Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

    ji dear salm kia hal han kase han ap ji ap ke bat bikul sahi ha hay is main ham ko chye k agar ham is main acahy say acha analysis kr k apnay kam ko bad main ja kr k ham ko is main trading ko karan ho g is main ham ko apany kam ko honesty k sat achay say acha karaty rahny ki try karan ho ga gar ham is main khud ko kamyb banay k baray main khyal kr rakha hay to so is main ham ko kabhi bhi hemat nahi haran ho g mbest say best ka ko kr so is main he ham ki say achi kamybi mumkin hay agay ki janib ja kr k khud ko kamyb banay k lye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

      Assalamu alaikum G dear Forex member aapne bilkul theek kaha agar Ham loss ko control karna chahte hain to hamen chahie ki pahle market ko analyse Karen or phr is mn trade lagaen agar Ham bagair soche samjhe trade lagate Hain to is se hamen bahut zyada loss ho sakta hai trade lagane ke liye pahle market ko analyse karna zaruri hota hai aur agar Ham ismein profit hasil karna chahte hain to hamen chahie ki apne knowledge aur analysis ke through trade lagaen taake profit Ho
      • #33 Collapse

        Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

        hamy lsoss sy learning hasal kar kya ik time table baana kar km karna ho ga hum iss ma mahnet karty hain o hamy kamaybe haisal ho jy ge hum is mai night mai be kam kar skty hain hum is mai day maai be kam kar sakty hain hamy is maaji soch samj kar is maao passia invest kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy
        • #34 Collapse

          Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

          ji bilkul Agar hamen main apne loss ko control karna hai to hamare liye zaroori hai ki market Kot analyse Karen Kyunki jab ham acchi analyse karke trade lagate Hain to hamen kamyabi bahut acchi milti hai isliye koshish karen ke pahle market ko samajhne FIR ham trade lagaen isase bahut acchi kamyabi milegi
          • #35 Collapse

            Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

            Loss ko control krna hai tu analysis bahut jyada zaroori hai analyse Karke aap apne account mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain proper analyse Karke agar aap trade open karte hain to aapko maximum profit Milta hai aur aapka main aap hote hain Jyada Se Jyada earning Hasil karne ke liye mehnat Karni chahie aur apni analyses ko strong Banaya analysis ko follow Karen heart rate mein open hone se pahle analysis Jarur follow karna chahie
            • #36 Collapse

              Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

              bilkul aapane sahi kaha forex mein agar Ham apne loss ko recover karna chahte hain to hamen chahie ki Ham pahle analysis Karen kyunki jab tak Ham apne loss ke analysis nahin karenge tab tak kabhi bhi acchi armaan nahin kar sakenge aur na hi jyada Se jyada kamyab Ho sakenge isliye hamen chahie ki Dil lagakar apni working Karen full motivation ke sath apna Kam Karen Taki successful ho sake aur apne loss ko recover karke jyada Se jyada acchi earning kar sake
              • #37 Collapse

                Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                Slam dear!
                Umeed h ap khriat se hon gy or pak forum pr Achi achi post kr rhy hon gy...bht kuch seekhny k ilawa is forum pr achi achi post kr k ziada se ziada bonus generate kr rhy hon gy. Dear ap na bht achi bat ke h. Trading ma loss ko control krny se acha profit kia ja sktaa h. Loss se bchny k liye market ko smjhnaa bht zrori hm market ko smjh k achy se analize kr k hm achi or profitable trading kr skty hn. Isi liye hmen chye market ko smjhen ir phr order lgayen. Phr achi trading kr sken gy.
                • #38 Collapse

                  Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                  bilkul agar loss ko control karna Ho to hamen analysis strong rakhne hote hain agar Ham best working karenge tabhi kamyab honge aur aakar hamare analysis from honge tabhi Ham apne loss ko bhi recover kar sakenge isliye hamen chahie ki Ham Dil laga kar apna Kam Karen aur jyada Se jyada mehnat Karen full motivation ke sath kam Karen aur jyada Se jyada acchi working karne ki koshish karen Taki successful ho sake
                  • #39 Collapse

                    Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                    g han apki bat bilkul theek hy q k agar ap acha kam karo gay to hee apko achi kamyabi hasiol ho geer han mn apko yah bhr batana chata hn k apko forex mn achi kamaybai hsasil karni ho gee to apko chiy k apko forex mn acha analysis karna sekhna ho ga
                    • #40 Collapse

                      Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                      My dear assalamu alaikum umaid karta hun ka ap sab kariyat sa honga g Forex trading main loss sy bachena k ley humy forex trading ko ache tahra seekena or samjena ho ga ta k hum log kamyab ho saken jab tak hum log analysis ni karty han market ko ni samjty han to hum log kamyab ni ho sakty han forex trading main ziada sy Ziada earning k ley ziada mehnat bi karni ho ge ta hum log ahsani sy kamyab ho saken or ache earning kar saken.
                      • #41 Collapse

                        Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                        Forex asa business hai jis mn hum ko loss aur profit hota hai hum loss ko khtam tu nh kr saty but mehnat kr ky practice kr ky loss ko kam zaror kr sakty hain hum ko forex mn kamiyabi tab hi melti hai jab hum forex mn mehnat ky sath kam krty hain agr hum loss ko kum krna cahty hain tu hum ko market ki movement ko samjhna hoga market mn apny analysis ko strong krnan hoga q ky jab tak hamry analysis strong nh ho jaty tab tak hum forex mn successful nh ho skty aur na hi acha profit hasil kr ky achi earning hasil kr sakty hain analysis treading krny sy phly zarori hoty hain jab tak hum market ko analysis nh kr lety tab tak hum forex mn successful bhi nh ho sakty hain agar Ham market mein inter ho rahe hain to hamen fundamental analysis and technical analysis ki basis per hi trading karni hogi tabhi Ham kamyab honge q ky market ko analysis karna bahut hi zyada zaruri hota hai bghr analysis ki Ham kabhi bhi Forex mein achi trading kar ke acha profit hasil nahin kar sakte aur na hi achi earning hasil kar sakte
                        • #42 Collapse

                          Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                          Assalam o alakium...
                          Dear forex member aapane bilkul theek kha hy agar Ham forex trading ke Business mein loss ko control karna chahte hain to Hamen chahie ki Ham pahle analyse Karen jab Ham giraph Ko analyse karenge to Hamen uski movement ka pata chal jaega ki market kis Tarah move ho rahi hai aur ham FIR uske mutabik trade open karenge agar Ham giraph Ko analyse Nahin karenge to Hamen theek Tarah se market ki movement ki samajh Nahin aaegi aur Hamen trading mein loss ka samna karna padega Hamen jald bar hi nahin Karni chahie soch samajh Kar pahle gira ko analyse karna chahie uske bad trade open kabhi chahie aise Hamen achcha profit Ho sale hoga
                          • #43 Collapse

                            Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                            Dear member agar aap Pak forex form ke online work mein Apna work kar rahe hain aapko maloom hona chahie ke Pak forex form ke online work mein trading mein agar aapko las hua hai to aapko trading ke bare mein Achcha experience hona bahut jaruri hai aur market ke bare mein acchi information hona bahut jaruri hai isliye aapko las hone Ki surat mein zyada manhat karni hai aur zyada experience hasil karna hai taki aap apne las ko Apne experience ko acchi tarah analyse Karke Apne las ko recover kar saken las ko cover karne ke liye aapko market ke bare mein information hone ki aur market ko acche analyse karne ki bahut jarurat hai aur experience chahie aapko trading mein taki aapko mustaqbil mein las na ho aur aap acchi trading kar sakte hain Agar aapko las ho to aap acche experience a Apne las Ko recover kar sake
                            • #44 Collapse

                              Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                              g bilkul agr ham chty hn k ham ko kamyabi milay tu ham ko chye k ham jab bhi trade open karain tu ham market ko achi trah se anlyse karain or phir ja kar trade open karain tu ham is mn achi kmyabi hasil kar sakaty hn agr ham is mn mehnat nhi karty hn or market ko achi trah se analyse nhi karty hn tu ham is mn kabhi bhi kamyabi hasil nhi kar sakaty hn so aachi kamyabi kl liye ham ko market ko daikhna ho ga market ki movement ko daikhna ho ga or phir ja kar trade open karna ho gi tu ham is mn acha munafa hasil kar sakaty hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Lose ko control karna hai tu anylsis zaroori hai ???

                                Assalamu alaikum dosto Forex trading mein hmary kafi sary members trading main bar bar loss ki wjah se Forex forum ko bhi chor katy hain .hamain chahy ky ham sab market ki movement ko analysis karny ky bad hi trade lgain warna loss uthan parta hy .hamin trading main apny account ke mutabik trade lgani chahy .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X