kum lot kum profit aur kum preshani
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kum lot kum profit aur kum preshani
    Dear member umeed hai sb theek thaak hon ge dosto apko chahye k forex pe kum lot pe trade karen aur zayada lot pe trade nh karni chahye agr ap aisa karty hain tu apka acount safe nh hu ga aur apko chahey k kum profit pe agree hon aur zayada ki lalich na kren is trah hamen preshani bh kum hu gi jb hum zayada ki lalich karty hain tu hum stress me aa jatay hain is liye hamen chahye k forex say kamyaab hona hai tu hamen kum lot pe aur kum profit pe agree karna hu ga is trah hamen preshani bh kum hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kum lot kum profit aur kum preshani

    Market Mein lot size ki selection karna bahut jyada important hai lot size ki selection karna Har EK trader ke liye bahut jyada important hai lot size ko Hamen Hamesha Apne account balance ke mutabik hi select karna chahie lot size ki selection Hamen Hamesha small lot size mein hi Karni chahie small lot size Hamari trading ke liye profitable sabit hota hai isliye Hamen small lot size hi select karna chahie aur bigger lot size se avoid karna chahie Big Lot size Hamari trading ke liye nuksan hai isliye Hamen isase avoid karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: kum lot kum profit aur kum preshani

      Assalamu Alaikum Forex member of Himachal Pradesh Kiya hai to Kiya hai kam hota haismall lot size setting karne chahie kam aasan hota hai aur pareshani bhi kam hoti hai to main phone lot size hi karna chahie trading ke liye
      • #4 Collapse

        Re: kum lot kum profit aur kum preshani

        g han dear apke bat belkul thk hy foerex men agr humen kamyab hona hy to humen chaia klehj hum forex men kam sy kaam lot estamal karen gy tab he hum kamyab ho sakty henh agr hum kam lot estmal nai karejngy to hum labhe bhe achi kamyabi8 hasil bnai kar sakwen gy forex erk aysa karobar hy es men haar wo member kamyab ho sakta nhy jo member es men achi kamyabi hasil karta hy
        • #5 Collapse

          Re: kum lot kum profit aur kum preshani

          dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn hmesha small lot k sath trading krni chayay keun k small lot use krnay sa apko profit to km milta he ha lekin apka account ballance bhi safe rehta ha keun k big lot size use krnay sa jald he apka account bhi wash ho jata ha
          • #6 Collapse

            Re: kum lot kum profit aur kum preshani

            No I karna jata hai to Ham forex card rules for the word profitable business is not working karenge utna jyada hamare pass achcha experience hota hai aur iske alava important bahut jyada jaruri hota hai ki Ham ismein se achcha profit hasil kar sakta ha I karna jata hai to fir the demo kaun hota hai sir g to hamen ghabrana to hamen chahie ki will be major product ke liye bahut hi
            • #7 Collapse

              Re: kum lot kum profit aur kum preshani

              Assalamu Alaikum dear member aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Ham trading Karte Hain To Hamen Apne account ki safety ka khayal rakhna chahie Hamen chahie ki Hamesha lot size Apna account balance ke according select Karen Jab Ham small lot size trading Karte Hain to loss Ki Surat Mein Hamara account wash Nahin Hota Hamen chahie ki Apne account ko safe rakhen aur Hamesha small lot size se hi trade Karen small lot size se trade Hamesha safe rahti hai
              • #8 Collapse

                Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                Kamla se Itna Alice Nahin a sakta aur ham kam lot Sahi profit Achcha Hasil kar lengeKamla se pareshani kam hoti hai Kyunki Hamen Pata hota hai ki kam lot loss Nahin ho saktaji han bilkul theek kah rahe hain kam Laut aur kam profit aur kam pareshani isliye aapko kam Lal Lagani chahie Kyunki kam lot se account watch Nahin Hotaaapka bahut bahut Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                  Yes brother aapki baat bilkul theek hai hamen main small lot size share trading Karni chahie kyunki Agar ham small lot size share trading karenge to ham profit to kam hi hi hasil kar sakenge but agar aap ko loss aata hai to vah bhi bahut jyada kam aaega kyunki agar aap jyada lot size se trade karte hain to aapko profit bhi jyada aata hai aur lost bhi Yaad aata hai isiliye hamesha safe trading Karen aur hamesha sambhal lot size se trading Karen kyunki agar aap Sama lot size trading karenge to Aapka account bhi save rahega aur aapki trading bhi save rahegi shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                    aaj main aapko ek chij batao Jo bahut hi jyada interesting hai aur hamen use chij ko apne mind mein rakhna bhi chahie kamyabi hasil karne ke liye yah Jo lot size hota hai na agar hamare pass $50 sikka capital O aur ham log usse achcha profit gain karna chahte hain to main aapko ek chij bataun ki aap sambhal lot size ki kam separate wali trade lagaya achcha laga de sath laga de aag laga de ismein Koi tension nahin hai To is tarike se aap apne account balance ko bhi save karte jaenge aur small profit bhi lete jaenge aur apne account balance ko bhi save karte jaenge
                    • #11 Collapse

                      Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                      bilkul sahi baat ki hai ke kam lot kam profit aur kam pareshani jab Ham last point ko jyada rakhte Hain to hamen jyada hi profit milta hai aur jyada hi loss milta hai aur pareshani bhi jyada hi milati hai isiliye apna lot size chhota rakhen thoda profit kamaen lekin bagair pareshani ke profit mil sakta hai isiliye thoda kam aaye thode per sabar Karen aur kushal Rahe
                      • #12 Collapse

                        Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                        Assalam walekum pyare doston aap sab kaise hain ummid hai aap log khairiyat se honge ji pyare doston bhai ne bilkul Hi sahi kaha hai ki Hamen lot size ko kab rakhna chahie kyunki Agar Ham lot size yaad rakhenge to account watch hone ka chance bhi Jyada hoga han theek hai lot size yadav ho to Se Jyada profit hota hai magar kis mein risc-v bahut jyada hota hai kyunki Agar market thodi si up-and-down Ho jaaye To hamara account watch hone ka chance bhi bahut jyada hota hai isiliye apna account wash hone Se bachana chahte Hain To lot size ko kam rakhen aur sabse pahle money management Karen aur apne account Kiya capital Ko dekhkar hi lot size lagaen Agar ab Laut shayad lagate Hain To aapko profit kam hota hai magar yah hai ki aapko tension Nahin hoti ki aap ka account wash ho jaega yah pareshani bilkul bhi Nahin hoti isiliye kam profit per II per hi anusar Karen aur Jyada Lal itna Karen Taki aapka account wash Ho Na Ho shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                          Han ji bilkul Agar Hamara Lord side kam Hoga To Hamen profit bhi kam Hoga aur hamen pareshani bhi kam Hogi Kyunki Hamara account Aise safe Rahega watch hone se bachaya Jaega vah Ham lot size Jyada rakhte Hain To Hamen profit Bhi Jyada hota hai lekin Hamare account wash Ho Jaane ka Khatra hota hai isiliye Hamen chahie ki Ham forex ko time de
                          • #14 Collapse

                            Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                            G han my dear forex friend ap n bikul thek kaha hy kih jitna trade ka lot size small ho ga to os s profit bhi kan ho ga or loss bhi kam or is s pershani bhi kam ho gi ia liy agr humy apnh account ko save rakhna hy to trade ka lot size small rakhein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kum lot kum profit aur kum preshani

                              As'salam u Alaikum haan bhi ap ne bilkul theek kaha k kam loot size rkhy km profit p razi rehna sekhy is se apka account bh secure rehta ha or ap stress se bh dur rehty hu ziada profit k lalach mn hm apna account wash krwa bethty hain jis se hamara hi nuqsan hota hai or phr hume mehnat start se krna prti hai to hume chahiye k hum phele hi soch smjh k trading karen lose hone ki sorat mn ghabraye nh or ziada profit dekh k dimagh lalach ko na laye kyn acha trader lalchi nh hona chahiye thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X