loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bilkul sahi kaha hai apna loss to sath he hota ha hr chz ka risk lena parta hai .. i think hma profit ka bhi sochna chaiyee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han loss ko yaad rakny se hi ham me learning karna hamary mind me aye ga agar hamary dil me loss ka dar na hota to ham kabi success ka soch b nahi sakty
      • #18 Collapse

        Forex trading ek business ha or business main loss and profit dono hi hote hain. is liye agar loss ho jae to tension nai leni chahiye. is liye forex traders ko loss ko minimize or profit ko maximize karna chahiye.
        • #19 Collapse

          Hamain loss sey ghabrana nahi chaheye aur is ko accept krna chaheye. Profit ki tarah loss bhi is business ka aik part hy aur jo log loss ko ignore krtey rehtay hain, woh loss uthatey rehtay hain. Lekan jo log un mistakes ko control krtey hain, jin ki waja sey loss hota hy, woh buhat jald good trader ban jatey hain.
          • #20 Collapse

            Jii forex trading aik business hy aur forex trading mein profit bhi hy aur loss bhi aur agr forex trading mein loss ho tu hum ko cahaiye k js waja se loss ho aur jo mistake ho us ko yaad raken tab us mistake ko nhi karain gay aur loss se bach saktay ha aur forex trading mein profit earn kar saktay han
            • #21 Collapse

              Forex trading aik business hy aur forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi kiok profit aur loss business ka hisaa han agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is liye jab loss ho tu hum ko js galti se loss ho us ko yaad rakhna cahaiye takay hum wo galti phr na karain aur phr loss na ho
              • #22 Collapse

                dear apko forex men loss bhi ho ga or apk profit bhi ho ga, is liy apko forex men loss or profit ki tenshan na lein , apko forex men experience ko hasil kerny ki zroort hai ap ko pas zada expereicne ho pher ap zada se zada expereince or practice hona zroori ha
                 
                • #23 Collapse

                  g forex ma aik bat pakki hai k ap ko hmaisha aik jaisa mahool nahi mile ga yani aisa kam hi ho ga k apko hamaisha profit hi hota rahe apko loss bhi ho ga kai dafa apko apki umeed se zyada loss ya profit ho sakta hai laiken ap ne preshan nai hona aur loss ki sorat ma seekhna hai
                   
                  • #24 Collapse

                    Forex trading ma market ka koi aitbar nahi hota ap agr expert bhi hzin to just market ma ndaza kr sakte hain k market ka ye trend ja raha hai to ye ho sakta hai laiken koi bhi tasdeeq se nahi keh sakta k ye ho ga. esi lye ap loss k lye bhi tyar rehna chahye
                     
                    • #25 Collapse

                      Forex main yrading krty hoy hamain jo loss hota hai us sy hamain asal seekhny ko milta hai k hamain kis wja sy loss hoa or loss honay ki waja sy he hamari knowledge brhta hai or hamari information main ezafa hota hai k hamain kis wja sy loss hoa hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #26 Collapse

                        loss hona to market ka 1 hisa hai Q k es business main ya to ap earning kro gy ya ap loss kra lo gy.main khud demo account main trade krta hu or sath sath real main b ki hai mgr real main loss kra betha hu.so ap b ehtyat se trade kro or dekho k kahi loss na ho jay.proper learning main he ap ka faida hai.
                        • #27 Collapse

                          sir baat ya ha kay forex ma profit or loss to chalta rhata ha qk agar hamay loss ho jata ha to hamay tention nai lena chahiye qk usay hamay again loss bhi ho sakta ha islay bs apko ziada mehnat krni chahiye or jis waja say apko loss hota ha usko dakna chahiye kay apko qk hoa ha takay ap wohi mistakes again nai kr saky or hamay aek acha profit bhi ho saky
                          • #28 Collapse

                            G forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han profit k sathh loss bhi ho sakta hy profit achi aur planning se trading kar k hasil kar saktay han aur jab loss hota hy tu kise mistake se hi hota hy is liye us loss ko mistake ko yaad rakh kar trading karni cahaiye is traha hum next time trading kar k profit earn kar saktay han
                            • #29 Collapse

                              G forex trading business mein loss aur profit hi hota hy aur loss aur profit business ka hisaa hy aur profit knewledge aur experience se hota hy aur loss kise mistake se hota hy aur jab loss ho tu ap ko us us mistake ko yaad rakhna cahaiye js se loss ho tu ap phr uss mistake ko nhi karain gay aur loss nhi ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading me aapko loss ho raha hai to iska matlab hai ki aap Forex trading ke liye abhi prepare nahi hai isliye Forex trading ke liye prepare Kare Aur Pyar karne ke liye aapko practice Ki Zaroorat Hai Ke Liye Apne demo account ko use karna hai aur uska maximum practice karna hai Khabar Forex trading kar sakte hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X