Fake signals can be loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fake signals can be loss
    Assalamu alaikum dear members,
    Ji haan fake signals ki vajah say aap ki trade ko loss ho saktay hai agar aap ko aik price per sell kay signals receive hoay hain jab kay market buy kay trend mein ja rahi hai tu is say aap ko nuksan ho saktay hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fake signals can be loss

    G Han dear members trading main fake signals sy AP ko loss ho sakta hy is liy ap ko soch samjh k apni trading krna chahay AP ko chahay k Dil sy Kam krain mehnat krain take AP ko kamya I mil saky ek accha trader kabhi himmat ñahi harta Hy balke mehnat k sath Kam krta Hy jis sy kamyabi mumkin hoti hy
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Fake signals can be loss

      Fake signals se Hamen loss ho sakta hai aap mein bilkul sahi kaha hai Kyunki market Mein Rahte Hue bahut se trader sahi tarah se analysis aur ideas ka use karte hue trading Mein Nahin implement Karte Jiski vajah se ho trading platform per fek signals bhi provide karte hain Bahut se traders ke loss ke liye fake signal Hamen kabhi bhi market Mein profit Nahin dete Kyon Ke vo Ek fake signal hota hai jo ki ek dummy signal hota hai aur vah acchi information bhi nahin share Karta Tha Mein chahie ki Ham Hamesha original signal ka intekhab Karen Jo ke Hamare trading Mein profit lie aur ham Hamesha successful Rahe trading ki field mein fake signals vah traders provide Karte Hain Jinke pass Achcha knowledge Nahin Hota hua Tamam trader Jani beginner trader ko unsuccessful karne ke liye ek community Banakar usmein fake ideas ko share karna start kar dete Hain Jin ki vajah Se Jab beginner traders usko dekhte hain yani read Karte Hain To unhen Kuchh Bhi Jyada knowledge Nahin Hasil hoti aur vah same usi ko copy Karke real time trading Mein implement kar dete Hain Jindagi vajah se unhen loss hota hai Hamen chahie ki Ham Khud Ke analysis aur ideas develop Karen aur usko karne ke liye Ham bahut c learning aur understanding ka use kar sakte hain

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Fake signals can be loss

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum dear members,
        Ji haan fake signals ki vajah say aap ki trade ko loss ho saktay hai agar aap ko aik price per sell kay signals receive hoay hain jab kay market buy kay trend mein ja rahi hai tu is say aap ko nuksan ho saktay hai
        G dear ager ap es ai fake signals mai kam kartye hai tu ap ka kagi nuqsan hota hai aur ap es mai nakam ho jatye hai matlab kay ap ka account wash ho jata hai es waja aay ap ka kafi nuqsan ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai fake signals pay kam na kiya karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Fake signals can be loss

          Yes dear ap ny sahi kaha hai k fake signal hamen loss ki traf ly kar ja sakty hain kiyun her banda bhi hundred percent sahi signal provide nhi kar sakta es liye zarori hai k soch samjh kar trade karen or apne account kobsave karen or jo bhi ap ko signal provide karta hai pehly un signal ko demo account pe check karen taky a ko pta chaly k signal mai mistakes hain ya nhi es sy ap ka account bhi safe rahy ga or ap ko achi earning bhi hasil ho ge ......
          • #6 Collapse

            Re: Fake signals can be loss

            bilkul fake signal Koi use nahin karna chahie Bal km perfect single Koi use karna chahie Jo hamen senior de aur ham mausi per trade Karen Taki Ham bahut hi acchi trade kar sake aur acche profit ke sath kamyab ho sake
            • #7 Collapse

              Re: Fake signals can be loss

              Ji han bhai bilkul aapane sahi kaha hai forex form mein fek signal ko use karne se bahut jyada na kami aasan hoti hai isliye main jaaiye ke fenk signal kodumur kaun per use Karen jiske Bajaj hamen achcha knowledge or experience aahasiln ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Fake signals can be loss

                Ji han doston hamen fake signal per trade Nahin Karni chahie kyunki Agar ham fake signal per trade karenge to ham kabhi bhi achcha profit hansi nahin kar sakenge aur kabhi bhi acchi kamyabi hasil nahin kar sakenge Agar ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen chahie ki ham Forex mein Dil lagakar aur mehnat se kam Karen Agar ham Forex mein Dil laga kar aur main se kam karenge to inshallah achcha banaa superhit hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Fake signals can be loss

                  Forex bahut badi market hai is rice mein bahut se log the signal bhi dete Hain isliye signal follow karne se pahle hamen yah dekh lena chahie ki trader vah ki ek professional trader hai aur uske signal market mein pahle acche ja rahe Hain FIR hamen signal follow karne chahie ham Uske signals ko demo account kaise check kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Fake signals can be loss

                    Ji bilkul Forex trading mein jab ham kam start karte Hain to hamare mind mein ek baat hoti hai ki dusron ki help se ham kamyabi Hasil karenge ya FIR ham Kisi se signals ka vate karte rahte Hain ki trading ke liye signal jaaye aur rate karen to mere Bhai yah baat bilkul galat hai ki aapko dusron ka vate nahin karna chahie balki aap khud se learning Karen acche tarike ke sath Apne experian score increase Karen knowledge aur information Hasil Karen har EK chij ke bare mein FIR jakar aap khud se training start karen aur acchi kamyabi Hasil Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Fake signals can be loss

                      Han je assa hi hai agar fake signals pr ham trade apni open krty hain tu uska yehi sabab huga k nuksan hammy hu ga isliye hammy chiye k apna Sara kaam achy se karain or jab bhi signals Leon tu us pr apna bhi signal scheck karian k kiya woh or yeh signals aik jese hain agar ap tasalli kr Letty hain phir hi apni trade open karain takky ase lamhaaz ma trade ma loss na hu hamesha profit hu skky
                      • #12 Collapse

                        Re: Fake signals can be loss

                        Bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai agar ham fake signal ko Walon Karenge to definitely I'm a loss Hoga isliye Hamen Jaenge blouse se bacche aur fix signal ko follow na Karen market Mein aajkal fek single aur bahut se log follow karte hain isliye aapko jaaiye ka original signal ko hi ko follow nahin karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Fake signals can be loss

                          Dear mate aap ko Cheyea ka Ap Khud ke Strategy or Trading plan or trading Stratgey bany jiss per Kam kar ka Ap ak Acha profit earn kar sakein is lia Ap ko Acha profit earn karny ka lia Hamesha pely apni Strategy ko demo per use karna Cheyea jab aap ko Demo per acha result hasil ho toh ap ko Tabe usy real Account per apply karan Cheya aisa kar ka ap ko market main Acha profit earn ho sakta hai or ap ak pro trader ban sakty hain ap ko cheayea ka Ap Fake Signal or Fake Forex trader sa bach ka Reh sakein gay or acha profit earn krny ka Sath apna Knowledge be Grow kar skty han.
                          💕​Romeo&Julliet💕
                          • #14 Collapse

                            Re: Fake signals can be loss

                            G Han dear individuals exchanging fundamental phony signs sy AP ko misfortune ho sakta hy is liy ap ko soch samjh k apni exchanging krna chahay AP ko chahay k Dil sy Kam krain mehnat krain take AP ko kamya I mil saky ek accha broker kabhi himmat ñahi harta Hy balke mehnat k sath Kam krta Hy jis sy kamyabi mumkin hoti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fake signals can be loss

                              G han friends fake signals apko loss krwa skty Hain friends Agar aapko kahin se bhi forex signals Mile to aap pahle yah confirm kiya Karen ki vah signals sehi Hain yah fake Hain Agar to vah signals aapko fake Lage to aap unko follow na Karen friends kyunki agar aap signals ko follow karte hue apna Kam karega to aapko loss ka samna karna padega friends signal jo hai vah ek tarah ka estimate Hota hai vah har bar Sahi nahin hota hai isliye aap khud se apni analyse k sath kam karne ki koshish karen to jyada best rahega kyunki Agar signal per aap completely depend karenge to aapko kamyabi nahin milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X