Learn from your mistakes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Learn from your mistakes

    jee han ap ki baat theek hay loss se bacho mistake mat kro mere khayal main kismat se pehle forex main mehnat zaori ha. tab hi kismat sath de sakti ha. kisamat or mehnat dono hon to forex sone par suhaga ha. qismat pr bhi inhasar kr skta ha but mehnat to lazmi ha aor mehnat say trader yh to smjhy ga kah us nay apna jo kam krna tha kia ab qismat ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Learn from your mistakes

      hamesha he mistake se sekhna chaye thek se agr hum mahnt he nai kary gay tu qismat kasy sat day gi es k leye mehnat ki b zaorori ha humara future hai aur mein is business ko kabi bi leave nia akro ga aur mein is business par trading kar ky acha feel karta hoon aur students aur ladies bi is business ko join kar ky is business mein acha profit make kary gy
      • #33 Collapse

        Re: Learn from your mistakes

        Thanks to everyone for valuable comments on my post of butter in 33 comments only two person give thanks to my post which is very e wishes for me. Meri tamam friends se request hai ki ki Jab bhi aap kisi post per comment karte hain yah reply karte hain use post ko thanks zarur diya karen kyunki thanks us post ka reward hota hai jo us ko acchey bonus ki shakal mein milta hai. Lehaza is baat ko yaqeni banaya ke ab jab bhi kisi post per reply karen to uske sath thanks bhi zaror den. Thanks dene mein aapke paise kharch nahin hote aur jab aap reply kar hi rahe hote hain to thanks bhi zarur dena chahie ya phr post per comment karna hi nahin chahie agar aapane thanks nahin dena to.
         
        • #34 Collapse

          Re: Learn from your mistakes

          Dear Forex member aapki baat bilkul theek hai K learn from your mistake Jab Ham Park Forex per Koi kam kar rahe ho To Hamem acche post Karni chahie tha ki dusre Members is se fayda hassil kar sake aur Jab Koi Humse mistake ho jaaye Tu disheart Nahin Hona chahie Balkeh koshish karne chahie ke dobara mistake repeat Na Ho ho aur Hamen ziyada Se ziyada acchi post Karni chahie
          • #35 Collapse

            Re: Learn from your mistakes

            Market Mein Kam Karne Wale Tamam members ko chahie ki vah apni mistake School learn karne ki koshish karen learn from your mistakes market Mein Kam Karne Wale Tamam members ko chahie ke vah apni mistakes ko khatm karne ki koshish karen apni mistakes ko Kabhi avoid na Karen covid Karke Apna Kam na Karen balke in per phone karne ki koshish karen aur in ke jariye Se Achcha lesan Hasil Karen Kisi bhi member Goa ka market Mein nuksan Hota Hai To an emotional Nahin Hona chahie Bal ke unhen apni mistakes ko acche tarike se understand karne ki koshish Karna chahie aur khatm karna chahie
            • #36 Collapse

              Re: Learn from your mistakes

              Assalamu alaikum my dear friend ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein maximum profit injoy kar rahe Honge friends main aapko batana chahta hun ke aapko chahie ki aap apne mistake se 1 lesson learnr Karen aur aap apni mistake so repeat na Karen agar aap meri instructions ko follow Karenge to aap Jarur Kamyab Honge Jindagi Rahi to Fir Milte Hain Ab Tak ke liye chawal Ali ki taraf se Allah Hafiz
              • #37 Collapse

                Re: Learn from your mistakes

                Learn from your mistakes market Maida members ko apni mistakes ko Khatam karne ki koshish Karni chahie mistakes ko khatm karke hi aap apne Karm ki quality ko best bana sakte hain best quality work karne ke liye aapko market ke learning ko regular basis per Jari Rakhna chahie is ko kabhi bhi aapko stop nahin karna chahie Kyunki is learning ke jariye se aapko bahut hi best knowledge Hasil hota hai Iske Sariya se aap apni knowledge to increase Karte rahte hain
                • #38 Collapse

                  Re: Learn from your mistakes

                  Forex trading Mein kam karte hue Hamen apni mistake se sikhana chahie aur apne kam ko acche tarike se karna chahie Hamen Koshish Karna chahie ki Ham Apne kam ko acche tarike se Karen aur Hamen mistake bilkul bhi nahin Karni chahie mistake Jab Ham Bar Bar Karenge To Hamen se bhi sach mein acchi kahaniyan nahin kar Payenge Hamen Apne mistake ko recover karne ki koshish Karni chahie aur apne kaam ko baat kar banana chahie aur kabhi bhi Hamen confused ok Kam Nahin Karna chahie
                  • #39 Collapse

                    Re: Learn from your mistakes

                    G han mistakes b hmen bht kch sikha jati hn q k jb hm koi galti kerty hn to hmen maloom hota h k hm sa galti kahan pa hue or kesy hue. So jo acha trader hota h wo apni galti sa hmesha sekhta h or sochta h k us sa ye mistake kis tra sa hue or wo apni galti ko kbi b ne dohrata.
                    • #40 Collapse

                      Re: Learn from your mistakes

                      Assalamu alaikum ji han bilkul hamen apni galtiyo se sikhana chahie agar Ham apni galiyon se sikhenge to tabhi ham ek kamyab businessman Ban sakenge jab tak Ham apni galti hone se nahin sikhenge apni galti ko control nahin karenge Ham achcha business nahin kar payenge isliye hamen Forex trading mein apni galti hone se dekhna chahie apni galtiyo ko improve karna chahie aur unhen kam se kam karna chahie tabhi ham ek kamyab businessman sakenge
                      • #41 Collapse

                        Re: Learn from your mistakes

                        yes dear Forex member aapane Sahi kaha hai ki Hamen apni mistake se a learn karna chahie Kyon Ka Jab tak Ham apni mistakes ko Sahi Nahin Karenge To Ham kabhi bhi apna Achcha per phone nahin kar sakte jo ki Hamare Liye Achcha result Nahin De Sakta Jab aap apni galtiyan ko theek karna Shuru Karenge aur apni mistakes Koi ignore Nahin Karenge aur apni mistake se Kuchh Na Kuchh Achcha land Karenge to aap 1 Din acche trader Ban Jaenge aur aap aap Forex trading Mein Ek Din expert Honge isliye koshish Karenge apni mistakes Koi ignore na Karen Bal ke Unse Achcha learn Karen
                        • #42 Collapse

                          Re: Learn from your mistakes

                          Aslam.o.alaikum dear forex members ye bat sahi hy k hum apni ghaltion se hi seekhty hn but ye bhi sahi hy k hum doseron ki mistakes se bhi seekhty hen is liye hamen chahiye ke apni mistakes ko na duhrain
                          • #43 Collapse

                            Re: Learn from your mistakes

                            aap kis jagah koi galti kar gaye hain to aapko chahie ki next time aap use galti se bache use galti se bachne ka ek tarika hai ki aap use Galti per jyada se jyada kam Karen aur kam karne ke bad aap usko acche tarike se aage apply Karen best tarike se
                            • #44 Collapse

                              Re: Learn from your mistakes

                              Han g bilkul insan mistakes sy hi learn krta h es liye hmain forex mn mehnat krni chahiye himmat nae harni chahiye jb hum mehnat krain gy to hmain faida hoga jb hum ai bar mistakes krty hain to hum learn kr laity hain phir woh mistake nae hoti es trha hamain learning bhi mil jati h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Learn from your mistakes

                                Asalam.o.alikum dear forex members g bilkol hami apni mistakes ko learn karna chahiey es sy bhi hami acha experience mily ga q ky jb hm apni mistakes ko learn karain gy or unko correct karain gy to es sy hmary knowlwdge main izafa ho ga jis sy hmara experience bhi up ho ga es keay hami chahiey hm apni mistakes ko learn karain or hardwork kar ky forex sy acha profit hasil karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X