Money Management Karna Aasan Nahi Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management Karna Aasan Nahi Hai
    Meri Nazar Main Money Management Karna Aasan Nahi Hai... Aap Log Keya Kahty Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

    Balance management mushkil kam hai q k agr ap new hein to apko zra bhe knowledge nahn hota k ye hote kesy hai so hamein seniors sy pochna chahea or sath sath khud bhe study kar k knowledge barhana chahea ta k ap apny experience sy har cheez ko sahe sy manage kar sakein or trading bhe sahe sy kar sakein or at the end earning kar k financially stable ho sakein..
    • #3 Collapse

      Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

      G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay money management bahut zaroori hey kiun k iss men jo log money management nhi kartay woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur small lot size ko use karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

        har bande ke liye money management bahut jyada hi nahin hoti hamen chahie ki pahle hamen focused hokar kam Karen aur hote ko achcha trader banane ke liye yah sari chijen apne mind mein rakhen ki humne kis tarah kam karna hai aur kis tarah chijon per focus hokar kam karna
        • #5 Collapse

          Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

          Yes aapane theek kahan hai jitne bhi Hamare mananiy hai usko Ham manage Karte Hain Ki Humne isko kis tarike se Khali karna hai aur Kis Tarah Kaise Kamana hai ya koi Aasan Kam Nahin Hota Paisa Jama karna ya Kisi Ki Jeb se Paisa nikalna hai aap Aise Koi kutta karna ya Apne Allah se behte Hue Ham Apne profit ki taraf jaen yah Koi Aasan Kam Nahin Hota Magar is ko manage karne ke liye Hamen Jyada Se Jyada form ke sath attach Rahana Hoga aur apne acknowledge Ko Badhana Hoga Jitna Ham Apne amaru Maut ko badh Jaenge vah To Nahin Ham galti se bhi bachenge aur apne Man Ko manage kar Sakenge Jyada iska lawrenson Har gai hai ki uski maloomat jitni bhi ho sake hum aap se Aakar trade lagaen
          Save your life
          • #6 Collapse

            Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

            G bilkul money management krna asan nai ha ha aur khass Tor pa aksar juniors money management ma bht Bari galti kr lety Hain jis ki Waja say uny loss hota ha juniors ko cheay wo hazir demag rahy aur trading souch souch samj kr Kary ya Kay uny loss na ho.
            • #7 Collapse

              Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

              Forex trading mein Kam Karne wale members money management mein kam karengeto aapko apna lot size 0.01 ka rakhna haiagar aapka gaon $800 ka hai to lot size aapane small use karna hai maximum three positions hold kar sakte hain ki money management ka tarika hai aur is tarike se ko aap aasani follow kar sakte hain aur ISI tarike mein aapki kamyabi hai agar aap usko follow nahin karte Hain to aap loss mein jaenge loss se bachne ke liye aap kis tarike ko follow karna bahut jaruri hai
              • #8 Collapse

                Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                money management karna Mushkil nahin hai agar Ham Apne balance ke mutabik trade Mein lot size select Karte Hain To Hamen race ka ek level select kar lena chahie ki Jab Hamen 10% tha close ho jaaye tab Humne trade close karni hai aur Agar Hamen profit Hasil hota hai to uske liye Bhi Jab 10% profit Hasil Ho Jaaye tab Hamari trade close aur Jaani chahie Is Tarah Se money management Karke Ham trade continue karte hue Achcha profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                  Assalam o Alaikum!!! dear friend agr ham trading kar rahe hain tu hum ko trading karne se pahle money management ko follow karna hota hai kiun ky jab tak ham money management ko follow nh kar lete tab tak ham achi aur successful trading bhi nh kar sakte money management karna bahut hi zyada mushkil hota hai kiun ky ki jab hamara account balance bahut kam hota hai tab ham kabhi bhi achi aur successful trading nh kar pate to isiliye mein sabse pahle apne account balance ko increase karna hoga aur trading karte hue hamesha money management ke sath hi trading karne hogi Jo member money management ko ignore karte hain woh kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nh kar sakte aur na hi acha profit hasil kar ke achi earning hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ❅丹deel❅ پيغام ديکھيے
                    Meri Nazar Main Money Management Karna Aasan Nahi Hai... Aap Log Keya Kahty Hain?
                    G dear start mai masla ata hai money managmnet mai kiyu kay p nay kam karna hai tu ap kisi bhi cheez ko manage kartye hai tu ap kay kam mai asnai nhi ati hai jub tak ap es mai acha kam nhi kartye hai aur dil laga kay acha kam kartye hai tu ap ka kam asan bhi hai aur acha bhi hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hai
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                      Assalamu Alaikum, Money management aur Risk management trading ko manged karny k liye bhoat zarori hy, likin "Money Management" ko follow karny k liye humein acchi learning aur experience ki zarorat hoti hy, Forex mein "money management" ko follow karke ham apni investment ko proper manages kar sakte hain aur "risk management" ko follow kar k hum apny risk ko manged kar sakty hein, successful trader banay k liye humein zyda say zyda mehnat karni caheye.
                      Instaforex is the Best broker
                      • #12 Collapse

                        Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                        Ji aapane bilkul theek Hai Meri Majboori management karna Aasan Nahin Hai Jab Kisi ke pass Kuchh Jyada Hi Paise a Jaate Hain tab bhi uske liye tension create Ho Jaati Hai Aur Agar Thode Hain tabhi uske liye kya tension create Ho Jaati Hai Aur ji sabse bada problem Yahan trade market mein chalta hai pass Forex foreign main aap bonus to Achcha Le Lete Hain Jab train mein Jaate Hain vahan per aapko tension bahut jyada face karna per Diya Jyada aapko profit Aaye Uske Chakkar Mein last se jyada ho jata Hai Jiski wajah se awaaz mein nahin kar sakte hain aur jald se jald Hamar Lash Mein Chale Jaate Hain uska aapko thoda Sabar karna chahie aur use Lash ko profit Mein change hone Tak aapko trade Karni chahie Taki aap Achcha business kar sake thank you
                        • #13 Collapse

                          Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                          Money management krna asaan nahi hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap Mony mangment kray gay tu aap ko trada lgna mein asani ho gi Mony mangment karna bohat zaroori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                            aslamualaikum dear members, money management trading ka bohot aham hisa hai kue kei har trader ko chahiye kie woh pehley apnie account kie risk management or money management ko set kar lie or tabhi woh aik kamiyab trade kar saktey hai lekin money management forex mai karna bohot mushkil hai magar agar hojai toh trade asaan ho jatey hai shukriya.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money Management Karna Aasan Nahi Hai

                              aapko profit Aaye Uske Chakkar Mein last se jyada ho jata Hai Jiski wajah se awaaz mein nahin kar sakte hain aur jald se jald Hamar Lash Mein Chale Jaate Hain uska aapko thoda Sabar karna chahie aur use Lash ko profit Mein change hone Tak aapko trade Karni chahie Taki aap Achcha business kar sake thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X