Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

    ham loss sy sabk sihk kar kam karrna caye pherhe hum pasia kama saky g hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam ka sakty hain humis mai agar lalachi ban ky kam karty hanto hamra loss hain hamy is mai care full ho kar kam karn ho a then hum kam kar ky earn kar akyg y
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

      ap ki baat theek hay lazman loss se hum bohat kuch he seekhtay hain is business ki or practice aap ne achi kari hui hoti hai tab aap ko loss ki koi fikar nahi rehti hai kiun ke almost har trade he aap profitable kar pate hain .loss k waqt sbr se kam laina chahe or hmen loss se experince hasil karna chahe ta k hm us ko trading me use kar skayn kyun k experince ki bht zayada zarorat hoti ha is business me Apna analysis bohat hi achy sy karta hai. Exact time pa trade laita hai . Skills sirf aur sirf practice karny sy ati hain Jo skills gain karna chahta hai usay demo account pa khub practice karni chahiya. hmen agr loss ko khtm karna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha humein chayeh k hum apney ap se fear nikaly yani k fear k bagahri trading kary kyun k agar fear k sath kary gey toh huemin bht ose ho sakta hai is mai
      • #18 Collapse

        Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

        Asslam o alikum forex aik international business ha jis ma kbi profit hasil hota ha or kbi loss hota ha loss hony ki sorat ma hmay preshan nhi hona chhaiy bulky or zyada mehnt krni chahiay ta k loss ko cover kiya ja sky loss sy hmay bohat koch sikhny ko milta ha next time ham mistakes sy bach jaty han
        • #19 Collapse

          Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

          g haan sahi kaha hai hamen jb loss hota hai os ki reason ka hamen pata chalta hai k hum ne kahan say galti ki jis ki waja say hamen loss hoa aur hum osko cover karty hain taky future me hum say dobara ye loss nh hu aur hum apne maqsad me kamyab ho jaen hamen chahye k hum apni galtion say learn karen aur osko strong karen is trah hum kamyab trader ban sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

            dear friend forex aik business hain business mein loss or profit aik sath hote hain forex per loss bhi ho jata hain boht se seniours ko bhi loss ka samna kerna perta hain loss se ham ko boht kuch sekhne ko milta hain ager ham ko loss ho jai to ham ko chahiye ke ham apni ghalti ko thk karen doba asi ghalti na karen ke jis se ham ko loss ho fore x per ham dill lga ker kaam ker ke boht acha earn ker sakte hain jo log loss se sekhte hain in ko hi kamyabi mill ti hain jo log loss se nahi sekhte in ko kamyabi nahi mil sakti forex per ham kaam ker ke boht achi earning ker sakti hain forex per boht se log kaam ker rahe hain forex per ham kaam ker ke apni achi life guzar sakte hain forex per loss ho jai to ham ko darna nahi chahiye balke apni ghalti ko thk kerna chahiye ta ke ham dobara asa kaam na karen jis se ham ko loss hota hain forex per ham kaam ker ke achie arning ker sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

              assalamu alaikum dear friend ji aapki baat bilkul theek hai loss se bahut kuchh sikhane ko milta hai loss aur profit business ka hissa hai loss hamari apni mistak ki wajah se hota hai loss se milane wala experience hamesha kamyabi Delwata hai isiliye loss ko ignore na Karen balki loss ko recover Karen loss recover karenge to aapke experience mein izafa hoga aur aap pahle se bhi expert trader sakenge isiliye loss ki wajah se forex na chune Bal ke pahle se bhi zyada mehnat Karen himmat aur hosle ke sath kam Karen aur daily to invest Karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat ke sath kam karenge to kamyabi khud market milegi aur aap successful trader Ban sakenge dilchaspi ke sath kam Karen aur apne experience or knowledge ko increase Karen
              • #22 Collapse

                Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

                yah baat bilkul theek hai ki kabhi kabhi Forex trading mein insan se koi Galti ho jaati hai jiski vajah se insan ko la se jata hai lekin hamen last se ghabrakar apna Kam ko chhod Nahin dena chahie bolkar Apne kam ko behtar banane ki koshish Karni chahie kyunki jab tak humne nuksan Nahin hota to ham sikhate Nahin hai to isiliye Kaha jata hai ki jab insan ko Kisi bhi kam mein last aata hai to vah se bahut kuchh sikhata hai aur usko thik karne ki aur dobara last ke Na aane ki koshish karta hai jiski vajah se kamyabi uska mukaddar banti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

                  Assalam-o-Alikum.
                  Hope you are doing well.
                  G hn aone bilkul theek kaha hai loss se hm Boht disheart hote hn lekin hm is se boht kuch seekh b skte hn.
                  Agr hm chahte hn k future ma loss na ho to hme loss ki reason find krne chaye or phir us reason ko khtm krna chaye..
                  Agr ap loss ki reason find kr lyn gy to ye ap ko aik ache acivement ho ge or ap ko future ma loss avoid krna ma help ho ge.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

                    Loss se humay kafi kuch sekhnay ko mil jata hay bat mehnat ki hay mehnat hmare sath her waqt daiti hai aur allah kbi b kisi ki mehnat ki zaya nai krta us ka phal us ko mil kar hi rehta hai hard work hi insaan ko ek na ek din aisa muqam per poncha daita hai pehly apni mehnat say is main kuch sekhin practice karin experience gain karin knowledge barhain phir acha work ker k kamiyab hoon or apni qismat azmain
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

                      G bilkul loss humko recovery krna sekhta or
                      Mehnat kesy krty hein ye b or sabr bardasht
                      Peda krta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

                        Ji a Baat Dost Hai Ya Mein last hone per Ham bahut Kuchh Sikh sakte hain Kyunki Jab Hamen last Hota Hai To fir Hamen Apne kam ka apni chij ka Apne kar bar ka apne business ka Ehsaas Hota Hai Karam usmein Achcha experience Dete Hain Agar Hamen Kisi Kaam mein kisi business mail Aashna ho to FERA Mein usne ko sui sikhane ka mauka Nahin Milta isiliye Jama Mein Lash ho to usko apne liye faydemand samjhe Kyunki jawab Ne kam mein jyada Se Jyada mehnat karte hain aur usmein Kacha bar Karte Hain To Hamen Yahi hoti hai ki Ham Jo Bhi Koi kam kar rahe hain To Hamen usne ka Chhapra Pata sale Hoga yah chij Kuchh Jaruri nahin hai ki aadami ko Har karo Boro Main Har karo Bar Main Har Waqt usko property Milta Hai usmein Kabhi last ho sakta hai kabhi koshish nuksan bhi ho sakta hai yah ki pahle Hamen madhe najara kar Soch Nahin Hoti Hai Jab Ham Iske bare mein Sochenge Apne mind ko Iske bare mein le aaenge to FERA Mein usmein Achcha profit Milega Achcha karo bar karne ka mauka Milega To Ham Jab Bhi Koi Bhi kam Karen To Hamen Ek To Allah Tala permit honi chahie kya Mein Allah Tala Se Achcha munafa Dega Ashapura padega lekin lost a karo bar ka hissa hai yah karo bar Kajol Hai Jab tak Kisi bhi Karobar Mein Kisi Ko villas na ho to use Waqt usko Kisi Kasam ka experience Nahin hota na usko hajar bar hota hai isliye last Mein yah Hamare liye bahut hi faydemand Taki Hamare karo bar ki islah ho sake
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss say bahot ouch sekhyny ko milta hai

                          g haan bohat mehnat chaye loss se humay acha sekhnay ko milta hay yahan sari kamyaabi mehnat say he milti hae, ap jitni mehnat karenge apko uska utna he ziaa reward milega... so i don't believe k yahan pay log qismat say kamyaab hotay hain agar aap mehnat kr ke forex ko nai seekhtay to aur baghair knowledge ke he aap trade laga lete hein to phir loss ka samna kr na prega because God helps those who help themselves.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X