Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?
    Assalamu Alaikum!
    Dear forex members. Umeed krta hu ap sab bilkul theek hongy. Ji tw mera ap sab se yeh sawal hain ky posts delete q ho jati hain. Jab hum ik jagha posts likhi hoi aa jati hain lkn thori dar baad phr check krty hain tw phir posts kaam likhi hoti hain. (Shukriya)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

    Assalamu alaikum dear group members Forex mein earning karne ka ek tarika yah bhi hai ki ham threads ke niche posting Karke earning karte Hain lekin aisa Dekha gaya hai ki kuchh group members ki post Hain delete bhi ho jaati hai vah is vajah se hota hai ki unki post galat hoti hai galat hone ka matlab yah hai ki unki post mein content Sahi Nahin hota ya FIR unrelated hota hai ya FIR kuchh members ne post copy Karke lagaye hoti hain ya FIR unki post mein mistakes bahut jyada hoti hai ya FIR information related Nahin Hoti yah information hoti bhi hai to galat hoti hai jiski vajah se unki post delete ho jaati Hain agar ham ine chijon se avoid Karke posting karte Hain to hamari post kabhi bhi delete Nahin hogi aur ham achcha khasa bonus milega hamari post jitni jyada acchi hogi utna hi jyada hamen bonus milega
    • #3 Collapse

      Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

      dear friend forex forum pa posting delete honsy ki bahot c wajohat ho skti hn lekin meray khial k mutabik ziada tr podting delete honay ki waja repeated threads hn keun k repeated threads ko forum ki trf sa delete kr dia jata ha to un threads pa reply ki gae posten bhi delete kr de jati hn
      • #4 Collapse

        Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

        hum live posts kar skatyh ain hum agr baty baty is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi abn ky kam kmarty hain to ahrma loss hain hamy market ke movement ko samj kar is ma passia invest kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasail ho jy ge forex aik amm busienss jasa nahi ahi nhum gar baty baty is mai kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

          Assalam-0-alaikum dear forex members.
          Umeed krta hu k aap sb kher-o-Aafiyat se hogey.
          Dear jb aap irrelevant post krte he ya kisi dusri brand ka advertising krte he ya posts repeat krte he tw wo posts delete krdii jaati he. Islye bhtr hoga k aap yahan forex trading k muta'aliq posts krein aur repetition na karein
          • #6 Collapse

            Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

            post delete hone ki sabse badi wajah hoti hai ki Ham dusron ki copy paste karte Hain to hamari post delete Ho jaati Hai vah Forex ke related posting Nahin ki jaati tab bhi delete ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

              Walaikum Salam dear first delete hone ki Bahut Si vajah yah hai Hamari bahut se mistakes ki vajah se a Hamari post delete Ho Jaati Hai aksar ham post karte ho aap spelling mistakes ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se Hamari post delete kar di Jaati Hai ham log post karte waqt market ko acche se a analyse Nahin karte Jiski vajah se a Hamari post delete Ho Jaati Hai isliye koshish karen ke apne learning ko Jyada Se Jyada time De a ke aapki Ki post delete Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                assalamu Alaikum their friend jaisa ki AAP sab jante Hain forex forum mein post delete hone ki sabse mehnga jaaiye hai ki Ham mistakes karte haijiski vajah se Ham ismein kamyab nahin ho sakte isliye message ki mistake se word Karen aur post ko delete hone se bachaya kyunki yahan MS mein jitni jyada mehnat karenge utna jyada hamen knowledge or experience milega
                • #9 Collapse

                  Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                  aoa friends forex aek bhot he acha online business hai jis pay earning karna bhot he asan kam hai forex pay kam karnay kay lia learning ka acha hona zarori hai forex pay earning kay lia experience ka acha hona zarori hai agar treader kay pass experience acha ho ga to he earning achi hogi forex pay jitni zayada acha knowledge acha hoga to he posting achi ho gi agar posting achi hogi to profit be acha hoga forex students kay liye be bhot he best hai students apnay free time pay posting kar kay bot acha profit hasil kar saktay hain forex pay time ki koi limit nahi hoti kise be time pay kam kar kay earning kar saktay hain yaha bhot achi baat ki gai hai forex pay posts delete nahi hotain balkay tread delete ho jata hai tread delete honay say hmary post be delete ho jati he or koi reason nahi hoti tread bhot c reasons ki wajah say delete ho jatay hain koi bara issuse nahi hota.
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                    Bhai Hamari post Hai Is vajah Se delete hoti hai ki vah Mere hote hain Agar meri post Ham Karte Rahen To vah Kabhi delete Nahin ho sakti aur copy paste ki Hui bhi takriban jo post Hoti Hai vah bhi delete Ho Jaati Hain koshish karen copy Karen aur Apna Karen
                    Informative Ho To vah Kabhi delete Nahin ho sakti Hamen chahie liya tha Ham koshish mehnat Karke jitna bhi ho sake uski maloomat Pyar Karen Forex ki jitni bhi Maloom Na Tha Ham Pyar Karenge utna hi jyada Hamen Achcha bonus Bhi Milega aur Hamare post Kabhi delete Nahin ho sakte ji han aapane acche Sawal ke Taraf Ishara Kiya Hai Taki Ham Sab Ko isase Sabak Mile aur ham Aise Kuchh Na Kuchh Sikha na yah kaise karen aur per post Karen
                    Save your life
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                      Pakistan Forex forum ke upar post delete hone ki koi vajvit ho sakti hain Agar aapane post Kahin Se copy Ki Hai yah post ka material Achcha Nahin Hai jisse dusron Ko fayda Nahin ho raha aur unke knowledge mein ijaafa nahin ho raha yah aapki post ke andar spellings ki mistake se hain ya Agar aapane Kisi bekar Kishan ke friend ke upar post Ki Hai To usse bhi aapki post delete ho sakti hai isliye Jab Bhi aap post karna Chahe to aapko chahie ki koi technical Kasam Ki thread ke upar post Karen Taki aapka post delete Na Ho aur aap ko usse Achcha bonus Mile pasul ke sab ke thread ke upar Jab aap post Karte Hain To fir usse aapki post yah to delete Ho Jaati Hai Ya FIR uska bonus Nahin Milta aapko
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                        Market Mein post ke delete hone ki bahut hi reason hoti hai Sabse fast Jab aap market Mein posting Karti Hain To aap ki posting Jyada informative Nahin Hoti Hai Ya FIR aisa hota hai ki aap apni post main bahut jyada mistakes kar dete Hain Jiske vajah se aapko market main Achcha bonus Aasan Nahin Hota aur aap apni post ko delete hone se bhi nahin bacha Sakte agar aap apni post ko delete hone se batana chahte hain aur uski jarurat Se Jyada Pune shasan karna chahte hain to aapko informative post Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                          Forex trading Mein kam karte hue Hamen Apne kam ko acche tarike se karna chahie Agar Hamari post delete Ho Jaati Hai To ismein Hamari Apne mistake hoti hai isliye Hamen Apne kam ko acche tarike se karna chahie quality wala kam karna chahie tha ki Hamari post delete Na Ho Jab Ham Apne post mein bahut jyada mistake kar dete Hain To iski vajah se Hamari post delete ho jaati hai aur uska koi bonus bhi nahin diya Jata isliye Hamen Apne rakhte Hue kam karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                            Assalamu alaikum therefore x member karti hun kya aap sab log khairiyat se honge ji han yah bahut hi achcha question kiya hai ki post delete hone ki kya reason hai post delete hone ki bahut si reason hai post tab delete hoti hai jab ham ek post ko bar bar repeat karte Hain dusron ki copy paste karte hain aur post mein quality nahin hoti spelling ki bosi mistake hoti hai tab bhi forex mein post delete Ho jaati hai koshish Karen Kay forex mein apni hi post Karen apna hi knowledge share Karen aur ek post ko bar bar repeat na Karen aur achcha Na Lage share Karen experience hasil Karen aur jo bhi post Karen usmein spelling ki koi bhi mistakes Na hota bhi jakar forex ko Ham delete hone se bacha sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posts delete hony ki kiya waja hoti hain?

                              The main reason in my thought is that when we not gave the right answer accordingly the question .And the answer is irrelevant to the question. Mostly the answer is match to the other person . So it seems like we copy to the others we must try to gave over opinion and expression in answer.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X