Kaam,kaam or bus kaam.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaam,kaam or bus kaam.
    Yah Baat to confirm hai ki aapki mehnat aur aapke kam Ka Sila aapko Jarur Milta Hai Lekin Hamen yah Baat Raheem rakhni chahie Jitna Hamara kam Hoga Hamen output nahi milega isliye Apne Karm ki quality ko bhi improve Karen Aur mehnat Ke Sath Apne kam ko Jari rakhne ki koshish karen agar aap kam karte rahenge Chahe aapko ab Unse Mil Bhi raha hai ya nahin mil raha aap apne kam ko Jari rakhen aapko Achcha fal Milega bahut Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaam,kaam or bus kaam.

    no doubt kara forex trading mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko jyada se jyada kam karna hoga jitna jyada aap market mein kam karenge jitna jyada market ko time denge utna hi isiliye forex trading mein kamyab ho sakte hain isliye aapko koshish karti chahie kya aap jyada se jyada market ko time de aur jyada se jyada mehnat aur hard work ke sath kam Karen Taki aap market mein kamyab ho kr achcha profit Kama sake
    • #3 Collapse

      Re: Kaam,kaam or bus kaam.

      Bilkul theak humy apna Kam mehnat aur Dil say kry Jab ap nay Kam krna hi ha tw ap ki mehnat aur khaloos Dil say kry q Kay har mehnat ka Sela milta ha .
      • #4 Collapse

        Re: Kaam,kaam or bus kaam.

        Dear forex market Mein kam karte hue sirf Vahi traders Hi Ek Din professional trader Van padhte Hain Jab Unka mamul ke hisab se acchi mehnat karna aur Unka mamul ke hisab Se Jyada Se Jyada learn karna unko tab hi fayda Deta Hai Jab vah ismein mehnat Ke Sath per aap per is market ke bare mein samjhate Hue kam Karte Hain isliye Agar Ham bhi is market Mein kam karte hue professional traders Banna Chahte Hain To uske liye Humko is market mein aur is form Mein kam karte hue koi bhi kam ki koi kimat nahin rakhni chahie Hamara mind yah Hona chahie ki Ham Ko ismein Har Din Aur Har ke hisab se is form Mein kam karte hue Bhi Mat ko complete karna hai vah uske liye Humko time mile Ya Na Mile forex market ke business ka bhi Yahi hal hai ki jab tak Ham is Mein Har EK candle ko uski movement ke hisab se samajhte nahin hai Ham forex market ke chart Mein Se Kabhi Bhi acchi skills ko Hasil nahin kar sakte hain forex market ko join karna bahut hi Aasan kam hai lekin is ko join karne ke bad iski learning ke sath acchi earning karna bahut hi Mushkil kam Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kaam,kaam or bus kaam.

          Aj kal forum my bohata hi zayuada cheating ho rahai hy jo loog bi cheating kara rajhay ahyan who loog ready ho jayan ka un ka account ban hony wala hy is lisy humy koshis karanay chiaya ka ahum bilkul bi cheating na karayan jo loog bi cheating kartya hayn who loog bonus to acah hasaial kara sakatya ahynor bohata sy loog hasail kara bi rahay ahayan lakaian ius smy boahata hi zayada risk hy is lisys hum,y is smy bilkul hi avoide karana chiaya jo loog bi acoid karayya ahyan whwo log zaraoor kmayab ho saakatya ahyn matlab ya ahya ka acaha profitr boo kara sakaty ahayn is lisys humy in tamam bataon ko samaj kara ahi is my kam karan chiaya .jo loog bi cheating kara rahay ahay kisy bi waqat forum ke trf sy apdate a rahi hy or un ka account bannho jany ka zayada sy zayada chance hy .
          • #6 Collapse

            Re: Kaam,kaam or bus kaam.

            forex aik best business hain hum is mai kam kar ky earn kar sakty hain hum is ma bager balance account bana karkam kaar sakty hain hamy aik tiem tabale bana kam kar skty hain hum is mai live kaam kar sakty hain hum is maai apny boss kud ap he hot yhainforex mai hamy care full ho kar kam karna ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam kar saktyh ain
            • #7 Collapse

              Re: Kaam,kaam or bus kaam.

              Assalam o Alaikum
              G business hy yahn just kam he krna hota hy jitna ziyada mehnat hotii hy business mein earning bi utnii he hotii hy forum k business mein ziyada time learning krni chahiye jab knowledge ajyga phr ap ny traditional business mn trade start kr dynii hy ye experience base py depend krta hy sab jiska experience hota hy wohii apny kam ko kam kamjhta hy hy aur dosra jisko interest ho wo bi kam ko km samjh k krta hy.
              • #8 Collapse

                Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                Dear friends we do work and work we will get profit but our work must b qualitative. So if there is hard work there must be good output.
                • #9 Collapse

                  Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                  forex trading main agr hum yeh formula apni life ka hissa bna len to hum asani sy forex main kamyab ho skty hain aor yeh formula yeh hay keh kam kam aor bas kam to dear members hum nay forex main kam hi krna hay aor yehi is qadar krna hay keh humen forex main pori trah sy smjh ajey aor hum aik behtreen learner bn jaen
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                    assalam o alaikum sb bhai khair sy hn gy umeed ha jaisa k topic sy ata chal raha k kaam kaam aur bs kaam jo k hamary quaid ka farman b ha to kaam karain mhnat k sath posting jkarain forex py js sy aap ko faida ho ga bonus mily ga js sy aap trading kr sakain gy aur jb aap achi trading krna seekh jaien gy to mtlb aap buisness ka kaam b seekh jain gy js aap ko auyr aap k ghr walon ko hi faida ho ga bs mhnat kariye aur aagy bharty jaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                      Forex pr ap jitna work krein ge ap ko itna he acha response mile ga kion k forex pr ap ka daily work he km Ata ha daily work ap ko acha knowledge deta ha is liye ap daily work krien ap ko daily basis pr knowledge deta ha agr. Ap is knowledge k mutabik km krein to ap ko faida ho skta ha is liye ap ko chaiye k ap daily work krien ap ko acha knowledge b mile ga or ap ko acha bonus b mile ga is liye apna km ache se ache tareeqe se krien tan k ap ko ap ka km faida de.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                        G han yhe bhata he achi bata hai kiya humay sirf kam kam aur kam he pr focus karna chahie uske badly huma apni mehnat kia reward Milta hai humay chy lagtar hard-working karte Rahe tabhi huma kamyab tarder ban shkty ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                          Slam dear!
                          Umeed h ap khriat se hon gy or pak forum pr Achi achi post kr rhy hon gy...bht kuch seekhny k ilawa is forum pr achi achi post kr k ziada se ziada bonus generate kr rhy hon gy. G dear shi bat je h ap na. Hmen firex ma kamiyab hny k liye hard work krna chye. Apna daily ka kam daily achy treeky se kren. Daily post target pora kren. Achy achy threads create kren. Mehnat kr k hm profitable tradung kr skty hn.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                            hello
                            my dear friend
                            ap sab theek ho gy mujhe umeed ha
                            ye baat aik men ne ki thi
                            wo khuda ko piyare ho gy ha
                            un ko name quaid e azam ha
                            un ne kha tha kam kam our kam
                            ham sab ko us azeem hasti ki baat phr amal karna chaye
                            jitni ham mahanat kare utna ham ko bonus mily ga
                            kam ky badly ham ko earning ho gi
                            our ye har kisi marzi ha jo jitna kam kare our bonus kamy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kaam,kaam or bus kaam.

                              If you want to be successful as a trader, you don't want to put all your money at risk. One day you will retire and you will need plenty of money to lead a good life. Therefore, you may want to invest your money conservatively.
                              Although you can use the money you have saved for a day trade from time to time, always try to be on the safe side. In other words, you should not spend the money that you cannot afford to lose.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X