spread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread
    spread
    ka matlab hai wo difference jo forex broker apnay comession rakhty hain os ko spread kety hain or aksar pairs mai 3 ka spread hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading business main aksar forex traders ko yhe nai pata ke spread kia hoti ha. forex traders spread ka matlab hi nai samjhte. is post main forex main spread ke bare main badi achi information di ha.
    • #3 Collapse

      gee haan bhai aisa hota he khe sell aur buy kay drmain ju frq hota he us ko spread kehte hien aur aisy suna he keh yeh broker ka commision hote he aur spread har currecny ka apna apna hote hein
      • #4 Collapse

        dear spread mean ap ki bid aur ask mean buy aur sell k darmiiyan jo farq hota hy ap ko chahiye k kam se kam spread wale broker k sath kam karoa ur instaforex b aik kam spread wala broker hy.,,,
        • #5 Collapse

          Yes dear basically the difference between bid and ask price is called spread, it is charged by broker on every pair of currency, and in instaforex mostly spread is 3 but in some pairs it is 12, so you should select those broker who charge minimum spread, abd i think instaforex is a best broker in the world.
          • #6 Collapse

            G forex trading mein spread se Matlab hy currency mein jo fark hota hy sel aur buy mein us ko spread kehty han aur ye spread us broker ka commission hota hy jo broker trading karwaty han aur ye spread currency mein kise mein kam hota hy aur kise mein ziada hota hy
            • #7 Collapse

              G ap theek kh rhay hai,Bid or Ask value mai say jo difference nikalta hai usay spread khtay hai or hr broker apna spread hr trade mai say charge krta hai.isi liye trade place krnay say phlay spread ko zroor dekh lena chahiye Q k sometimes jb market zyada high move krti hai to us time spread b change ho jata hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Forex trading mein spread ka matalb hy Jo broker trading karwaty han us ka commission hota hy aur Jo k currency pair sel aur buy mein hota hy aur forex trading mein kuch currency ka spread kam hota hy aur kuch currency ka spread ziada hota hy broker k commission ko spread kehty han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Forex trading business mein spread wo hi hota hy jo k broker ka commission hota hy aur forex trading mein kise broker ka spread fix hota hy aur kise ka fix nhi hota hy aur insta forex ka spread fix hy aur kuch currency ka spread kam hy aur kuch ka ziada aur forex trading mein jo Major pair han un ka spread kam hota hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X