Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho
    ASlam o Alakum
    dear forex members lot size ki agar ap ko gehri samajh ho to main ye samajhta hun ke ap ka kabhi bhi account wash nhi ho ga our na hi main ye samajhta hun ke ap ko loss ho ga is lye is tarhan se lot size use karn take ap kabhi bhi account wash ke qareen na jain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

    Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai.Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho. Stop loss or take profit ka use krna kbhi bhi na bhulen trading mein.Forex main success un ki hoti hai jo mehnat karna jante hain.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

      Walekum assalam dear aapane bahut hi perfect discussion topic start Kiya Hai Kyunki agar aap money management ko ignore Karte Hain To aap successful traders Nahin Ban Sakte trading co kamyabi ki taraf Le jaane ke liye aapko Hamesha professionally joining karna Hoti Hai Jab aap market Mein money management ke rules and regulations ko carefully study Karte Hain To Aisi situation main aap lot size ki selection minimum karte hain aur apne available account balance ki basis per iski decision-making karte hain jismein aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

        ji han bhai jaan aapane bilkul theek ka hai hamen hamesha forex rolls ke mutabik apni trade ko open karna chahie aur forex rolls ke mutabik hamen hamesha apne trade ko market ke trend ke mutabik aur money management karke apne trading co open karna chahie agar aap forex rolls ko follow nahin karenge aur apni trading co forex rolls ke mutabik open nahin karenge to aap kabhi bhi forex trading mein kamyabi hasil nahin kar sakenge isliye forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye aapko apni trade hamesha forex rules ke mutabik open karna hogi aur forex rules ke mutabik sabse pahle hamen forex market ki movement ko analyse karke market ka trend maloom karna chahie aur uske bad hamen apne trade ko open karne ke liye apne account balance ke mutabik money management karni chahie aur money management ka matlab yah hota hai ki hamen apni account balance ke mutabik apni lot size lagani hoti hai aur hamesha chhoti se chhoti lot size lagaen Taki aapka account market ke flexible motion ko bardasht kar sake aur trading ke dauran market ki flexible motion ki vajah se jaldi wash Na Ho jaaye aur aap apni trade se achcha prapt hasil kar saken.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

          Walaikum Assalam, lot size bhoat zarori tool hy trading ko control karny k liye, ager hum "Overtrading" ki waja say big lot sized used karty hein to humara account washed ho sakta hy, humein small lot size used karna caheye taky profit ke chances zyada aur loss ke chances kamm ho sakein, bahut say trader lalach ki vajah se Big Lot size used karte hain jiski vajah se unhein (Kabhi profit aur Kabhi loss) ho jata hai, isliye hamesha "money management or risk management" kay mutabik "lot size" Lagana chahie,
          Instaforex is the Best broker
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asasas2
            market Mein money management ke rules and regulations ko carefully study Karte Hain To Aisi situation main aap lot size ki selection minimum karte hain aur apne available account balance ki basis per iski decision-making karte hain jismein aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.

            lot size kam chose karna sahi bat nahi hai ap ko sahi andaza tab hona cheye kay ap kay analysis kis kadar strong hai or ap un ko kitna acha use kar rahy hain. ap un ka sahi istamal jis kadar zaida acha karain gy tu ap confidence kay sath lot size zaida be use karty hian tu ap ko ap ki mehnat ka sila mil jata ha esleye koshish karian jab ap trade karian tu ap apny lot size ka itikhab kam se nahi ap apny risk ko kitna involve karty hain us se karain.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

              Hamen lot size ki management apne account balance ke mutabik hi karni chahie kyunky jab ham lot size ka use apne account balance se zyada kar dete Hain to main bahut hi zyada nuksan ho jata hai jab Ham lot size ka apne account balance ke mutabik karte hain aur normal lot size ke sath trading karte Hain to hamara account wash hone se buch jata hai isliye main hamesha Forex mein Forex ke rules ko follow karte hue ismein kam karna hoga kabhi bhi lalach mein aakar lot size ka use apne account balance zyada nahin karna hoga jo log lot size ka use apne account balance se zyada karte hain aur money management ko follow nahin karte hue kabhi bhi Forex kamyabi Hasil nahin kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                Dear forex market Mein kam karte hue Agar Ham is Soch ke sath ismein enter or exit Hote Hain Ki Hamen apni lot size ko kabhi bhi increased nahin karna chahie aur Jab Bhi Ham is maarpeet Mein Koi risk Lete Hain To Hamara boriska Hamare capital ke hisab se Hoga To Ham is market ko aasani se samajh sakte hain lekin bahut Sare traders sirf Kisi mistake ki vajah se is market Mein Apne account ko Vas kar Jaate Hain Ki vah is main apne account ki equity ke hisab se lot size ko clear Nahin Karte Hain isliye yah Ek bahut hi perfect knowledge hai ki agar Ham yah Chahte Hain Ki Hamara account Kabhi Wapas na ho to hamare liye lot size per Kabu Rakhna bahut jyada Jaruri Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                  aslamualaikum dear members yeh aik bohot achey advice hai kie trader ko hamesha panie account ka lot size iss tarhan set are kie agar on ko loss bhi ho toh unka account wash na ho iss liyie hamesha apna lot size apnie investment ko made nazar rakh kr set kare or mai yeh kahoon gai kie 200$ prr 0.02$ lot size set karen agar aap new traders hai toh shukriya.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                    G Han lot size he hamare account ko manage krta ha is liye ap jb b trade krein to ache se krein mtlb k soch smjh k lot size ache se select krien tan k ap ka account safe rahe or wash hone se Bach Jay sb se acha ha k pehle apna account strong bnaein us k badh ap ko faida ho ga ap ko loss ka Dr b nai ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                      bhai Baat yah hai ki jo lot size Ka Is Tarah ab main Karen Kiya Kaun kabhi bhi Vasna Ho Lagi Jo Jitna Bada Kaun dost ke hisab Se Ki Mala Pe lot size Lagana chahie Uske MLA Ke Naam Se Jyada kam se kam Na Karna chahie iska Jarur Aana chahie Agar Sitaro Se Pyar Rakhenge to aapko kam aur aur bahut hi Aasan Ban Jaega isliye Hamesha Ek pass kya rakhen aur Chitra Se Apna Kam Karke Khyal Nahin Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                        dear aapane bilkul theek hi kaha hai Ham apne lot size ko is tarah Manish Karen ki kabhi apne hamara account se bhi ho jaaye kabhi wash bhi Na Ho to iske is Kala kaise karen agar hamara account chhota hai to uske per bhi chhutti large size is small Karen yaar mujhe ek bar samajh nahin aate ke Jo log hote Hain ki pralaad suggest naal karke 100 Paisa kamana chahte hain ya nahin aapko thoda thoda paisa kamae to vah bhi is tarah bilkul aisi tarah hi ho jata hai agar Ham jalti ya nahin apni apni jaldbazi mein itna jaldi Paisa kamane koshish karenge to tab Ham hamar Las ho jaega aur ham account was ho jayega
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                          Aaap successful traders Nahin Ban Sakte trading co kamyabi ki taraf Le jaane ke liye aapko Hamesha professionally joining karna Hoti Hai Jab aap market Mein money management ke rules and regulations ko carefully study Karte Hain To Aisi situation main aap lot size ki selection minimum karte hain aur apne available account balance ki basis per iski decision-making karte hain jismein aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain hamesha Forex mein Forex ke rules ko follow karte hue ismein kam karna hoga kabhi bhi lalach mein aakar lot size ka use apne account balance zyada nahin karna hoga jo log lot size ka use apne account balance se zyada karte hain aur money management ko follow nahin karte hue kabhi bhi Forex kamyabi Hasil nahin kar sakte.
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                            lot size ka use apne account balance zyada nahin karna hoga jo log lot size ka use apne account balance se zyada karte hain aur money management ko follow nahin karte hue kabhi bhi Forex kamyabi Hasil nahin kar sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size ko is tarhan manage karen ke account kabhi bhi wash na ho

                              ap un ka sahi istamal jis kadar zaida acha karain gy tu ap confidence kay sath lot size zaida be use karty hian tu ap ko ap ki mehnat ka sila mil jata ha esleye koshish karian jab ap trade karian tu ap apny lot size ka itikhab kam se nahi ap apny risk ko kitna involve karty hain us se karain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X