Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.
    Assalamu alaikum dear forex members kaise hain sab dear aaj main aapko yah batana chahti Ho ki jab aap overconfidence hokar forex trading mein trading karte Hain to usse aapko loss ho sakta hai yah bahut acchi baat hai ki aapko apni abilities per confidence hona chahie lekin overconfident nahin hona chahie kyunki jab aap apni ability se jyada achieve karne ki koshish karte hain to aapko loss ho sakta hai isiliye kabhi bhi overconfident hoge apni trade open na Karen kyunki yah bahut risky kam hota hai aur yah kam aapka account bhi was karva sakta hai isiliye pahle market ki movement ko acche tarike se samajhne ke bad analyse karne ki koshish karen aur jab aapko Lage ki market ko samajh Kar aapane acche tarike se analyse kar liya hai to trade open Karen is tarah aapko iske acche benefits mil sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

    hamen apne pass achcha confidence rakhna chahie aur bad mein Ham apna Kam kar sakte hain ismein yah hota hai ki hamare pass koi overconfidence hoga to Ham aisa kam koi nahin kar sakenge Jo hamen nuksan milta hai to ISI vajah se confidence ko aur apne experience ko aur apna knowledge ko dekhen aur bad mein apna Kam Karen aur agar hamare paas hai yah sab chijen acchi hai to fir hamen fayda milta hai ki Ham kitna jyada kam karna chahte hain to humko ismein Koi nuksan nahin ho sakta aur har member ko jyada se jyada apni mehar Kar ka milta rahata hai lekin hamari mein naat Sharif hamare kamyabi mein hoti hai ki Ham agar kamyabi Lena chahenge to apne kam ko dekhenge aur apne kam ko samajh sakenge aur hamen bhi Koi nuksan nahin Ho Na hota
    • #3 Collapse

      Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

      Ji han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men overconfidence ho kar kam nahin karna chhaye kun kay agar hum overconfidence ho kar kam karen gy tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen kotahy kay sath forex men koi bhe kam kam karen gy u hamen kafi nuksan ho sakta hy tu hamen dil kay sath acha kam karna hota hy kun kay forex men dil kay sath acha kam karny waly achy earning hasil kar sakty hain tu hamen kotahy kay sath forex men koi bhe kam nahin karna chahye kun kay agar hum kotahy kay sath forex men koi bhe kam karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen dil laga kar acha kam karna hota hy tabhy tu hum kamyab ho jaty ahin tu hamen jaldi kay sath kam nahin karna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

        Walekum assalam aapane bilkul theek kaha hai Forex trading mein agar aap aur confident hokar kam Karte Hain To Iske guest aapko bahut jyada problem ho sakti hai aur aapko bahut nuksan ho sakta hai Forex trading Ek Aisa business hai Jisme overconfident aapke liye different difficulties create kar sakta hai aur aapke liye bahut jyada harmful ho sakta hai isliye aapko Koshish Karna chahie ki Forex trading mein kabhi bhi aur confident hokar kam na Karen agar aap ismein overconfident hokar decision-making Karte Hain To aapki decision making negative effect on sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

          Yes you are right
          I agree with you
          Confidence bht zrori h
          Pr over confidence apko ly doobta h
          Mehnt s kam lain
          Tbhi ap kamyab hn gy
          R kuch gain kar sakty hn
          Mehnt ko ziada importance dain
          • #6 Collapse

            Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

            Assalam walekum Forex trading mein agar Jyada Bole Aane Ki vajah se Aap overconfidence Ka Shikar Ho Jaenge to Yad Rakh Lena aap bahut jyada Apna nuksan kar rahe hain aap Jab Jyada bonus Prakar ke trading lagaenge yah next time Apne overconfidence ki vajah se trade lagaenge to aap kaun ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

              ji bilkul overconfidence ek bahut hi buri aadat hai aur ham agar overconfidence hote hain to is tarah Hamen last bhi ho sakta hai isliye Hamen overconfidence hone se bachana chahie aur forex trading mein mehnat se kam karna chahie aur apne upar jyada etemad nahin karna chahie agar Ham overconfidence Ho Gaya to is samay last bhi ho sakta hai isliye Hamen mehnat kar rahi chahie aur aur soch samajh Kar trading karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                Forex business mein hum ko confidence se trading Karni cahaiye over confidence se trading kabhi nahin karni cahaiye kiok over confidence se trading karain gey tu is se loss hi hota hai agr trading mein confidence se trading kartay han tu hum forex market ko samjh kar analysis kar kay trading kartay han js se profit hota hai aur agr over confidence kartay han tu is se hum forex market ko samjh nahin saktay aur analysis nahin kartay js se loss hi hota hai aur hum ko trading ka confidence hasil karna cahaiye learning knowledge aur experience hasil kar kay knowledge aur experience hota hai tu hi confidence se trading karain gey aur over confidence tab hota hai jab forex mein ziada learning knowledge hota hai tu phr market ko analysis kay baghair hi over confidence se trading kartay han tu is se loss ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                  Jabar market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen Kabhi Bhi Apne trade mein overconfident se Se Kam Nahin Karna chahie Hamen Hamesha Apne Karm ko confidence ke sath karna chahie Jab ham overconfidence ke sath kam Karte Hain To Ham kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte ho na hi Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen is business Mein Hamesha fresh mood mein kam karna chahie aur bilkul active hokar kam karna chahie Hamen Kabhi Bhi Apne kam Mein confuse Nahin Hona chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                    Walaikum us salam
                    G g overconfident hona bilqul ghalat aur nuqsan ka baais hai. Confident hona acha hota hai q k ap kam theek tarah se kr skty hain. Lekin overconfidence ap se ziada ghaltiyan kraye ga. Ap over excited ho k nuqsan kr skty ho. Overconfident banda cheezon ko sahe se understand nai krta.
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                      g han agar hum over confidence say apna kam kuray gaay to es trah say humain loss ho jay gaa agar humain loss say buchna hi to es kay liye humain over confidence say apna kam nhi kurna ho gaa agar humain achay say apnaa kam kurna hai to humain aaik hud tuk confidence ho kay apna kam kurna ho ga laykin agar hum zyaada over confidence ho kay apna kam kuray gaay to humain achay say apna kam kurna chahiye jub hum es trah say apna akm kuray gaay or ovr confidence ko avoid kur kay confidence say apna kaam kuray gay to he hum kamyab ho pay gaay
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                        hum is mai agar over confidence ky sat kam karty hain to harma loss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy market ke movement ko samj kar is maia pasia invest kar ky kam karna ho ga hum is mai hard wkring karty hain tohamy success hasial ho jate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                          GJ Forex forum mein Hamen kamyabi Hasil karne ke liye mehnat aur Lagane se kam karna chahie Aur overconfidence bhi nahin Hona chahie Kyunki overconfidence se Hamara bonus account wash ho jata hai aur hame loss ho sakta hai to isase best hai kya Hamen Sabar se kaam karna chahie Aur jaldbazi bhi nahin Karni chahie isase bhi Hamen loss hota hai hai aur Hamen Ek best traderbanne ke liye demo account per ziyada Se ziyada practice karni chahie aur apne knowledge or experience ko increase karna chahie hamare pass jitne ziyada learning Hogi utna he ziyada knowladge hu ga aur hamara ziyada experience hoga to isase hamare earning Bhi ziyada Hogi aur ham Jab Bhi trade kar rahe ho To Hamen mind ko fresh Rakhna chahie aur Llalch aur Se Bachana chahie aur daily ka kam daily karna chahie aur Hamen normal size Ka istemal Karna chahie is marriage Kabhi Kam hota hai aur Hamari aur 90 Jyada hoti hai aur Main daily post ki limit ko pura karna chahie aur post acchi quality ki Karni chahie aur mistake se bhi Bachana chahie mistake se bhi Hamara kam bonus a sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                            Assalam.o.alaikum g han dear friend apki bat bilkul thk hy k apko over confidence sy loss hi jata hy isi liye apko chahiye k ap market ko analyse krna na choren or dear friend hamesha mehnat krty rahen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Overconfidence se aapko loss ho sakta hai.

                              Ji han bhai jaan aapko overconfidence se bahut jyada loss ho sakta hai isliye aapko overconfidence Nahin Hona chahie Banke aap kaun hai Jabardast aur acche tarike se kam karna chahie Jab aap Meherban ke tarike se kam Karoge To aap apna loss Nahin Karoge aur aap ko fayda Hasan hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X