktay han ar ese tarah dost success hasil krna kalya hamara pass confidence ka hona lazmi ha dost confidence sa he hum apna loss ko face krna ka kabil ho sakan ga dost confidene us waqat ata ha jb hamara pass appna work ka related knolwedge ho islya haman chahya kah h zeyada sa zeyada knowledge hasil krna ke koshish kran aur kammeyabi hasil kra
        • #49 Collapse

          Re: Experience aur confidence

          Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex Mein Acha profit Hasil kar rahe Honge aapane bahut acchi baat ki hai confidence aur experience main aapko batata chalo Forex Mein kamyabi ke liye aapke pass confidence or experience hona lazmi hai aap Forex main use Waqt Kamyab Honge Jab aapke pass acchi planning Ho ki acchi strategy Hogi market ka strong releases ki power Hogi aur aapka confidence high hoga Jab aap Forex mein Main Kamyab ho sakte hain Kyunki Forex Ek uski aur Mushkil business hai ismein kamyabi ke liye aapke pass market ka knowledge or experience hona lazmi hai aur jab aapke pass maarpeet ka experience Hoga aapka confidence bhi high hoga aap imaandari ke sath work Kahin Inshallah aap Kamyab Honge thank u
          • #50 Collapse

            Re: Experience aur confidence

            Experience aur confidence donon alag baat hai isliye acche experience ke sath kam karna Hamen Achcha confidence Deta Hai Jab hamare pass Achcha experience hoga to automatically hamare pass Achcha confidence bhi a Jaega isliye experience Hasil karne ki koshish Karni chahie aur apne kam Mein confidence ke sath Hi Kam karna chahie
            • #51 Collapse

              Re: Experience aur confidence

              Doston agar aap chahte Hain ki aap achcha profit hasil kar rahe hain to aapko mehnat karni hogi aur apne experience ko increase karna hoga aur apna confidence Badhana hogaagar aapka confidence jyada hoga to aap achcha prapt hasil kar sakte hain isliye Forex main vahi kamyab hota hai jo mehnat karta hai aur apne experience and knowledge ko increase karta hai isliye aapko bhi chahie ki aap apne experian score increase karke achcha profit hasil kar saken
              • #52 Collapse

                Re: Experience aur confidence

                Asslam o Alaikum dear Forex member I hope aap sab khairiyat se honge aapane bilkul sahi kaha hai ki forex ma wo log kamyab hoty Hain Jin k pas experience b ho sath ma zyda sy zyda confidence k sath posting aur tarding karne phr wo log zeror kamyab hoty Hain q k Jin k pas experience b or confidence b ho wo khbi b nakam Ni hoty Hain agr aik bar loss b Ho jaiy to phr dobra confidence sy mehnat krky achi earning KR skaty Hain thank you
                • #53 Collapse

                  Re: Experience aur confidence

                  Assalamu Alaikum dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex main acche earning Hasil kar rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha kamyabi milati hai aur kamyabi tabhi milati hai agar Ham mehnat aur hardworking se kam Karen aur hardworking Karen tab hi Ham Achcha experience Hasil kar sakte hain aur Achcha knowledge bhi Hasil kar sakte hain isase Hamen acchi trading karne ko Milegi aur Hamare Achcha profit bhi a sakta hai isiliye Hamen chahie ki Ham main se kam Karte Rahe aur Apna experience padhte Rahe aur Apna confidence ke sath kam Karen tab hi Ham Kamyab ho sakte hain isiliye Mera yah aapse Mashwara hai ki aap mehnat se kam karen to Jarur Kamyab ho sakte hain isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
                  • #54 Collapse

                    Re: Experience aur confidence

                    Hamesha Business mein Hamesha aapane kahan pahunche experience ke sath karna chahie Achcha experience is business Mein Hamesha acchi kamyabi deta hai isliye Hamen confidence ke sath kam karna chahie aur apne Karm ki quality ko Patra banana chahie Hamesha quality wala kam karna chahie aur is business Mein Apne Karm ki quality ko best banane ki koshish Karni chahie Hamen money management ke sath Hi Kam karna chahie relax ok kam karna chahie
                    • #55 Collapse

                      Re: Experience aur confidence

                      Assalamu Alaikum experience and confidence bahut hi important Hota Hai Jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap Kam Nahin kar sakte aur confidence aapka Jab Tak Nahin Hoga Apne Upar trust Nahin hoga to aap work hi Nahin Sakte ismein isliye sabse pahle of experience karna hai kam Karke aur kam karne ke liye aapko confidence Hona chahie phr aap ismein Kamyab ho sakte hain their experience ke liye aapko acchi practis karne chahie form per kam karna chahie aur acchi Learning karne chahie aur confidence aapka Itna Achcha Ho FIR Jo kam aap Karen Uska Dil lagakar Karen aur Hamesha usko quality Vada Karen usmein kisi Galti Nahin Karni aapane aur Hamesha kamyabi Hasil karni hai
                      • #56 Collapse

                        Re: Experience aur confidence

                        Salam dear member aapane bilkul theek kaha hai ki forex business may experience aur confidence bahut pata karta hai agar hamare andar kam karne ka confidence hai Ham apna Kam banta kar sakte hain aur Fox business mein kam karne ka experience bhi hona chahie agar hamare pass kam ka experience nahin hai to kabhi bhi kam ko Bata nahin kar sakte hamen sabse pahle apne andar itna confidence paida karna chahie ki Ham apne kam ko behtar tarike se kar sake aur achcha experience hassil kar sake
                        • #57 Collapse

                          Re: Experience aur confidence

                          confidance bhe to tab ata ha jab ap ka pass kuch exprince hota ha ab agar 1 new trader kisi ki madad sa trading kar raha ha to us ko ye adat par jjati ha woh khud sa koshish nhe karta ha or ye us ka lye mery khayal main to sab sa bara nuksan hota ha to hamen khud ko is kabil karna ha ka ham main confidance a jaye ab jab kam karen ga to pata bhe chaly ga ka hamen kam karny sa faida bhe hasil ho raha ha
                          • #58 Collapse

                            Re: Experience aur confidence

                            assalam walekum dear friends bilkul aapane sahi hai kya forex may experience aur confidence ke sath Hi Kam karna hoga tab hai Ham kamyab ho sakte hain aur ismein sada tarapana overconfidence naahi ho ya Karen self-confidence ke sath kam Karen Taki kam achcha ho sake aur acche kam se hamen achcha bonus aur prapt mil sake
                            • #59 Collapse

                              Re: Experience aur confidence

                              experience aur confidence donon bahut jyada jaruri agar mere pass experience hai lekin hamare pass confidence nahin hai to fir Ham kabhi bhi kam yad nahin ho sakte kyunki jab tak Ham apne decisions per nahin ho jaate tab tak Ham kuchh bhi Hans nahin kar sakte isliye apne per yakin karna sikhe aur agar hamare pass experience nahin hai aur kaun si dancer tabhi Ham kamyab nahin ho sakte kyunki Ham galat decision se le karun per confidence kar lenge isiliye donon bahut jyada jaruri hai kisi ek ke na hone se bhi hamari kamyabi khatre mein pad jaati hai isiliye hamesha soch samajh Kar kam Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Experience aur confidence

                                Hamen is business Mein kam Karte The Hamesha acche experience ke sath kam karna chahie Hamesha experience Haasil karne ki koshish Karna chahie Jab Ham demo account per practice Karenge To Ham Is business ke bare Achcha experience aur knowledge Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha Aise business case study Ziada acche tarike se Karni chahie aur is business ko acche tarike se understand karne ki koshish Karna chahie Hamen se business Mein Hamesha Apne kam ko confidence ke sath karna chahie Jab Ham confident ke sath kam Karenge To Ham Apne kam ko acche tarike se kar sakte hain Hamen is business Mein Kabhi Bhi Apne kam ko confused ok nahin karna chahie Hamen relax ok kam karna chahie money management ke sath kam karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X