Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    je han forex trading kyon k home base business hei ap is men nemaz k leay bilkul time nikal skty hen apne ghr k kam bhe kr skty hen kyon k trading men time ke koe pabandi nhi hei ap kabi bhe apna kam kr skty hen lekn jb nemaz ka time ho jaey apko apna kam close kr k nemaz zror prni chaye or doa krni chaye k apka kam asan ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Kio b kam karny k leay agar time muqarar kar dia jay tu ham kafi time ibadat k leay bacha sakty hain, lekan ziada tar insan lalachi hota hae aur wo apna sara time moeny earn karny par lagata hae, aur jist ny ibadat karni wo kisi b kam main time nikal kar ibadat kar sakta hae.
      • #588 Collapse

        Dear brother aik Muslim kay liay namaz bohat zaroori hay, aor es ko har hall main ada karna hoti hay, chay forex trading business ho ya other any work which are earing, namaz is most importance, and so forex trading is a best for muslim because this business is gave the free time for namaz.
        • #589 Collapse

          Dear Dekhen ,
          Ye aap k ooper depend karta hy , agr forex forum men posting karty hen ya dear aap trading karty hen agr namaz ka waq aata hy to dear aap ja sakty hen and agr aap Ibadat Karen Gy Khuda ki to dear aap ko aur b profit hoga agr trading sy aik ghanta nikal liye to koi bari baat nahi hy dear hum Allah k ooper ahsaan Nahi kar rahy Bal k apni zindagi k liye and Akhirat k liye kar rahy hen .agr Ibadat karen gy to Humen Faida Hy agd nahi karen gy to Allah ko b hamari zaroorat nahi hy brother, zara sochye...
          "The Best Way To Find Yourself Is To Lose Yourself In The Service Of Others"
          Buy/Sell Exchange $: +92-308-3035935

          Join us for Trading Signals & Analysis

          For Registration: Click Here
          Monthly Bonus Limit: 250$
          Per Post Bonus: 0.20$
          Note: Copy & Paste Not Allowed, if You do Copy Paste Then You Will Be Banned Shortly.
          • #590 Collapse

            yes dear i agree with you ji han ap ko apni trades par koi tension nahi huti agar ap ko lagta hai kay price buhut move kaare gi jab ap namaz parh rahay hun tab bhi ap take profit laga dete hain tu ap ko enough time mil jata hai kay namaz apne time par ada ki jaye
            • #591 Collapse

              aslamu alaikum: meray bhai ap ko aik baat batoon ke jis banday nay nimaz parni hai wo chahay boss ki asighnment ho ya kuch ho us nay wo chor kar bhi namaz parni hai aur agar jis nay nahi parni hai to wo jo marzi ho jaye us nay namaz nahi parni.
              • #592 Collapse

                Forex trading say aap ki namaz mutasir nahi hoti. Namaz to farq hy. Agar hum is ka ahtamam kartay hain to is say Allah is business main hamain aur taraqi dey ga aur hum jo bhi decisions lain gey, un say hamain faida hi ho ga.
                 
                • #593 Collapse

                  mere bahot hi ache dost ap ne bahot hi khoobsurat baat ki hae kiunk namaz primary hae aur forex trading ki is namaz k samne kuch bhi haisiat nahi hae is liay namaz k waqt mein namaz zaroor parh leni chahiay.
                  • #594 Collapse

                    Forex trading business ko posting se krny k liye bohat hi short time ki zarurat hoti ha, jis se hu earning b achi krty hn. or mujhy lgta ha k is se kisi shakhs ki namaz py koi faraq nhi prta.
                    • #595 Collapse

                      assalam o alaikum.............. yes thats true ..... namaz ke waqt hum namaz ke liye asani se time nikal sakte hain or namaz perh sakte hain as it is a home job and we can do it 24 hours a day and 5 days a week
                      • #596 Collapse

                        es dunia mien allah ki marzi k bgair kuch nahi hota,ap jo bi bussiness krien jitny bi busy hon lekin apko namaz k liye waqt zaroor nikalna chahiyee aur forex trading mien time limit nahi hai ap jab chahe kam kr skty haen namaz parhien bhr ghumien phrien lekin kam k waqt sirf kam hona chaiye.
                        • #597 Collapse

                          sir g ma tu ye he kaho ga k ma tu ye samjta ho k jo forex trader hota hai wo full time free hota hai kiun k us ko kisi kism ki tension nai hoti k kahi jana hai mjy.
                          • #598 Collapse

                            tarding ap ko her kam k leye trime dety hai ye nhi hia k ap ne ttrading mian bus sub kuch choor dena hai.,si main apko namaz ak bhe tiem milta hai,.
                            • #599 Collapse

                              Ji han bilkul theek kaha hai ap nay k doosray business ya jobs main aksar aesa hota hai k hm apni nemaz aand doosri ebadaat k lye time nae nikal paaty sahi say jb k forex main aesa nae hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                that is the fact that many jobs or organization do not allow the trader to perform religious acts but by working in forex there is no issue of time or permission of others.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X