Dear friends jab bhi ham trade Karte Hain to Hamari trade Jaise hi profit main Aati hai to ham usko breakeven kar dete hain aur 10 mein se 9 trade Aisi hoti hain Jiska breakeven hit ho jata hai aapko main advice Dena chahta hun jo Ke Main Apne experience sy sekhi Hai Jab Bhi aap market Mein kam kar rahe hain aur aapko profit ho raha hai to foran se breakeven na Karen Bal Ke Do Teen Char candle banne tak Jab aap Dekhenge ke market Kafi zyada aapke order ke Simat Chali gai hai to aapko tab breakeven karna chahie to phir breakeven hit hone ke bahut hi kam chanses hote hain isliye Apne trade ko breakeven tab hi Karen aapka zyada nuksan Nahin Hoga bal ke aapka equal Mein order close ho jaega isliye is market Mein Acha trader wohi hai jo test planning se apni trading co success Karta Hai Kyunki planning forex market Mein backbone Ki haisiyat rakhti Hai Jab tak aap acchi planning Karke Kam Nahin Karenge aapko forex market Se Achcha profile Nahin Milega isliye aapse Meri Yahi advise ke aap Soch Samajh Kar is market Mein kam Karen Kyunki yah bahut hi risky market Hai jismein kam karna Itna Aasan Kam Nahin Hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим