Verification k liay kia kia zrori hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Verification k liay kia kia zrori hy?
    Assalamu Alaikum dear forex members!
    Account key verification ke liye kin chijo ki jarurat hoti hai.
    Kya Ham verification ke liye bagair ID card kar sakte hain ya nahin.
    yani ek student jiska abhi ID card nahin banaa kya wo bhi apna account verify ka sakta hai.
    Us k pass B-form hy.lekin ID card nh bana abhi tk.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

    verification ke liye 3 level samay verify karne hote hain pahle level mein hamen apna identity level karna hota hai jismein Ham ID card yah passport de sakte hain aur dusra level Jo hota hai usmein ham log apna adress level verify karte hain jismein utility belt dete Hain aur ya FIR Koi aur chij de sakte hain domicil de sakte aur third level option Ho to aisa hota hai usmein piya main apni selfie identify karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

      Verification ke liye hamare pass legal documents Ka Hona bahut lazmi hai agar hamare pass verification process ke liye legal documents Nahin Hai To Ham kabhi bhi verification level sko pass nahin kar sakte Hamen Agar verification level sko pass karna hai aur Forex brokerage firm ki Tamam services ko use karna hai To Hamen chahie ki Ham Tamam verification documents ko submit Karen verification documents ko submit karne ke liye hamare pass ID card aur passport yah driving Ka Hona bahut lazmi hai

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

        ji han verification ke liye humko apne personal documents jarurat hote hain kyunki jab bhi Ham instaforex ka account banate hain to iske liye iski verification hoti hai uski verification kiye bagair Ham kabhi bhi withdrawal nahin kar sakte iske liye personal documents ki jarurat hoti hai

        iske first level verification ke liye card ki jarurat hoti hai jismein hamare ID card ki front aur back side ki picture upload hoti hai aur usmein agar hamare front aur back side ki picture upload kar den aur vah bahut thi acchi aur kaliyar Ho to hamara first level verification ho jata hai

        ISI tarah second level verification ke liye bhi humko apne domasail ya FIR apne a bank statement ya FIR apne electricity bill ki jarurat hoti hai jismein hamara proof address maujud ho aur uski bhi picture kaliyar honi chahie bus hamare liye teenon step verification mein sirf aur sirf chijon ki jarurat hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

          aoa .
          dear members verification ke liye kuchh chijon ko hona zaroori hai pahle chij to kiya hai ki aapke pass aapke personal documents ka hona jaruri hai aur clarification ke teeno levels ke liye Jojo documents required hai vah aapke pass hona jaruri hai aur unki jo aap file upload Karne hain uski picture clear hona tha ke verification mein Koi mastana Ho jaaye hona bahut jyada jaruri hai someshwar ke aapke pass aapke tamam documents aur aap on documents ko clearly upload Karen
          • #6 Collapse

            Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

            Dosto 1 level ke liye jo document hay woh ID card or 2 nd ke liye aap electricity bil yah domicile chahye document to or bhe hain magar jin par pakistan main verifi log karate hain woh yah hain
            • #7 Collapse

              Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

              Bhai 1 level ka verification to aram sy hojata hay jo hamara important hay who hay 2 level agar ham apna second level aram sy karna chaty hay to ap ko chaiye kay apny dacoumant shai ho to jald hojay ga
              • #8 Collapse

                Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                Verification Mukammal karane ke liye sabse pahle aapke pass aapka Saiya Nahin se Hona chahie Agar vah verify Ho Jaaye to Uske bad aapko utility bills yah bhi form yah aapko apna driving licence provide karna padta hai Jiski buniyad per aapko vah verify karte hain aur aapke documents ko dekhte hain isliye koshish Karenge verification Mukammal karane se pahle Apne documents Ko Mukammal Karen Uske bad verification ka process Karen Agar aapke documents original Honge to ismein jaldi hi process Ho jaenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                  Aapane Sawal Kiya Hai Ke verification ke liye kya jaruri hai to main aapko yah batana chahti Hun Ki verification ke liye bahut hi Jaruri chij Hoti Hai Kuchh Jani ke real documents Agar Ham real documents Dete Hain To usse Hamara account verification ho jata hai agar Ham real documents Nahin dete to usse Hamara account verify Nahin Hota aur vah block bhi ho sakta hai ya nahin ke vah kabhi bhi verification Nahin Hota jisse Hamari mehnat ki Gai West Ho Jaati Hai isiliye Hamen chahie ki Ham real documents bhej kar hi Apna account verify karaen Nani ke apna id card kara ya FIR bank statement ya FIR domicile vagaira Apne real hi bhejiye tab Hai Hamara account verification Ho sakega Varna Hamari account verify Nahin hoga
                  Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                  • #10 Collapse

                    Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                    agar aap apne account key verification karvana chahte Hain to uske liye aapko 3 steps follow karne honge sabse pahle aap apna id card ki picture upload karni hoti hai aur second step main aap apne bank statement ki picture your domicile ki picture mein se koi ek picture upload kar sakte hain vah third step main aapko apne ID card ki picture apni selfie ke sath upload karni hoti hai uske bad aapka account verify kar diya jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                      Ji Hamen account key verification karvana bahut hi Jaruri Hoti Hai otherwise Ham Jo Bhi mehnat Karte Hain vah Hamari Ho Jaati Hai so isiliye Hamen account ko verify karvane ke liye Apna national ID card aur Apna account ki statement ko ready karna chahie usko Yahan per put Karke FIR account ko verify hone ka wait karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                        Assalamu Alaikum dear frocks member Agar Ham verification Karana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Apne original documents upload Karen Agar Ham original documents upload Karenge To Hamara account jaldi verify ho jaega verification karvane ke liye Hamen sabse pahle ID card ki jarurat hoti hai agar Ham ID card upload Karenge fast verification mein Main To Hamen Main Jaldi verify karvane Mein kamyabi Hogi second verification ke liye Hamen bank statement yah domicile ki jarurat hoti hai agar Ham door masala yah bank statement original upload Karenge To Hamara account verify ho jaega third step kya hota hai ki Ham apni e picture upload Karni Hoti Hai Kuchh documents ke sath tab Ham Forex mein Apna account verification Karva Lete Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                          Aslam o alikum... 1st level verification k Lea ID card chahae hota hain jo k boht jald he approve ho jata hain 2nd level k Lea passport, utility bills, domicell, ya bankstatement mei say koe be documents upload Kar saktae hain upload karnay k bad hamara account verify ho jae ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                            Instaforex ka account verify karvane ke teen level Hain Har level ki different requirements hai first level ke andar aapane Apne ID card yah Bay form ki front aur back side picture upload Karni hoti hai Is Se aapki identity proof hoti hai second level ke andar aapane Apna adress verify karvana Hota Hai hai jo aap apne domicile bank statement yah utility bill se verify Karva sakte hain Third Level ke andar aapane Apne ID card aur apni Ek picture upload Karni hoti hai agar aap teenon level successfully verify kar lete hain to Aapka account instaforex ke upar ban jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Verification k liay kia kia zrori hy?

                              Jio dosta bilkul yah bahut hi achcha sawal hai Jo log hare Krishna ke liye pareshan hote Hain yah threads unki pareshani ko khatam Kar deti hai account ki varifcation karen kiya liya hamen ID identity card ki jarurat hoti hai identity card se usi ka istemal hota hai Jo apne naam per account banaa raha hai aur dusri verification mein hamen electricity bill cash bill ki jarurat hoti hai yah bil bhi ISI Surat mein Kabul kiye jaate Hain verification meJo apne naam per account banva raha hai usi ke naam per bil hona jaruri hai agar yah donon complete Ho jaati hai to Mar account verification ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X