urdu id card
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    urdu id card
    urdu id card waly log opehlay apna passport 1st level mai upload kr dain os k bad 2nd level mai apna urdu id card upload kr dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friend ye to ap ny boht class ki bat btye hy main ny to abhe tk apna account verification k lye send hi nahi kya or ap k is information sy to mujhy boht faida hasil ho raha hy posting plate forum ki ik yahi to sb sy best bat hy k hm sb ik dosry k sathy apni information ko share krty hain j k dosron k lye boht faida mand sabit hoty hy.
    • #3 Collapse

      urdu id card ko ham ko notary officer sy english mai translate karwana parta hai phir he ham us ko upload kar k verify ho sakty hain. isky elawa aap 1st level ki verification k liye apna passport aur 2nd level ki verification k liye apna driving licence b use kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        My dear friends instaforex ke account ko verify karwana koi difficult nai ha. agar app ke pass urdu ka CNIC ha to bhi wo use ho sakta ha. app apne account main URDu ka hi CNIC upload kar din.
        • #5 Collapse

          dear forex mai ap ko acccount verification k liye apne urdu id card ko english mai translate karna pare ga os k bina ap ka account verify nhn ho ga aur na he ap ko withdraw di jaye gii....
          • #6 Collapse

            gee haan insta forex mein apna account open krte hien ta keh us mein forum ka bonus mile aur phr us se trading kr ke profit eran krein tu account ko verfied krna hota he jes kay lie passprort aor id card dete hen
            • #7 Collapse

              agar ap ka card urdu mai hah aur ap insta ka verify krwana chae hain to pehle level main ap apna id card upload na karain bakke koi aur document upload kar dain us k verify ho jane k bad ap pana second level main urdu wala id card upload kar dain
              • #8 Collapse

                bro main ne 1 account verify krwaya tha khud us me urdu cnic tha or 2nd level k liye bank statement to account verify ho gya tha is me koi mushkil nai hai bohat he easy hain account verify krna
                • #9 Collapse

                  forex verification ka leya ap apna Urdu wala ID card used kar sakta haan os main koi problam nhe hoti 1st option main ap apna Id card upload kar dain or 2nd option main apna passport or domicile upload kar dain tu ap ka account verify hu jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    haan jee bhai jee app ko agar forex mein account verfy karwana hai tu app ko is mein english id card use karna ho ga is kaay begair app kaa account verfy nahi ho ga is kaay liye app nadra se english ka id card banwaye
                    • #11 Collapse

                      Jha tk mujay is baray mai knowledge hai to insta forex urdu cnic card ko approve nhi krta.isi liye 1st level k liye agr id card ko use kr rhay hai to id card ka english mai hona zroori hai.or 2nd level k liye official bank statement ya phir domicile ko use kr sktay hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        G forex trading mein insta ka account 1 level passport ki scan copy upload kar k account verifi karwa sakty han aur dosry level mein apna domicile ya utility bill se bhi account verifi ho jata hy aur agr passport nhi hy tu Urdu card ko translation kia jata hy aur us par notary ki steam laga kar upload karna ho ga is se account verifi ho jata hy
                        • #13 Collapse

                          G forex trading mein insta forex k account ko verifi karwane k liye Ap apna passport bhi use kar sakty aur insta forex k account mein first level ko verifi karne k liye ap passport bhi upload kar sakty han aur is se bhi account verifi ho jata hy aur dosry level mein ap apna I'd card aur domicile bhi upload kar sakty han is se account verifi ho jata hy
                          • #14 Collapse

                            Instaforex key account ki verification key leye english aur urdu donon card chaheye hotey hain. English ka card second level ki verification key leye chal jata hy aur urdu ka card first level ki verification key leye chal jata hy. Is key elawa domicile ki copy aur passports ki copy bhi verification key leye use ho sakti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Instaforex key account ki verification key leye english aur urdu ka cnic chaheye hota hy. First level ki verification key leye urdu ka card chal jata hy aur second level ki verification key leye english ka card chal jata hy. Is ky elawa aur bhi documents hotey hain jo keh aap verification key leye use kr saktey hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X