Acha trader hamesha lalach nhi karta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acha trader hamesha lalach nhi karta
    Aslam o Alakum
    Dear forex members hamain forex business main kaam karte howe kabhi bhi lalach nhi karni chahye jab jab ap lalach kar jain ge to ap ka account wash ho sakta hai is lye kabhi bhi lalach main na ain warna loss bhi ho ga our ap ka account bhi wash ho jai ga our expert our experience traders ki ye khasiyat hoti hai ke woh jo bhi kaam karte hain ya trading us main kabhi bhi lalach nhi karte.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

    Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn. Lalach karne se Forex trading Mein Hamen Kabhi Bhi Jyada munafa Hasil Nahin Hota bar ke Hamare account ko jyadatar loss ka Samna hi karna padta hai. Forex me kaam karna aik behtareen work hai jo hamen apne maqsad k hosool tak le k jata hai. Knowledge aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

      Kabhi Bhi Ek Achcha trader yani best trader Lal nahin karta Kyon Ke lalach Ek Aisi chij Hai Jo keh Agar Insan yaar trader karne lag jata hai apni profit trading main to vah loss Ka Shikar Hota Hai To Hamen chahie ki Ham loss Ka Shikar Na Ho Aur lalach Se Dur Rahte Hue trading Karen Taki Hamen Ek Achcha profit Hasil Ho

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

        G han koi be acha teacher kabi be lalach nahi kar sakta hay esy traders ko market me trading ka aur market me involve risk ka achi Tarha se maloomat hoti hay es ley kabi be esa trader lalach karny ki ghalati nahi karta hay, jo be lalach karta hay es ka result hamary samny hi hota hay lalach karny waly trader ko hi conform ho kar nakami ka samna hota hay lalach ko avoid karny waly traders hamesha hi kamyab hoty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
          Aslam o Alakum
          Dear forex members hamain forex business main kaam karte howe kabhi bhi lalach nhi karni chahye jab jab ap lalach kar jain ge to ap ka account wash ho sakta hai is lye kabhi bhi lalach main na ain warna loss bhi ho ga our ap ka account bhi wash ho jai ga our expert our experience traders ki ye khasiyat hoti hai ke woh jo bhi kaam karte hain ya trading us main kabhi bhi lalach nhi karte.
          Forex trading ke Business mein Vahi log kam Jab Hote Hain Jo Hamesha Soch Samajh Kar aur Sabra ke sath trading karte hain aur jo log lalach Nahin Karte vah Hamesha kam Jab hote hain Ek Achcha trader kabhi bhi frocks mein Main lalach nahin karta Hua Hamesha Soch Samajh Kar Sabar ke sath reading karta hai aur jo log press market mein jyada profit Hustle karne ke liye lalach Karte Hain vah Kabhi Bhi kam Jawab Nahin ho sakte isliye Hamen acche aur kam Jab trader banne ke liye Hamesha large Se Bachana chahie aur ladki Se Dur Rahana chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

            achcha trader trading karte hue kabhi bhi Lal aaj nahin karta hai kyunki vah jaanta hota hai ki market kisi bhi waqt re dress kar sakti hai aur uska profit bhi Jaya ho sakta hai isiliye vah trading karte hue kabhi bhi jaldbaji nahin karta hai bol ke acchi aur kamyab trading karta hai isiliye agar Ham bhi acchi aur kamyab trading karna chahte hain to hamen chahie ke Ham lalach na Karen Mal ke sukoon ke sath trading Kiya Karen jaake Ham ismein acchi aur kamyab reading karne ke sath jyada munafa bhi hasil karne aur Forex trading mein bahut acchi learning bhi gain karne lalchi trader Forex trading mein kabhi bhi kam yad nahin ho sakta hai isliye kisi bhi member ko Forex trading mein kabhi bhi lalach nahin karni chahie bol ke sukoon aur itminan ke sath aur proper money management ke sath setting karni chahie to vah kamyab ho sakte hain aur so trading se acchi kamai hasil karne ke sath sath apne account ko bhi mehfooz rakhte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

              Walaikum salam dearforex member ap ki bat buhat hi achi hai aur ma ap say yeh bat karna chahti hon kay humay kabhi bhi lalach nahi karna hai kiu kay humay lalach karnay say loss ho sakta hai acha trader humesha hi apnay kam may mehnat karta hai aur forex bussines may sill say kam karta hai isi liye experience gain hota hai aur humay bhi apnay kam may mehnat karni hai tab hi humay kamyabi hasil ho gai aur hum nay apni learning ko bhi strong karna hai tab hi humay profite gain ho gai.
              • #8 Collapse

                Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

                Ji bilkul aisa hi hai ek Achcha trader kabhi bhi lalach aur jaldi nahin karta Kyunki usko pata hota hai ki market kab aur Kis Tarah acchi movement Karegi aur usko Achcha signal Degi aur Agar acche tarike se vah knowledge ke sath analysis Karke market Mein Apni trade lagaega to uski vo trade profit Mein Jayegi aur uski account ko double bhi Kar Degi isliye Hamesha Kahate Hain Ki aapko Ek successful trader ko follow karna chahie Kyunki Jab aap successful trader ko follow karte hain to aapko bhi pata chal jata hai ki market Kis Tarah movement karti hai

                • #9 Collapse

                  Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

                  G jasa k sb jnty hein k lalach buri bla hi is liye jb b lalach ki jati hai faid koi nahi hot nuqsan e hota hai is liye jo acha trader hota hai wo kabhi b lalach nahi karta samjhdari say trade lagt hai or kamayb hot hai is loye soch samjh k sath kam karyn or tradeclagny k bad sabr ka muzahra karyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

                    forex aek bot he acha online business he jis pa kam karna bot he asan he forex pa earning k lia learning ka acha hona bot zrori he aghar learning achi hoghi to he earning achi hoghi forex students k lia b bot he best he students apny free time pa bot achi earning kar sakty hn forex pa ach earning k lia experience ka hona b bot zrori he aghar experience acha hogha to he trading achi hoghi or bonus acha mily gha forex pa achi trading k lia cinfidance ka hona b bot zrori he confidance k sath ki ghi posting mn mistakes km hoti hn forex pa trader ko kamyab hony k lia bot c bato ka khyal rkhna prta he forex aek bot he acha online business he jis pa kam karna bot he asan he forex pa earning k lia learning ka acha hona bot zrori he aghar learning achi hoghi to he earning achi hoghi forex students k lia b bot he best he students apny free time pa bot achi earning kar sakty hn forex pa ach earning k lia experience ka hona b bot zrori he aghar experience acha hogha to he trading achi hoghi or bonus acha mily gha forex pa achi trading k lia cinfidance ka hona b bot zrori he confidance k sath ki ghi posting mn mistakes km hoti hn forex pa best trader kbi b lalch nhi krta wo hmesha ajzi k sath apni trading krta he or na hi apni kamyabi mn proud karta he.
                    • #11 Collapse

                      Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

                      Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi acchi baat share Ki Hai Hai Ke Jo Achcha trader Hota Hai hai vah kabhi bhi bhi apne business Mein kamyabi Hasil karne ke liye lalach nahin karta lekin jo new beginners Hote Hain vah Achcha profit Hustle karne ke liye lalach karte hain Jiski vajah se Unka account bhi wash ho jata hai hai to agar humne a is business Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen kabhi bhi lalach nahin Karni chahie tab hi Hamen acchi kamyabi Hasil ho sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                        Aslam o Alakum
                        Dear forex members hamain forex business main kaam karte howe kabhi bhi lalach nhi karni chahye jab jab ap lalach kar jain ge to ap ka account wash ho sakta hai is lye kabhi bhi lalach main na ain warna loss bhi ho ga our ap ka account bhi wash ho jai ga our expert our experience traders ki ye khasiyat hoti hai ke woh jo bhi kaam karte hain ya trading us main kabhi bhi lalach nhi karte.
                        G dear acha trader hamesha dil say kam karta hai aur acha kam karta hai es mai kabhi lalach mai a kay kam nhi karta hai kiyu kay forex mai jo lalach kay sath kam karta hai wo es mai kabhi kamyab nhi hota hai tu acha kam karna hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rha karain
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Acha trader hamesha lalach nhi karta

                          foreign exchange buying and selling me kuch chezen hamari kamyabi ok leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher evaluation ok trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai foreign exchange buying and selling me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan ok. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai okay most account lalach ki waja se hi wash ho jate hn. Lalach karne se forex trading Mein Hamen Kabhi Bhi Jyada munafa Hasil Nahin Hota bar ke Hamare account ko jyadatar loss ka Samna hi karna padta hai. forex me kaam karna aik behtareen work hai jo hamen apne maqsad okay hosool tak le okay jata hai. expertise aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X