Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen
    Assalam o alaikum Dear forex members!
    Kesy hen ap sab? Umeed krti hu k sb kheriyat se hon gy or Pak forex forum pr posts se knowledge hasil krrhy hon gy
    G dear traders, hamen trade lgany se pehly market ko analyse krna prta hy k market up jani hy ya down is k lyr different analysis kiye jaty hen ek hota hy fundamental analysis or dusra hota hy technical Analysis, fundamental analysis mn hamen news ko dekhna prta hy k kis country ki currency up jarhi hy or kis ki low
    Or technical analysis mn hum chart k pattern ko smjhty hen candlesticks ko smjhna prta hy or sb traders ko chahye k trade lgany se phly market ko analyse kren taky loss se bach sken
    Thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

    Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Gold par trading risky hai. Demo account py practice kr k real account main trade kren to zarur kamyab hon gy.
    • #3 Collapse

      Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

      Ji han Sahi Kaha Hai aapane Pahle market ko analysis Karen Uske bad Hamen market Mein trading Lagani chahie market ka analysis karna bahut jyada important hai market ka analyse kiye bagair Hamen market Mein entry Nahin Karni chahie Agar Ham market ka analyses kiye bagair market Mein entry kar denge Tu Is Tarah Se Hamara account was ho sakta hai agar Ham Chahte Hain Ki Hamara account was Na Ho To Hamen market ka analysis Jarur karna chahie analysis course strong karna chahie analysis ko perfect banana chahie perfect analysis se ham market Mein Perfect entry Le sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

        g han humein phlyus k bd humein trading analyse krna seekhna chy . us k bd hi humein tarding krni chy jitni zyda hum mehnt karty hain humein us ka utna hi zyda fida hota ha humein market k bary mein study krna chy aur humein pata hona chy k move kasy karti market. tb hum kamyab ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

          Aapko trade Lagate Hue market ko check kiye bagair kabhi bhi trade Nahin Lagani chahie balke aapko chahie kya aap sabse pahle market ko check Karen aur vahan per market ka analysis Karke fir market Mein trade lagaen otherwise Aap Ko nuksan Hoga aur aap ko kabhi bhi profit Nahin Milega agar aap profit Lena Chahte Hain To aapko acche knowledge ke sath kam karna hoga

          • #6 Collapse

            Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

            Koi bhi trade Lagane se pahle market ko samajhna bahut hi am hota hai agar aap Koi trade gana Chahte Hain To Pyariya market ko Dekhen market kya kahati hai market kahan jaati aur kahan Main Karti hai agar market aapke Andaaz ke mutabik aap niche a rahi hai yahan per ja rahi hai to aap vahan trade Laga sakte hain aap pahle train Sadan se pahle aap Dam account per use trade ko open karke Hain Lagaya Taki aapko Dekh Kar Yahan Dekh Kar Aap Yahan per a Gaya aap Dekhenge kya aapki trade kahan ja sakti hai aur kahan sakti hai Jab Dekhenge ki aap ki tabiyat vah niche rahi hai yah Upar ja rahi hai to aap vahan foreign trade Laga De to aapko yah pura padh Achcha ho sakta hai agar aap ke dar Se Ke mutabik market Jo apni moment ke apni Marji se kar rahi hai to aap to trade na lagaen agar aap trade Jaenge to aap nuksan hi Payenge Agar trade Nahin lagaenge to aap ka ismein fayda hai agar aap ek din wait kar dete hain to uska koi matlab Nahin Hota ki cal Baap Jo market Hoti Hai set Ho Jaaye stability Ho Jaati Hai Aur aapko Achcha prefer bhi de sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

              han g asa he ham na sb sa phly safe treading karni hi to os ka lia ham ko yahan pa bht he acha sa kaam jb bhe es main kam jo hi asa wasa ni mil he jata hi to so es bataka ham ko bht he acha sa kheal rkah akr jas ahe be ham kama jo hi karty he rehy ga kh ham ko yahan pa kitana kiatan jo aik faida jo hi mil he rehta hi to so es bayta ka kheal rakh akr he es kaam bht he acha sa faida mil he jata hi
              • #8 Collapse

                Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi baat share ki hai ki agar humne kamyabi answer karni hai To Hamen trading karne se pahle acchi Tarah Se market ka analysis kar lena chahie Kyunki kabhi bhi market updown hoti rahti hai hai agar agar Ham acchi tarah se market ka analysis Karke trading Karenge To Hamen acchi kamyabi Hasil ho sakti
                • #9 Collapse

                  Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                  Walekum assalam dear member aapane bilkul sahi kaha hai Jab Ham trading Karte Hain To usse pahle Hamen market ko samajhna Hota Hai Hamen chahie ki market ko samajhne ke liye Ham Apna analysis strong Karen pahle Forex related knowledge or information gain Karen Taki are market ke Tamam points koshish tarike se samajh sake Hamara analysis strong Hoga Itni Ham profitable trade kar Sakenge Hamen chahie ki Ham knowledge or information gain Karen aur analysis per Jyada Se Jyada Dhyan De Jab Ham analysis Karke trading Karenge To Ham profitable trade kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                    xa g toa ap me si kaha h k pahly ham ko lazmi h k ham apni post k lia or trading k lia market ko samkhjhna lazmu. h agr ham us ko samjh le ge to is se ham. ko ba asani kam krnay me asaani ho g is lia tradind se pahly market ko samjhna lazmi h to tu
                    • #11 Collapse

                      Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                      g han ap ki bat theek hay k koi bhi trade open karne se pehly humain market ko analyis zaror karna cahiay kyu k ye bht difficult or risky business hy or use understand karne k liye ap ko bht mehnat ki zarorat hy, jab jakar ap ismain kamyab ho paen gain aur earning kar payen gain,
                      • #12 Collapse

                        Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                        hello everyone gee bilkul theek kha hai apni phly market ko analycis kren uske bad he trade lagai taki apko profit gain ho na ka apko loss hoo so everyone be carefull\....
                        • #13 Collapse

                          Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                          Forex mein market kay analysis kernay kay baad hi aap ko forex mein trade lagani chahyea forex aik bahut acha business hai lakin aap ko iss mein bahut soch samajh ker trade kerni chahyea humain trade lganay sae pahele market ko analyse kerna perta hai kay market up jani hai ya down iss kay lye mukhtalif analysis kiye jatay hain aik hota hai fundamental analysis aur doosra hota hy technical analysis fundamental analysis mein humain news ko dekhna perta hai kay kis country ki currency up jarhi hai aur kis ki low aur technical analysis mein hum chart kay pattern ko smjhtay hain candlesticks ko smjhna perta hai aur sub traders ko chahyea kay trade laganay sae pahele market ko analyse kerain ta kay loss sae bach sakain
                          • #14 Collapse

                            Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                            Ji Pyare bhai aapane Jo Baat Ki Hai Pahle market analyses Karen Uske bad ped lagaen bilkul aapki baat durust hai aur Hamen Aisa Hi karne ki jarurat hoti hai bahut Meherbani aapane Hamen Hamare Sath bahut acchi baat ki hai aur Aap Hamare liye bahut 22 se Barkat sabit Hue ki Hamen aapane baat samajh mein Samjhane ki koshish ki very thankful
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pehly market ko analyse kren phr trade lgaen

                              G ap ke bay darust hy magar mein aik bat kehna chahta hu k market ko analyze krny k lye bhi kafi experience ki zaroorat parti hy.kia ap bta skty haim k trend line ko kesy draw kia jata hy , mein aik beginner ho aur mujhy umeed hy k ap lod trend line ka explanation btyn gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X