Over Confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Over Confidence

    Asslam o Alaikum friends, dekhny mein to ye chota sa thread hai lekin mein lesson boht bara hai agr hmien forex mein kamyab hona hai to overconfidence say bachna hoga, jo insna overconfidence ka shikar ho jata hai to uski aqal per perda par jata hai aur usy smjh nahi ati k woh kya kry aur jb woh kui bhi faisla leta hai to woh smjhta hai woh thk faisla kr rha hai lekin usy trading mein loss ho jata hai aur phr usk pass pachtane ke ilawa kui solution nahi hota.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Over Confidence

      Ji han dear aapane bahut hi Achcha Sawal kiya hai ki overconfidence aapke andar aur confidence hai aap apne aap per Jab Jyada Bharosa rakhte Hain To aur per Forex Mein hi kya jo bhi Vishay join Karenge usmein jald se jald aapane kar Sakenge aapke andar overconfidence Hona chahie Jo Insan Kamyab Hona Chahte Hain uske andar confidence ka hona lazmi hai agar vah confidence Hasan nahin kar Pata uske andar confidence Nahin Hai To apni life mein kisi bhi stage per kam Yad Nahin ho sakta Kyunki confidence hua hai jo Hamen Kisi bhi Jagah per baat karne ki Himmat Deta Hai Kisi bhi Jagah per Apne andar ki koi Shayad ko bahan karne ki Himmat hai isliye Hamare andar confidence aur apne confidence ko jad se jyada badhaen tab jakar Ham jo bhi join Karenge jo bhi kam Jaan Kahenge Hamari jald se jald usmein start ho jayegi ok Shukriya
      • #33 Collapse

        Re: Over Confidence

        Asslam o Alaikum dear Forex member I hope aap sab khairiyat se honge aapane bilkul sahi kaha hai ki forex ma khbi b overconfidence ni hona chyia dekhne forex ma confidence to achi chinz ha but yhin p over confidence b achi chinz ni ha islyia humsa relax and fresh mind se trading Karen phr zeror kamyabi Mily gi thank you
        • #34 Collapse

          Re: Over Confidence

          Dear 4x Mahendra ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ham agar Apne overconfidence ke Mata trade karte Hain to isase hamen hamesha loss hi hota hai kyunki overconfident se ki gai trade mein Kabhi bhi Bandar profit Hasan nahin kar sakta achcha prapt Hasan karne ke liye hamen market ko acchi Tarah samajh Kar aur pure confidence ke sath acche confident ke sath hamen apni trade ko open karna chahie taki ham Forex trading mein achcha profit han so kar sake aisa tabhi yoga jab ham ham market mein pure confident ke sath entry lehenge to isase hamen acchi profit hasil ho gi.
          Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
          • #35 Collapse

            Re: Over Confidence

            Life Ki Kisi bhi field main zarori k aapke pass confidence Hona chahie Koi Bhi Agar aapko kam kar rahe hain to uske liye jaruri hai kya aapke pass confidence hp us kam ko krny ka lekin Jab aapka wo confidence overconfidence Mein change hota hai tu aapko Kabhi kamyabi Nahin Mil Sakte or isi tarah Forex trading business aik aisa business h jis main aapke pass confidence Hona Jaroori hai Agar aapke pass confidence experience h or aik Achcha knowledge to aap ek acchi earning kar sakte aur aapko Ek Acha bonus bhi mil sakta hai lekin Agar aapke pass overconfidence hai kya aapki Ek kam kar sakte hain aur agar aap Is Tarah Mein kar sakte hain to ismein kya aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte confidence Hona Ek acchi baat hai kya aap ko Khud Se kaun se dance Hona chahie aapke pass explain Hona chahie Kisi bhi project
            • #36 Collapse

              Re: Over Confidence

              kabi bi over confidance ky sath kam nai krna chay ap ko es chez ka pata hona chay kh hm apna work kis trha pora kr rhy hy jitna hm apny work ko soch samjh kr aur mahhnt ky sath kry gy to hm bhot kuch hasil kr pay gy jitna ap log apny kam ko daikty aur karty hy esi trha hmain us ky oper work bi achi trha krna ho ga jo kh ap ko bhot kuch dy saky
              • #37 Collapse

                Re: Over Confidence

                Aoa
                Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k ap sab thek hoon gay aur kherait se hoon gay aur apna ko achay se kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon.
                Dear hamin apne kaam normal aur sabar se hosle se karna chahiye agar hum over confidence hoon ga y to hamain loss ho ga aur agar confidence hoon to hamain bonus mile ga aur hum acha trading b kar saktay hain aur aik achay businessman b ban saktay hain aur hardwork karin aur himmat na harain.....
                • #38 Collapse

                  Re: Over Confidence

                  Forex main trading karne ke liye confidence Hona jaruri hai agar Hamara confidence Hai To Ham risk Le sakte hain Kyunki risk lene ke liye confidence ki jarurat padati hai Jab Hamen apni analysis per confidence Hota To Ham confidently trade Laga Lenge lekin overconfident Nahin Hona chahie aur overconfident hone se avoid kiya jaaye Kyunki Aisa karne se Ham galat trade ki entry Le lete hain jisse Hamen loss ho jata hai
                  • #39 Collapse

                    Re: Over Confidence

                    Assalamu alaikum pyare doston duniya ki har area mein kamyab hone ke liye self assurance ka hona lazmi hai confidence aapki kamyabi ki jamanat hota hai magar kabhi kabar Ham jyada apne understanding barabar karte hain aur overconfidence Ho jaate Hain jiski vajah se nuksan uthate Hain isliye hamen overconfidence nahin hona chahie aur hamesha apni e limits mein rahakar bhi self assurance mein rahana chahie jab Ham kaun overconfidence hote Hain to Ham yah bhul jaate Hain ki Ham Kya kar rahe hain aur kaise kar rahe hain sar karte aap overconfidence mein galat exchange bhi kar baithe Hain ya galat kam kar padte Hain jiski vajah se hamen nuksan uthana padta hai isliye aur self assurance ko keep away from Karen shukriya
                    • #40 Collapse

                      Re: Over Confidence

                      Asslam u Alikum dear forex members mein umeeid krta ho keh ap kheriyat se hogey G bilkul apne bahoot achi baat kaahi hain keh humey forex mein over confidence nahi hona chahiye kiuke agar hum forex mein over confidence hogey tu hum bilkul bi profit ni earn kr sahkty or jald baazi mein aakr hum apna kaaaaaafi noqsaan kr sahkty hain
                      • #41 Collapse

                        Re: Over Confidence

                        Forex ma humen chaiye ka kbhi bhi over confidence sa kam na kren or learning kren iski jo bhi learning krta hai or bina confidence ka kam krta hai wo acha trader ban jata hai learning hi key to success hai learning kren or mehnat kren mehnat krne wala hmesha kamyab hota hai or acha profit bhi bna leta hai learning kren or forex ko time den mehnat kren mehnat krne wala hi kamyab hota hai or loss sa bhi bach jata hai.
                        • #42 Collapse

                          Re: Over Confidence

                          Overconfidence is equal to loss ji han yah baat bilkul sahi hai jo log overconfidence se kam lete hain aur posting karte hue overconfidence se kam karte hain aur trading karte ho aur kaun se kam karte hain lali se kam lete hain vah hamesha loss ka shikar hote hain isliye agar aapko ab kam jo bhi kam kar rahe hain usmein aap overconfidence ko kabhi Na lagaen aur FIR kamyabi kar sakte hain shukriya
                          • #43 Collapse

                            Re: Over Confidence

                            hamein Forex mein kabhe beh over confedance nahein hona chaheya tabhe ham kamiybe hasil kar saktay hein hamein es par confedance kay sath kam karna chaheya aur aover confedance nahein hona cahheya agar ham aover confedance jhon gay to ham bhut baray nuksan ka samna karna par sakta hay Forex bhut he ach karobar aur busnes hay hamein ek had tak cofe dance hona chaheya hamein over confe dance nahein hona chaheya hamein ia mein apne hesab say trading karne chaheya
                            • #44 Collapse

                              Re: Over Confidence

                              Assalam o alaikum han ji to kissi bhi business ya work mien hamien kamyabi hasil krni hai to hamien uss mienmehnat krni hoti hai aur uss mien hamien confident hona bhi zroori hai qk agar hamien khud pr aitmad na ho to hum kamyab nahien ho skte iss lie confident hona to zroori hai lekin hamien apne kaam mien over confident nahiebn hona chahiejesse k agar hamienprofit hita hai to hum yehsamjhen ke hamien to iss kaam mien bahut zyada experience hasil hogaya hai aur hum iss mien work kr k sirf profit hi gain krte haien iss tarah se sochte hue jab hum work krte haien to hamien zroor loss ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Over Confidence

                                Assalamu alaikum my dear friend Sumit karta hun kya aap log khairiyat se Honge Pakistan park for Excellence acche profit Pawan Singh ka Rahe Honge per kamyabi ka Apna Muqaddar bana rahe Honge ji han bhai jaan Apne bahut hi Pyari baat ki hai main aapki baat se agri Hun Ki overconfidence Nahin Rahana chahie Insan Ko Jab Ham Tamam members overconfidence ke sath trading Karte Hain To Ham Logon Ko loss hota hai isliye Hamesha confidence ke sath kam Kiya Karen but Apne confidence ko overconfidence mein Mamta kilometre Kiya Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X