What is lot size?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is lot size?
    Assalam_o_alaikum friends question ha k trading mein lot size Kia ha or hm ise kion select krte hein mtlb is k advantages Kia hein or is ki Kia importance ha forex mein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is lot size?

    Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Not size ko Soch Samajh Kar select Karte Rahana chahie Kyunki Hamari sari trading lot size per hi Minhas hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: What is lot size?

      Walaikum salam dear members apni bilkul sahi kaha hai lot size Jab aap Forex trading Mein lot Lagate Hain. To usmein aap ko different types ki Lot Lagani hoti hai agar aapko account balance jyada hai to aapko chahie ki Fir Bhi normal lot ke sath kam Karen agar aap Badi lot lagakar trading Karenge to vah bahut risky Hogi isase aapka account wash bhi ho sakta hai . isliye Agar aapane a Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai to aapko normally lot lagakar profit gain karna hoga tab bhi aap ismein successful Honge.
      • #4 Collapse

        Re: What is lot size?

        Treading krna ky Lia lot size bht hi important hy is ky bgr hm treading bh nhi kr skty hy hm treading krty hy to apna bouns main sa treading krty wqta lot ki sourt main apni amount legty hy jis sa hm achi entri par treading kr rha hita hy to hm bht hi acha profit hota hy is Lia hm hnsha soch semjhna kr account ky hisb sa mouvmnt ky hisb sa lot legni chya tb hi kamyb Ho ga
        • #5 Collapse

          Re: What is lot size?

          Dear ap na bohat achay topic share kia hai forex trading main different type ka lot size use hoty hain .
          Dear jab ham different type ka lot size use karty Hain to pher hamy achay benefit milta hai . Dear member hamy chay ka ham achi planning ka sath Kam kary or achay profit hasil kary .
          • #6 Collapse

            Re: What is lot size?

            mere khyal mein jab Ham achcha lot size use karte hain to jab hamara account balance jitna hota hai To humko is kam mein Jo bhi Amish kam mein karte Hain To humko is lot size ko hamesha se achcha kam karna hota hai jab Ham achcha kam karte Hain To hamari lot size bahut achcha aur strong hota hai aur ham kamyab Ho jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: What is lot size?

              Achcha question Kiya hai forex forum bahut achcha online business hai ya Puri duniya mein famous business forex trading me kamyabi hasil karne ke liye hamare pass experience aur knowledge Ka hona bahut jaruri hota hai forex trading maja maja balance ke mutabik lot size use karna chahie pairon mein kamyab ho sakte hain FIR achcha property hasil kar sakte hain FIR hamara kaun se hi sakta hai param life ka kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: What is lot size?

                Walekum assalam Forex trading me jab aap Kisi bhi commodity aur currency pair ko purchase aur sale Karte Hain To Aisi situation main aapko Ek quantity ki selection karna Hoti Hai Jiski movement per aapko nuksan aur profit ho sakta hai is quantity ko aap Forex trading ki language mein lot Kahate Hain Agar aapki yah selection Jyada Hoti Hai To Aisi situation main aapko Uske against Jyada profit aur nuksan ho sakta hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap Forex trading Mein kam Karte Hain To aap to bahut jyada risk Nahin Lena chahie aur Hamesha minimum lot size ke sath apni trading Karni chahie.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: What is lot size?

                  Assalamu Alaikum!
                  Dear forex members. Umeed krta hu ap sab bilkul theek hongy. Forex trading main main jab ap kisi bi currency ko buy krty hain aur sell krty hain tw ise main hamy ik ase situation mn ik quantity ka chunao krna hota hain jis ky mutabik hum profit ka loss ky mustahik hoty hain. Os quantity ko trading mian lots khty hain. Forex trading krty waqt hamy bahut hi small lots ko select krna chahye. Taky hamy agr loss ho tw wo bahut kaam ho.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X