Lot size ka intikhaab.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ka intikhaab.
    Salaam. Umeed he sab kheriyat se hunge. Dear traders forex me trading krte waqat hamen lot size ka intikhaab kaise karna chahye.
    Agar hamara account balance 100usd tak ho to hamen ik din me 3 se 4 trades or lot size 0.01 rakhna chahye 300usd account volume tak hamen 0.02 se 0.03 tak lotsize rakhna chahye. Or 3 se 4 trades lagi chahyen.isee tarah 500 usd volume tak 0.03vse 0.05 tak lot size rakhna chahye 4 se 5 trades.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ka intikhaab.

    A. O. A
    Dear friend ummid karta hun aap log khairiyat se Honge or Forex sy zada sy zada profit hasil kr rhy hon gy
    Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai ki main aapki baat se agri Hun K forex lot siz ka intikhab krma bht zda zarori h agr ap accnt 100 dollars 💵 ka hai to apko 0.05 ki lot lgani chaeya
    Agr apka accnt 200 ka hai to apko 0.10 ki lot siz ko use krna hota hai agr ap is trha km karin. Gy to kamyabi mily gi mery bhai jaan
    Thanku
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ka intikhaab.

      hamen trade karte waqt lot size ka khas khyal rakhna chahie kyunki agar ham lot size ka khyal nahin rakhte to hamen trade mein bahut jyada loss ho sakta hai aapko lot size aapke account ke size ke mutabik rakhna chahie agar aap bada lot size use karte hain aur aapka kaun chhota hai to ho sakta hai ki kuchh der ke bad aapka account was ho jaaye isliye jaruri hai ki account ke size ke mutabik ki load kar size choose karen misal ke taur per agar aapka account ka size 100 dollars hai to aapko 0.01 lot size ki ki ek trade open karne chahie iske alava agar aapka account 200 dollars ka hai to aapko 0.02 lot size ki do trades open karni chahie agar aap bada lot size use karte hain aur account mein money management kaker nahin rakhte to aapko loss hoga aur aap jyada der tak training mein nahin rah sakenge
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ka intikhaab.

        Forex trading mai lot size ko select krna boht he zrori hy k yahan pe mistake na hony pay.lot size ko soch samjh kr select krna chaye ,aksr trading large lot ko choose kr lety hen agr faida ho to zaida faida ho jata lekn agr loss ajay to wo bhe zaida ata hy .jesa k gold pe jb trading ho to lot size small he rkhna chaye kyu markit ki movement gold ki boht taizi se chalti hy esi tarhan baki chezun pe bhe koshesh kren k llalach na kren or lot ko small he rhen k agr loss ay to km ay or km faida pe bhe ektafa kr len or emotional ho kr risk na uthain
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ka intikhaab.

          Trade open karne ke liye Ham Jo lot size select karte hain usko Hamen Apne balance ke mutabik aur Jis per Mein Ham trade kar rahe hain usmein spread aur Market ki movement ko Dekhte Hue risk level ko adjust Karke a lot size ko select karna chahie ki Hamara risk minimum ho aur Hamen accha profit bhi Hasil ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ka intikhaab.

            Assalam o Alaikum!!! Trading karne se pahle hamen lot size ka use karna hota hai aur hamen lot size hamesha apne account balance ke mutabik hi karna hota hai jab ham lot size ka use apne account balance zyada kar dete hain to hamen bahut hi zyada loss ho jata hai to isiliye hamen kabhi bhi lot size ko use karne mein compromise nh karna chahie hamesha apne account balance mutabik aur money management ko follow karte hue hue hi lot size ka use karna chahie Jo member lot size ka use zyada karte hain woh kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nh kar sakte to isiliye hamen hamesha soch samajh kar trading karni chahie kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nh karni chahie Jo log trading karte hue jaldbazi karte hain woh kabhi bhi kamyabi hasil nh kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ka intikhaab.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abusaleh2015 پيغام ديکھيے
              Salaam. Umeed he sab kheriyat se hunge. Dear traders forex me trading krte waqat hamen lot size ka intikhaab kaise karna chahye.
              Agar hamara account balance 100usd tak ho to hamen ik din me 3 se 4 trades or lot size 0.01 rakhna chahye 300usd account volume tak hamen 0.02 se 0.03 tak lotsize rakhna chahye. Or 3 se 4 trades lagi chahyen.isee tarah 500 usd volume tak 0.03vse 0.05 tak lot size rakhna chahye 4 se 5 trades.
              G dear kafi important hai kay ap es mai lot size kiya rakhtye hai kiyu kay ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai lot size kam say kam rakha karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi ata hai ager ap es mai lot size zayda rakhtye hai tu us mai ap kaliye ue masla ban jata hai
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ka intikhaab.

                Walekum assalam dear members agar aap Forex trading Mein money management ke rule and regulation keep as per trading Karte Hain To definitely aapko bahut jyada advantages ho sakte hain Kyunki agar aap minimum lot size ki selection Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut kam chance Hote Hain Ki aapko margin call receive Ho Jaaye isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko minimum lot size ki selection Karni chahie aur Hamesha bahut jyada focus hokar kam karna chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ka intikhaab.

                  Assalamu Alaikum dear friend Hamen apne account ke mutabk hi lot size ka use karna chahie aur hamesha Forex trading mein kamyabi money management se hi hoti hai agar Ham kam Lot se trade open karenge apni trade mein money management use karenge yeh hamare liye Forex mein kamyabi hogi isliye hamesha ap mehnat ke sath kam Karen Forex mein kamyabi Hasil Karen yeh ek behtarin earning wala business hai aur Hamen is mein behtarin tarike se kam karna chahie Ham is mein jitni zyada hard working se kam karenge Ham is mein usi hisab se profit bhi acha Hasil hoga isliye koshish karen acha kam Karen mehnat Karen aur Forex trading mein kamyabi Hasil Karen ya hamare liye behtarin online business hy ismein mahinat se kam Karen aur is business mein kamyabi Hasil Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ka intikhaab.

                    Walaikum salam dear members aapane bilkul sahi kaha hai Hamen lot size ka intekhab normal karna chahie Kyunki Agar Ham lot size Badi Karenge To isase Ham Apna nuksan bhi kar sakte hain isliye aapko risk Nahin Lena chahie balke hardworking ke sath aur acchi planning ke sath trading Karni chahie tabhi aap ismein kamyab Honge aap ko Apne mind active rakhkar trading Karni chahie Kyunki trading bahut hi Mushkil kam hai Agar aapke pass experience hai to aapko Badi Lot lagakar profit gain karna chahie aur Agar aapke pass experience Nahin Hai To aapko Chhoti Lot Ke Sath kam karna chahie Agar aapko nuksan Ho Bi rha ho to Aapka account wash na ho isliye Agar aapko Agar account save Rakhna hai to aapko Soch samajhkar trading Karni Hogi tab bhi aap successful Honge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ka intikhaab.

                      Ji Ho Sab Ko Yahan per Apna lot size Soch Samajh Kar select karna hoga lot size se bhi Ham bahut jyada profit aur bahut jyada nuksan Hans Re kar sakte hain Soya Ham per depend karta hai so isiliye Apne lot size ko improve karne ki koshish karen aur usko understand Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ka intikhaab.

                        Forex trading business mein Kam lot size laga kar trading karain gey tu is ka faida ye hota hai kay agr is se profit Kam hota hai tu loss bhi Kam hota hai forex business mein trading account ki money management kar kay lot size use karna cahaiye money management kar kay trading karain gey tu account balance kay mutabik trading karain gey tab hi faida hota hai account ki money management zaroori hoti hai account ki money management karain gey tu hi Kam lot size use karain gey
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ka intikhaab.

                          hum lot laga kar munfa h aisal kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga then hum ka m kar ky earn kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be katem naahi ho ga hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain asnae ky sat
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ka intikhaab.

                            dear friend aap bilkul theek hai Rahe Hain Ki Hamen forex market mein Main hard drive Lagane se pahle market Mein achha analyses karna chahie Agar Ham Forex trading mein Apni trade ko Kamyab banana Chahte Hain To Hamen forested Mein lalach Nahin Karni chahie Kyunki Ilaaj karne se Hamen loss hota hai Hamen forest Mein Sabar ke sath kam karna chahie Kyon Kaise Bhar ka fal Meetha Hota Hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha proper transfer karna chahie Agar Ham Forex Mein mehnat ke sath kam Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha bolate bhi Hasil kar sakte hain Hamen Forex mein Main mehnat Aur Lagane ke saath kaam karna chahie aur Achcha kam karne ki koshish Karni chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X