Beginers ko small size lot lgani chaheay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

    Walaikum Assalam, ji bilkul humein "small lot size" lagana caheye kyun k jitna small hum lot size lagein gein loss k chances kam aur profit k chances kam ho jaein gein, ager hum big lot size ka used karty hein to ek choti see mistake ki waja say humara account seconds mein washed ho jaey ga, isiliye humein lot size (Money management or risk management) k mutabic set karna caheye, taky hum acha profit hasil kar sakein aur emotional trading say avoid karna caheye tab he hum kamiyabi hasil kar sakty hein.
    Instaforex is the Best broker
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

      Bilk Theek kaha Hai Apny Jaab be Koi beginner kam karna Start karta hai toh saab Sa Pely market ka bary main Achy sa Jan lyna Cheyea jab ap ko Forex ke movement ka bary main achy sa pata ho ga toh ap ko kam karny main Be asani rahy ge or ap ak Perfect trader ke tarah apni trade ko Execute kar sakty hain is lia Ap ko cheya ka Start main Smal Lot Size ka Sath kam kiya krein or per ap jab Apna Balance acha kr lain toh per ap ko Lot Size be Increase karna Cheya tab he ap apny Profit ko be Increase kar sakty hain or apni earning ko be Grow kar sakty hain.
      💕​Romeo&Julliet💕
      • #18 Collapse

        Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

        Gina friends aapane bilkul right baat ki hai ki Hamen Hamesha good strategy use Karni chahie Agar Hamare barki spurt ji Good Hogi To Ham Ek Achcha work kar Sakenge Agar Hamare work ki strategy acchi Nahin Hogi To Ham kabhi bhi achcha work nahin kar sakte isase Hamen bahut jyada nuksan Hota Hai strong study ji ke sath Kiya Gaya work of ke liye Hamesha faydemand hoga

         
        • #19 Collapse

          Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

          agayenge isase Hamen jyada se jyada last bhi ho sakta hai agar Ham samal size Lot lagayenge to is tarah agar check kam profit hasil karenge to lash Bhi agar Ho Gaya to kam last hoga
           
          • #20 Collapse

            Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

            aslamualaikum dear members beginners yeh baat durast hai kie beginners ko small lot size istimaal karna chahiye kue kie iss sie beginners ko agar ko loss hoga toh yeh unkie account ko safe rakhey ga wash honey sie or kue kie jab hum bare lot size rakhey gai toh agar loss howa toh lazmi account wash ho sakta hai iss liyie mere suggestion yehi hai kie new traders ko sirf 0.01 $ lot size rakhney chahiye.
            • #21 Collapse

              Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

              Ap ko cheya ka Start main Smal Lot Size ka Sath kam kiya krein or per ap jab Apna Balance acha kr lain toh per ap ko Lot Size be Increase karna Cheya tab he ap apny Profit ko be Increase kar sakty hain or apni earning ko be Grow kar sakty hain.
              • #22 Collapse

                Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

                small lot size istimaal karna chahiye kue kie iss sie beginners ko agar ko loss hoga toh yeh unkie account ko safe rakhey ga wash honey sie or kue kie jab hum bare lot size rakhey gai toh agar loss howa toh lazmi account wash ho sakta hai iss liyie mere suggestion yehi hai kie new traders ko sirf 0.01 $ lot size rakhney chahiye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Beginers ko small size lot lgani chaheay??

                  isliye Hamen pahle sambhal size lot lagani chahie lalach mein nahin aana chahie agar Ham lalach mein aaenge to Ham big size Laut lagayenge isase Hamen jyada se jyada last bhi ho sakta hai agar Ham samal size Lot lagayenge to is tarah agar check kam profit hasil karenge to lash Bhi agar Ho Gaya to kam last hoga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X