Market ko zyada sy zyada time dain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko zyada sy zyada time dain.
    Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members main yah Kahana Chahta Hun Ki forex market Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen ismein market ko Jyada Se Jyada time dene ki jarurat Hoti Hai Kyunki Jab Ham market ko Jyada Se Jyada time Denge aur ham ismein Jyada Se Jyada Mein Hai Na Karenge To Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham ismein acche tarike se knowledge Hasil Karke Kam Nahin Karenge aur Market Mein proper knowledge Hasil Karke aur isko proper time table ke mutabik time nahin Denge To Hamen market ki kabhi bhi samajh Nahin a sakti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

    Dear forex market Mein kam karte hue jab tak Ham isko properly time nahin Dete Hain aur Iske Har EK tension ko Samay Te Hue market Mein Kam Nahin karte hain Hamen samajh sakte hain ki Hamara is market ko samajhna Humko koi bhi fayda nahin De sakta hai Hai To Aisi situation Mein Humko Aisi condition kabhi bhi Paida Nahin Karni chahie ki Jis Se Humko loss jyada ho aur ham market Mein kam karte hue earning kam Karen kabhi kabhi loss Ho Jaaye to uski koi bhi fikra Mein Nahin Karni chahie bol ke koshish Yahi Karni chahie Humko Kaise uski recovery Ka Koi Na Koi solution nikalte Hue market Mein kam karna hai agar Ham yah samajhte Hain Ki Hamen is market Mein kam karte hue acchi yaar Nind bhi Mile aur sath sath Hamen experience bhi Hasil Karte jaen to uske liye Hamara is market Mein prapt per hokar Jyada Se Jyada time Dena Hi Humko acchi earning Dila sakta hai agar hamare pass is market Mein kam karne ke liye knowledge kam hai to hamare Samne Ek behtreen opportunity hai ki Ham form Mein isko acche tarike se learn kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

      Market my humy dakahabhll kara proper workinhgng karanya chiaya jo log bi proper triky sys owrking karrtya hayn who loog zaroor forex sys acahi profit book kara sakatya ahyn is lisys humy dakahabhall kara hi is smy kamkarana chiaya ta kaha hum bohata hi acah bussiuness hy is lkisys humy dakahbahll kara hi is sm y kamkareana chiaya ta kaha humkmayab ho jayn.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

        Forex mein humain market ko zayada sae zayada time dena chahyea kyun kay agar hum forex mein market ko zayada time dain gaye tou humain forex mein acha kaam ker sakain gaye aur humari earning bhi achi ho gi humain iss mein market ko zayada sae zayada time denay ki zaroorat hoti hai kyun kay jub hum market ko zayada sae zayada time dain gaye aur hum iss mein zayada sae zayada mein hai na kerain gaye tou hum iss mein kamyabi hasil ker saktay hain agar hum iss mein achay tareeqay sae knowledge hasil ker kay kaam nahin kerain gaye aur market mein proper knowledge hasil ker kay aur iss ko proper time table ke mutabik time nahin dain gaye tou humain market ki kabhi bhi samajh nahin aa sakti iss lye aap ko forex mein acha kaam kerna chahyea aur achi earning ker sakain
        • #5 Collapse

          Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

          bilkul dear apki bat thek ha jitna zaida time ap market ko dy gye samjy gye learning kare gye uski movement ko dekhy gye or achi eanring kar paye gye is liye proper knowledge ke sth ap trading mein aye or apne knowledge se trading kare to asani se forex market mein acha earn kar sakty hai qk apki learning trading ke bary mein mazboot ho gai to apki earning otni hi zaida fast ho gai .
          • #6 Collapse

            Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

            G dear AP NY thk kaha hamen trade laga Kar chor nh Dena cahiye hai balky market ko time Dena cahiye hai r apni trade ko dekhty rehna cahiye hai q k agar hum trade laga k chor dety hen to uska hamen nuksan hota hai q k hum profit Mai off NH krty r trade loss Mai chali jati hai

            Isi trah hamen market ko smjhny k liye b market ko time Dena parhta hai, market ko smjhna parhta hi r phr us k hisab sy trading krni parhi hai iliay market ko time Dena bhtt hi zarori hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

              Wa alaikum asalam dear member g han ap ny bilkul thek kaha hai k hamen market ko zyada sy zyada time dena chye jis sy hum bahot achy sy trading ko seekh sakty hain dear member forex forum aik asa business hai jis main hamen well train hony k liye hamen market ko time dena zruri hai jos sy hum market main expert trading kr k successful earner ban sakty hain...thanks
              • #8 Collapse

                Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                Walikumasalm...market ko hum jitna ziada dakhein or time dein gein to hamara experience barhta jaye ga so is liye hamein chahea k hum demo account use karty huay analysis karty rahein or ise sy hum successful trading kar sakein gy or agr hum seniors k signals py trade lagayein or usy close bhe kar dein profit mein to hamara farz hai k apna bhe successful signal banany k liye hamein koshish karni chahea ta k ap ksi bhe waqt analysis kar k trade sy earning kar sakein..
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                  Assalamualaikum dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chiye hardworking krni chiye demo account pr practice krni chiye demo account pr practice krne se apko acha experience hasil hota hy forex forum me kam krne kalye apko chiye k market ko ziada se ziada time dein ap market ko jtna ziada time dein gy apko utna ziada market ki smjh aye gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                    bilkul koi bhi trader agar forex market ko samajhta hai aur market ko jyada se jyada time deta Hai to vah ismein kamyab ho sakta hai kyunki har trader ke pass Forex trading ka pahle pahle se jyada knowledge nahin hota Hai magar jab vah market ko understand karte hain aur market per mehnat karte Hain to vah ismein kamyabi hote hain aur achcha profit bhi hasil kar lete hain to ek junior member jitna jyada forex market ko apna time dega vah ismein utna hi kamyab rahega aur ismein utna hi profit hasil kar sakega shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                      ji han bilkul aapki bahut theek hai Forex main market ko jyada se jyada time Dena chahie Ham jitna jyada apna time Forex mein aur market mein invest karenge hamen utna Hi Kam ke bare mein knowledge hoga hamen market mein analysis kar ke trading karni chahie to hamen acchi earning hasil ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                        Asslam o alikum forex market ma kaam krny k liay hmary pas experience ka hona bohat zyada zrori ha trading krny sy pahly hmay maarket ko achi trah analysis kr lena chahiay ta k market ko achi trah smjha jay k market up ha ya down q k agr ham market ko analysis nhi kry gy to hmay loss ho ga or hmara account bhi wash ho skta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                          ji Bhai bilkul aisa hi hai jitna jyada aap market ko time denge aap apna hi achcha profit Kama sakte hain isliye aapko koshish karni chahie ki agar aap forex trading mein kamyab hona chahte Hain to jyada se jyada market ko time nahin jitna jyada aap market ko time denge utna hi isiliye aap market mein kamyab ho sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                            Assalamu Alaikum dear forex members. Aap ne theek kaha k jitna Ham market ko analyse karenge utna hi Ham jyada sikhenge .
                            jitna Ham jyada sikhenge utna hi hamen jyada se jyada profit mil sakega .
                            isliye ye agar aapke pass balance nahin to demo per market se contact mein rahen aur use acchi tarah samajhne ki koshish karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko zyada sy zyada time dain.

                              Tim is money ap jtna ahgy jhy gy or ap jtna Tim Dy gy ap atna kamhy gy
                              Al Tim ko dy kr analysis kry ap ahgh jhy seeky
                              Bcz Tim is money ..or pr ap Tim ki worth k andaza ac tra Hu ga jb ap axha kamhy gy
                              So ap following bathy follow kry
                              Time Is Money is an aphorism that originated in "Advice to a Young Tradesman", an essay by Benjamin Franklin that appeared in George Fisher's 1748 book, The American Instructor: or Young Man's Best Companion, in which Franklin wrote, "Remember that time is money." "Remember that time is money.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X