size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    size
    forex trading mai hamara lot size bohat he kmm hona chiea or hamay deehan k sath market mai enter hona chieaya hjis se ham loss se bach sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading market main forex traders ko apne account ki balance ke mutabik lot size rakhna chahiye or trading ke doran koi ziada risk nai lena chahiye choti choti lots ki trading karni chahiye.
    • #3 Collapse

      dear forex mai trading karte waqt ap ka lot size ap ki apni trading aur investment pe depend karta hy ap ko chahiye k seekh aur smjh k kam karo ta k ap ko faida ho aur ap apniii life ko enjoy karo aur acha earn karo...
      • #4 Collapse

        G forex trading mein ap apna lot size jtna ziada raken gay ap forex trading mein profit ziada earn karen aur agr loss hwa tu wo bhi ziada ho ga is liye is risk se bachne k liye hum ko apni aik planning se aur balance k hisab se lot size set karna cahaiye js se agr loss bhi ho tu ziada na ho
        • #5 Collapse

          Mere experience k mutabik to lot size ko hmesha money management k mutabik rkhna chahiye or apni total investment mai say sirf 2% risk trade pay lena chahiye is say account b safe rhta hai or agr loss ho b jaye to trading continue rkhtay huway loss ko recover krnay mai kamyab ho sktay hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Forex trading mein ap apna lot size jtna kam rakh k trading Karen gay ap forex trading mein buht ziada loss se bach sakty han kam lot size use karne se ye hota hy k agr hum ziada profit earn nhi kar sakty han tu ziada loss bhi hota hy kiok jtna kam risk Len gay utna kam loss ho ga
            • #7 Collapse

              gee haan bhai hm ko apne trading mein acha profit haisl krne ke lie apne trading mein lot size km rkhne hote he aur hm ko apne trading mein ziada risky trade position nhe lagane hote hein phr hemein apne trading se acha profit hota he aur hm kamayab hote hien
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein agr hum market ko dekh kar samjh kar aur kam lot se trading karty han tu is tarha hum ko agr profit kam ho ga tu hum loss se bhi Bach saktay han is liye kam risk se trading karna hi behtar hy is tarha hum forex trading mein loss bhi kam ho ga aur profit earn kar saktay han

                اب آن لائن

                Working...
                X