lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size
    forex trading mai lot size
    ka matlab hai k apnay kitnay ke trade open ke hai os ko lot size kehty hain
    0.10 lot size
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalamu alaikum dear meree khayal me to hamaree yane ke sab newbiess ke leya o.o1 hi best lot size hai agar ham is see zeyda ke lot size lagaye ge to is see ham ko zeyda loss bhi ho sakta hai is leya ham ko bohot ehteyat see hai trading kar na chahiye
    • #3 Collapse

      yes my dear aur lot size bht zada importantce bhi rakhata hai kiun k agar hum low capital k sath high lot size rakh dein tu loss ko dawat dene wali bat hai hume balance k mutabiq lot size rakhan chahiye.
      • #4 Collapse

        han dear balance k teht lot lagi jata hai ye aik ral buiness hai si ko koi bhi kr skta hai ye aik good buines shai aur kafi acha bui hai is ko learn krn amust hai ye aik risky bhi hai is liye kafi learning ki jati hai
        • #5 Collapse

          forex mai lot size ka matlb hai keh app kiy pass kitny doller hain aor app kitny per apni trade kerna chahty hain exmpile 10 usd hun too 0.01 size baki ziada amount app kiy account ko barabar kiy liy huni chahy.
          • #6 Collapse

            jee han g bhai zyaadaa tar trader lot kaa size kam se kam 0.01 rakhty hain aur zyaadaa se zyaadaa 0.10 yaa phir 0.20 rakhty hain aur new comer ko tou apnaa lot kaa size 0.01 hi rakhnaa chaahye kynka is pa loss aur account wash ka chances kam hota hain
            • #7 Collapse

              bilkul g. asy he hai. lot size ap apni marzi ka rakh sakhty hai, jis ki base par ap ko profit bhi ho ga aur loss bhi ho ga. is leye ap ko market samjh kr phr lot size lana chaye ta k agr market revarse hoti hai to ap- ko loss zeyda na ho.
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein lot size trading ki velo ko zahar karti hy jtni ziada lot size use karain gay utna hi ziada profit ya loss ho ga new trader ko lot size apne experience k hisaab se rakhni cahaiye aur experience trader ziada risk se trading kar saktay han lakin lot size ka use experience k hisaab se hi karna cahaiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Lot size ka mtlb ha k ap jis pair pay trading ka ordee lga rahay ho aur ka kitnay percent ap buy ya sell kr rahay ho. 0.02 ya 0.01 ka jo ap order place krtay ho wo apki lot size hota ha ap k pas jitna ziyada capital ho ga ap utni ziyada lot ki trade lga sktay ho. For example ap k pas 200$ ka capital ha to ap 0.10 tak ki lot bhi lga sktay ho agr ziyada capital ha to ic say bhi ziyada ki lot lga sktay hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X