Experience aur confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience aur confidence
    Forex business ya koi be aur business ko es me experience aur confidence ka hona most hay Forex market me trader ka experience be helpful hota hay aur experience be traders ko loss se bachany me aur munafa kamany me bahot help deta hay, confidence aur experience ki kami se hi ham market ko samaj nahi paty hey aur trading me profit jaha par ham ne bahot zeyada earn karna hota hay yaha par ham bahot kam munafa kamany me kamyab hoty hay ya per ham loss kar lety hey agar experience be acha ho ga aur confidence be acha ho ga to ham loss ko profit me be convert kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experience aur confidence

    Trading ke liye experience aur confidence bahut hi jaruri hai Kyunki trading Mein Hamara jab tak experience our confidence Nahin Hoga To kamyabi Nahin ho sakti hai isliye trading ke liye Hamara experience or confidence Hona bahut Jaruri Hai Tabhi kamyabi Hogi Agar Hamara experience aur confidence Nahin hoga to Fir kab yah Bhi Kabhi Nahin Hogi isliye experience aur Kafi De uska hun na jaruri hai Taki Ham Kamyab ho sake
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Experience aur confidence

      Forex Trading me confidance se kaam karna chaheye aur apne ap pe kaam karne ka mukamal bharosa hona chaheye. Confidence k leye zarori hai k humare pas Forex Trading ka mukamal knowledge ho aur jab bhi hum karen to hamen analysis par mukamal uboreyat hasil ho, confidence hamare kaam ja asal hisa hai aur is hum forex trading me kaam karne se hamen profit bhi hasil hoga aur experience bhi mazeed hasil hoga. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Experience hai to forex ka hum sab kuch hasil kar sakte hn aur is buisiness se sahi mano me apna faida ka hosol kar sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen apne matloba hadaf tak le k jata hai. forum ki joining Hamen learning ke liye Karni chahie na ke Ameer hone ke liye.forex mein ager zyada mehnaat say or serious ho kar kaam karen to or job ke zarrat ni.
      • #4 Collapse

        Re: Experience aur confidence

        Doston aap Jitna pura Tumhen Rahte Hue Apna experience Barve kar laenge aapke liye utna hi munasib hoga aur aap ek Kamyab trading karne mein Kamyab Ho Jaenge aapko Hamesha purv Atma De Jani confidence ke sath kam karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Experience aur confidence

          Assalam o Alaikum dear members hamen Forex forum py experience aur confidence hona Chahiye jitna ziyada hamara experience hoga utnii he hamarii kamyabi hotii hy ye forum ka business bahut acha business hy isk siwa kuch bi acha nh hy . Learning process continue rakhein aur mehnat krny sy sab kuch mil jata hy mehnat ka phal meetha hota hy.
          • #6 Collapse

            Re: Experience aur confidence

            Ji haan aap ki baat bilkul theek hai aap agar confidence ka sath Kaam krtay hai tu aap Acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap mein confidence nhi ho ga tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap confidence ka sath Kaam kray
            • #7 Collapse

              Re: Experience aur confidence

              G han dear ap ny shai kha hay agar hamary pass is me kam karny kalye acha experience hay to ham ko is me achy confidence sy kam karna hoga taky ham is me acha kam kar saky agar hamary pass acha experience nhi hay yo ham ko acha experience hasil kar saky ham ko soch amjh kar is me kam karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Experience aur confidence

                Ji han bilkul hamen experience sevar karna chahie na ki overconfidence se Ham overconfident se kam kar rahe liye to hamen isase jyada nuksan hoga isliye main chahie kya marva confidence Na Ho jisme insan Ho hamesha bar aur image ke sath kam karna chahie tha kam bahut hi achcha bonus aur profit Hasil karke kamyab ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Experience aur confidence

                  Forex Mein kamyabi ke liye experience of confidence donon Zaroori Hota Hai Kyunki donon Agar Honge tabhi Ham ismein Kamyab ho sakta hai isliye koshish Karenge confidence rakhe hain lekin overconfidence Na Rakhi aur experience rakhen trade ke Hawale se aur post ke Hawale se Agar aapke pass trading ka experience hoga to Aap ismein aasani Se Achcha profit Hasil kar sakte hain aur aage badh sakta hai isliye koshish Karenge is Mein mehnat Karte Rahen aur experience with confidence dono ko maintain rakhen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Experience aur confidence

                    Experience or confused Apne Sawal share Kiya Hai Shayad of your puchna chah rahe hai ki agar hamare pass Achcha experience Hota Hai To Kya Ham acche experience ke sath confused hote hain nahin kar hamare pass Achcha experience Hota Hai To Ham kabhi bhi confused Nahin hote hain isiliye Hamen chahie ki Ham acche experience ke sath Apna Kam Karen Kyunki Jitna Jyada Ham acche experience ke sath Apna Kam Karenge utna Jyada Ham loss se bhi bachenge Kyunki confused Hona Hamen bahut hi jyada lost deta hai so please confused Kabhi Bhi Na Ho Hamesha mind ko fresh rakhne ke aur pure focus ke sath kam karen to aap Jarur Kamyab Hona Sakenge
                    Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                    • #11 Collapse

                      Re: Experience aur confidence

                      Forex business ka knowledge aur experience ho tu hi forex market mein confidence se trading kar saktay han hum ko is business ko sekhna samjhna zaroori hota hai hum knowledge aur experience hasil karain gey tu trading mein confidence khud hi aa jata hai agr learning knowledge aur experience nahin hota tu trading mein confidence bhi nahin hota Achy experience se hi acha confidence hota hai hum ko is business mein kaamyaab hone kay leye knowledge aur experience zaroori hota hai phr hi confidence se trading kar kay profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Experience aur confidence

                        Yes brother apny bilkul thk kha Hy agar. Experience or confidence hoga to ham agy. Agy barh sakty Hain ....
                        1 Experience ak bht barii folat Hy insan ki Kisi the jam main aapko tajarba ho to is mn kamyab ho sakty Hain agar experience in hota to phr koi bhe Kam ho aisy hota Hy jasy ak anfhay qoain k andar chlang lagana Hy
                        2 Confidence har Kisi k pass ni hota. Ye Allah Pak ki traf sy natural tohfa Hy. Is ki wja sy insan Kisi bhe Kam ko without any issue Kam kr Sakta Hy
                        Har jeet game Ka hisa Hota Hy Jin k pass confidence ni hota Woh jaldi himat har jaty Hain
                        Confidence Hona zrori Hy jis sy ham kamyab ho sakty Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Experience aur confidence

                          Dear Forex member apny bilkul achi baat kahi hai forex market ho ya koi bhi or bussiness ho us mein expericne or confidence ka hona bohut zaruri hai humein har kaam confidence se krna chahye confidence ka hona bohut zaruri hai koi bhi kaam krny k liye agher hmry ander ye chezein pai jati hai toh is ka matalab yehi hai k hum apny liye bohut kuch kr sqty hain apny future k liye bussiness chalany k liye har bandy k pass confidenace or experince ka hona bohut zaruri hai kyu ky agher apny kis bhi bussines se muunafa kamana hai toh ap k pass us bussiness ko chlany k salahiyat honi chahye shukria.Click image for larger version

Name:	th.jpg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12338337
                          • #14 Collapse

                            Re: Experience aur confidence

                            G bilkul experience or confidence hm ma hona bahot zarorie hai hm ma jatna experience or confidence jatna zayda ho ga atna hmara leya Kam karna asan ho ga as ki vaja sa hm ko zayada mehnat ki zarort ni hoge to hm sab ma pala ya dono chezen hone chieya . Jis ka pas jatna zayada experience or confidence ho ga wo atana he forex ma kamyab ho ga or acha bonous paha ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Experience aur confidence

                              Yes friend trader jitne bhi ha agar wo confident aur experienced ban jate ha to unka bohat sa kam pehle se bohat ziyada acha ban jaye ga is me kam hi nahi ker sakty hen or is me hume different levels nikalny hoty hen or wo hum is me kam ker ke hi is se ker sakty hen jitna experience ho ga app forex mai utny hi kamyab hon gay or hum utna hi acha profit earn kar saky gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X