Margin and Free margin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin and Free margin
    Assalamu Alaikum main aap sab member se yah question puchna chahti Hun Ki Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To ismein Humko available margin aur free margin se related mukmmal information Hasil karna hoti hai to aap kindly margin aur Remaining margin ki complete explanation Hamare Sath share Karen aur ismein Junior members ko Apne analysis share Karke unke knowledge mein increment Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Margin and Free margin

    Margin aur free margin trading basically leverage par depend Karti Hai Kyon Ki jitni Jyada account ki leverage Hoti Hai Usi ke according Hamare balance ke mutabik Hamen free margin aur margin Milta Hai trading Ke dauran Jab Bhi Ham koi bhi kisi bhi pair per trade open Karte Hain To Hamen use Waqt loss Se bachne Ke Liye free margin aur margin kaam Aata Hai Jo keh Agar bahut hi kam amount Mein Ho To Hamen bilkul bhi uska benefit Nahin Hota vah

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Margin and Free margin

      Forex Trading me jab bhi hamara account itna low ho jaye k hamara margin negative me chala jata hai, to ye forex trading ki margin call hoti hai. Forex trading ki margin call me hamen ya to apne account me mazeed capital add karna hota hai aur hamen apne account ki kuch trades ko close karna chaheye, margin call hamen apne account me agar kuch trade close na karen to brokers khud hamare account k kuch trades ko close kar deta hai.forex trading ki margin call se bachne k leye hamen apne account ki trading apne account k capital k hisab se karna chaheye aur kabhi bhi over trading nahi karni chaheye, k hamare account ko margin call ho jaye. Dosra hamen lazmi stop loss lagana chaheye. forum ki joining Hamen learning ke liye Karni chahie na ke Ameer hone ke liye.
      • #4 Collapse

        Re: Margin and Free margin

        G han dear ap ny shai kha hay ham ko is me margin ka matlab pta hona chaiye jab ham koibtread opan karty hay to ham apny account kay hisab sy tread opan karty hay agar is me ham apny account kay hisab sy apni lote size lga sajty hay to hamara margin kam hojay ga or ham is me koi tread opan nhi kar sakty hay agar ham is me acha kam or soch smjh kar kam karna hoga hamy apny account kay hisab sy kam lote lgaty hay to hamara margin bach jay ga niss sy ham or tread lga saky gay
        • #5 Collapse

          Re: Margin and Free margin

          Assalamu Alaikum dear members Jab aap Forex trading Mein trading Karte Hain To Aisi situation main aapko margin aur free margin se related completely Idea Hona chahie Kyunki Jab aapka available margin minimum Ho Jata Hai To Aisi situation main aap market Mein trade open nahin kar sakte isliye Jab aap Forex trading Mein available balance aur available margin ko study karte hain tournament difference hota hai available equity or available free margin aapki leverage par depend kar raha hota hai agar aapki leverage Jhadi Hai To Aisi situation main aap minimum available equity ki vaise Sabhi trading kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Margin and Free margin

            margin ko humesha free rakhna buhat zaroori hai agar hum trading mein kam karna chahty hain tab humein is mein mehnat karni chaye is mein mehnat se kam karna apni trading mein bonus banan buhat zaroori hai jo is mein mehnat lkarta hai mehnat se bonus bananta hai uska is mein buaat zaida gfaida hota hai is mein mehnat se kamyabi hasil ki jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Margin and Free margin

              Forex trading me Jab Koi trade aap open karte hain to aapko uske liye Jo initial amount require hoti hai use Ham margin Kahate Hain Jab aap trade close karte hain to wo amount Aapke account Mein Wapas transfer kar di Jaati Hai aapki equity Mein se loss aur margin mines karne ke bad Jo amount Bach Jaati Hai use ham free margin Kahate Hain Jitna aap account ka free Margin Jyada Hoga aapka account Itna secure Hota Hai Aur Uske wash hone ke chances kam Hote Hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Margin and Free margin

                Forex .ein jub hum trade lagatay hain tou humari trade loss mein open hoti hai aur woh humaray balance sae minus ho jata hai loss aur phir humain margin mein baqaya balance nazar ata hai iss tarah jaisay jaisay humari traee mazeed loss mein jati hai tou humain free margin mein bhi kami nazar ati hai tou iss ka matlab hota hai kay hum apni trade ko control kerain aur mazeed loss sae bachain

                اب آن لائن

                Working...
                X