Experience aur confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Experience aur confidence

    Dear memebers forex business mein experience k hona bhoat zarori hy agr ap k pas acha experience ho ga ap market ko learn kar k poary confidence k sath treading kar sakty aur ap acha profit earn karty aur kamiyabi hassil hoati hy ap ko experience aur confidence k hona bhoat zarori hy in 2no k bagheir ap kabhi succes hassil nahi kar sakty ap jitny achy experience knowledge aur confidence k sath apna work kary utna acha profit ap earn kary gy succes ap ko hassil ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Experience aur confidence

      Forex Trading me confidance se kaam karna chaheye aur apne ap pe kaam karne ka mukamal bharosa hona chaheye. Confidence k leye zarori hai k humare pas Forex Trading ka mukamal knowledge ho aur jab bhi hum karen to hamen analysis par mukamal uboreyat hasil ho, confidence hamare kaam ja asal hisa hai aur is hum forex trading me kaam karne se hamen profit bhi hasil hoga aur experience bhi mazeed hasil hoga. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Experience hai to forex ka hum sab kuch hasil kar sakte hn aur is buisiness se sahi mano me apna faida ka hosol kar sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen apne matloba hadaf tak le k jata hai. forum ki joining Hamen learning ke liye Karni chahie na ke Ameer hone ke liye.forex mein ager zyada mehnaat say or serious ho kar kaam karen to or job ke zarrat ni.
      • #33 Collapse

        Re: Experience aur confidence

        g haan achi trading k liye experience b aur confidence b hona chaye jab tak humay forex busienss mai experience nhe hoga tab tak hum forex mai kabi b trading nhe kar sakte hai or na he asani say earning kar sakte hai issi liye forex mai hum apni mehnat ki he base per kamyaab trader ban sakte hai
        • #34 Collapse

          Re: Experience aur confidence

          Experience for confidence yah donon alag chij hai jo hamen alag alag fayde deti Hain experience jitna jyada hoga usi tarah hamen confidence bhi essel hoga isiliye experience hoga to confidence hoga otherwise hamen nuksan hi hoga
           
          • #35 Collapse

            Re: Experience aur confidence

            acha experience plus bahtreen confidence ap ko bhat he acha faida dey ga forex trading ko samjhny k lie is ki zariye ap 70% forex trading sekh sakty hain baki parctice sy 100% ly ja sakty hain khid ko experience ke zarorat hoti hy tu apko demo mai he forex trading ke experience ko up ker sakty ho
            • #36 Collapse

              Re: Experience aur confidence

              Business mein professional trader banne ke liye aur kamyabi Hasil karne ke liye Hamen apne business Mein Hamesha experience aur acche confidence ke sath kam karna chahie Jab Hamen Apne kam ka Achcha confidence hota hai aur Achcha experience and knowledge Hota Hai To Ham Apne kam ko Sahi tarike se kar paate aur apne kam ko acchi se acchi quality wala banaa paate Hain Forex trading ke Business mein quality work ki bahut jyada important Hoti Hai quality work Hamen Hamesha kamyabi hi de jata hai
              • #37 Collapse

                Re: Experience aur confidence

                Forex trading mein sirf experience or confidence se banda kam kar sakta ha I doesn't matter k ap kitna educate hain balkae it's matter that ap kitnay experienced hain or apka confidence level kitnay ha agr apky andar confidence or experience bhot ziyada ha toh aap forex py trading kar k bhot zyada bonus hasil kar saktay hain forex trading me sirf wohi banda kam kar saktay ha jisky pas experience ho or confidence k sath kam kary khud par bharosa kar k
                • #38 Collapse

                  Re: Experience aur confidence

                  Forex trading ke Business mein jo member experience aur confidence ke sath kam karta hai use member ko Jarur kamyabi milati hai Forex trading ke Business mein Hamen Apna Kam Hamesha professional tarike se karna chahie Apne Karm ko without experience ke kabhi bhi nahin karna chahie yah bahut hi Mushkil business hai is business Mein kam karne ke liye experience Ka Hona bahut jyada important hota hai without experience ke Ham Apne is business Mein Kabhi Bhi success Hasil nahin kar sakte
                  • #39 Collapse

                    Re: Experience aur confidence

                    Hamen se business mein Hamesha acche experience on confidence bahut jyada Jaruri hota hai Hamen se Business mein Vishay hsps ko Hasil karne ki koshish Karna chahie Nokia missions Mein acchi kamyabi Hasil kar sake Ham Jitna Jyada is is business may experience Hasil Karenge Ham Apne yah chij business Mein kamyabi Hasil Karenge Hamen se Business mein mehnat Jyada Se Jyada Karni chahie aur apne kam ko Hamesha Dil Laga Ke karna chahie Jyada spinner Samay se Business mein jyada acchi kamyabi deta hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Experience aur confidence

                      Assalamu Alaikum dear Forex members Hamen chahie ki Ham Kisi bhi kam ko bagair experience ke Kabhi start na Karen Kyunki experience aur confidence hi business ko badha sakta hai isliye Agar kisi ne koi business start karna hai to use chahie keva business ke liye experience Hasil Karen aur uske andar mate karne ke liye Apne account attention please Karen experience aur confidence business ko Kamyab banate hain Shukriya
                      • #41 Collapse

                        Re: Experience aur confidence

                        ji han my dear all pak forex members umed hai ka ap sb allah ka karm sy thek thak ho gy ji han dear ap ki bat bilkul sahi hai dear your right ji han experince aur confidence ji han gare ap pak forex main kamyab hona chaty hain to ap ko chaie ka ap ka pas acha experine aur cnfidence ho es ka bagheer ap es main kamyab nahi ho sakty es leya hum sb ko chaie ka hum apny experince aur confidence ko acha karny ka leya apny demo account ko ziyda sy ziyda time invest kary ku ka ager hum es main apna ziyda time invest kary gy hum ko acha experince aur confidence ho ga jesy use kar ka ap acha kam kar sakty hain dear pak forex hi kiya jo bhi kam karo ap ko experince ki zarort ho gi ok thanks my dear all members allah ap sb ko kush rakhy....
                        • #42 Collapse

                          Re: Experience aur confidence

                          yes brother aapane bilkul theek kaha hai ki agar Ham Forex form Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen sabse pahle experience aur skills ko Hasil karna hoga Jab hamare pass experience hoga to Hamara confidence bhi improve Hoga aur ham profitable trade Karke successful trader Ban sakte hain aur Market Mein competition ko face Karke profit Hasil kar sakte hain
                          • #43 Collapse

                            Re: Experience aur confidence

                            Experience aur confidence ke liye bahut jaruri hai agar aap kamyab hona chahte Hain to ine donon chijon ko sath sath lekar chale experience bhi ho aur khud per confidence bhi ho tabhi aap kamyab ho sakte hain
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Experience aur confidence

                              frindas ap kay pass acha exprince han ap kamyab ho skta han huma apna exprince ko forex main acha say laga kr kam krna ha huma acha profit lena ha din rat mahant say mila ha agar ap nay abi tak card ka endraj ne krwia to humari help say sab kuch hasil kr skta han yad rkahna dorost mamlomat he ap detesho ko estamal kara s sau market main ap ki help honi ho ge ghlat say ap ko buqsan ho skta ha huma acha kam say kam krna or sahe say her chez ko rkhana ha koi ghalt na ho jay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Experience aur confidence

                                Forex mein jo bhi kam Karo overconfidence ke sath karo jaise jaise hamara kam achha hota jata hai to fir hamara confidence padta jata hai isliye apna experience increased karne ki koshish karo jitna jyada hamare pass experience about nahin hamara fayda hoga isliye acche se kam karo aur apne confidence level ko per lekar aao Ham jitna jyada confidence increase karenge utna hi hamara fayda hoga aur usne hi acche decision lenge aur ham FIR trading mein kamyab jaenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X