loss ki soorat men kia krna chayee
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki soorat men kia krna chayee
    aoa..
    dear members jaisa ki AAP Sab jante Hain ki kabhi kabhi hamen trading mein loss bhi ho jata hai aur agar Ham trading acche tarike se Na lagaen to hamen profit nahin hota aur hamen launch ho jata hai to use Surat mein hamen kya karna chahie aur kya step leni chahie jisse Ham apne lash korika worker se ki aur aage hamen loss na ho to kindly aap sab is bare mein apna knowledge share Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki soorat men kia krna chayee

    agar hamen Koi ismein Khan Ho jata hai to hamen aise yah hota hai kya apna Kam sabar ke sath Karen aur ismein hamen jyada hi experience mil sakta hai aur jitna jyada hi sadar karte rahte Hain to hamen utna bhi kam karna chahie jitna Ham kam karte rehte hain aur har waqt ne apne aap ko kamyab bana sakte hain aur har kisi Ko aasan kam hota hai lekin hamen ismein sabhi logon Ko samajh mein aana chahie kam jo bhi apna Kam karte rahte hain lekin humko apni soch ko aur apna Kam ko jyada samjhenge to hamare liye itna jyada fayda hoga jitna Ham kar sakte hain ISI vajah se hamen Koi kami nahin ho sakti Jo logon Ko bhi Na kam hoti rahti hai to sirf unki bhi apni galti ho sakta lekin Ham apne vatan ko bhi dekhen aur apna Kam bhi aasan karte rahen
    • #3 Collapse

      Re: loss ki soorat men kia krna chayee

      walekum assalam dear member Agar Hamen market Mein trading se loss ho raha hai to aap is condition mein Main patience se working kar sakte hain trading Mein Kyunki patients Ek bahut hi Achcha aur important Rul Hai trading Mein Kyunki Agar aapko Kuchh time ke liye loss ho raha hai market Mein To aap Kuchh time Intezar kar sakte hain market ko acchi Tarah watch Karen aur Agar Kuchh time tak market ki movement aapke trade ke according Nahin jaati to to aap use trade ko close kar sakte hain Kyunki ki agar aap use trade ko open Rakhenge to aapko account wash bhi ho sakta hai to use chij ko avoid karne ke liye aap aap use kar sakte hain main Aur isase aapko loss Ka Shikar bhi nahin hoga yah Ek best option hai jo ke Tamam members aur traders ko bhi learn karna chahie aur is Jaisi aur be different strategies aur patterns hai jo K trader learn karte hue bahut se profit Hasil Karte Hain

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: loss ki soorat men kia krna chayee

        Los Ki Surat Mein Hamen bilkul bhi sad Nahin Hona chahie na hi Hamen emotional Hona chahie Forex trading ki market Mein loss Hamari apni mistake ki vajah se hi hota hai Ham market Mein acche tarike se trade open Nahin Karte Jiski vajah se Hamen market Mein launch ho jata hai Hamen Hamesha market ki movement ko samajhna chahie market ki movement ko Samajh Kar Hamen market Mein tried open Karni chahie Hamen market Mein trading Hamesha acchi knowledge ke sath aur experience ke sath Karni chahie Taki ham loss se bacche ke
        • #5 Collapse

          Re: loss ki soorat men kia krna chayee

          loss Ho Jaaye to to usko recover karne ke liye 1 strategy aur acchi planning Karni chahie aur kabhi bhi recovery ke liye jaldi na Karen recovery karte ho abhi money management ko follow Karen Agar recovery karne mein jaldi Karenge to vah Aapka nuksan recover hone ki vajah aur yah da increase ho jaega loss ko face karna aur recover karna sikhana hoga Yahi Kamyab trader Ki Nishani Hai.
          • #6 Collapse

            Re: loss ki soorat men kia krna chayee

            Iske 2 solution hai hai ki jab kisi ko loss Ho jaaye to usko trading stop kar deni chahie aur apni posting aur mistake per focus karna chahie Taki jyada capital bana kar aur acchi tarah learning karke dobara se start karen otherwise usko continue nuksan hota rahega aur akhir per wo forestation ka shikar hokar left kar jaega
            • #7 Collapse

              Re: loss ki soorat men kia krna chayee

              Loss hone Ki Surat Mein Tamam members ko bahut hi careful Rahana chahie aur carefully Apne kaam par focus karna chahie kabhi bhi unhen loss hone Ki Surat Mein mayus Nahin Hona chahie aur na hi emotional hokar market ko chhodana chahie balke unhen bahut hi Soch Samajh Kar kam karna chahie Apne is loss ko acche tarike se study karna chahie Jab vah Apne slows Mein Hone Wali Tamam mistakes ko acche tarike se study Karenge tab bhi vah is Mein Hone Wali Tamam mistakes ko understand kar Payenge aur Market Mein Apna Kam acche tarike Se Karke next time Achcha profit Hasil kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                Loss hone Ki Surat Mein friends Hamen Himmat Nahin aani chahie mehnat Karni chahie patient se kam Lena chahie Masjid mehnat Karen learning Hasil Karen apni mistakes ko note Karen Jin ki vajah se aapko loss hua hai aur apni mistake ko theek Karen
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rimsha_Malik پيغام ديکھيے
                  aoa..
                  dear members jaisa ki AAP Sab jante Hain ki kabhi kabhi hamen trading mein loss bhi ho jata hai aur agar Ham trading acche tarike se Na lagaen to hamen profit nahin hota aur hamen launch ho jata hai to use Surat mein hamen kya karna chahie aur kya step leni chahie jisse Ham apne lash korika worker se ki aur aage hamen loss na ho to kindly aap sab is bare mein apna knowledge share Karen

                  Assalam u Aliakum
                  loss ki soorat men kia krna chayee bahut hi ham question Kiya Hai aapane Surat Mein hamen FIR experience karna chahie aur FIR post time badhane chahie FIR jab ham achha profit Kama lain hai aur bonus Kama lain To fir hamen trading karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                    Walaikum Asalam. Loss ki surat mai sub say phly to relax rahna chaia panic nahi hona chaia us k bad loss ko recover karny k liay koe dusri trade open nahi karna chaia . Dubra us hee pair par trade open nahi karna chaia .
                    4.just loss k bad thora relax hokar dubara us pair ko analysis karna chaia ye dehkny k liay k loss Q hoa hain kis waja say hoa hain taky wo hee gakti dubra nahi ho
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                      Loss ki soorat me dear hame bilkull bhi pareshan nahi hona chahiey balkeh jitna hoo sake hame sabar aor ache experience se trade karen to mere khayaal se ham loss se nikal sakte hain forex market randomly move karti hai to woh hame acha profit zurroor de gi pareshan loss me na hoon.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rimsha_Malik پيغام ديکھيے
                        aoa..
                        dear members jaisa ki AAP Sab jante Hain ki kabhi kabhi hamen trading mein loss bhi ho jata hai aur agar Ham trading acche tarike se Na lagaen to hamen profit nahin hota aur hamen launch ho jata hai to use Surat mein hamen kya karna chahie aur kya step leni chahie jisse Ham apne lash korika worker se ki aur aage hamen loss na ho to kindly aap sab is bare mein apna knowledge share Karen
                        Assalam Walekum dear member Hamen chahie ki Surat Mein apne aap Ne chahie ki ham bahut se Si Kevat Agali bar Hai acchi Tarah Ke trading Karen Kyunki Hamen Hamen loss is Surat mein bilkul bhi pata nahin chahie loss aur profit to Ek business ka hissa hai Hamare isliye Hamen chahie ki Ham bilkul Mein loss Hone Na Dega Ho Jata Hai To fir bhi Ham usmein Kuchh Bhi Na Karen Kyunki abhi bar ka Sochenge ki Agali bar Ham MS loss ko Dekhte Sath hi yah loss Nahin Karenge aur Achcha profit and Karenge
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                          Dear loss hojata hi har kisi ko loss hota hai Jo k kbhi kbhi hamari apni ghalti ki waja sy hota hai ya kbhi kbhi luck py b depend karta hai

                          Yahan py bht log hen even expert traders ko b loss hota hai, lkn hamen dekhna achiye k wo loss k bad Kia krty hen ap NY loss hony py ye bat apny sar py sawar nhh krna hai AP NY loss hony ki Surat Mai strategy Bnani hai k loss ko kesy recover krna hai
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                            Forex men trading kay duran agar hamen loss ho jay tu hamen himat nahin harny chahey kun kay agar hum himat har jayen gy tu hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath forex men koi bhe kam anhin karna chhaye kun kay forex men kam karna asan anhin hy as men dil kay sath acha kam karny waly achy earning hasil kar sakty hain tu hmen jaldi kay sath forex men kam nahin karna chahye kun kay agar hum saber kay sath forex men kam karen gy tu hum kamyab ho sakty hain ur agar hum mahnat kay sath acha kam anhin karen gy tu hum nakam ho jayen gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ki soorat men kia krna chayee

                              Dear member loss ki sorat me hamen loss ki reason ko find karna chahye aur phr osko cover karna chahye taky future me hum say dobara aisi galti nh hu hamen chahye k pori imandari say kaam karen aur apne failure ko challenge smajh k kaam karen is trah ap apne maqsad me kamyab ho sakty hain aur ap aik achy trader ban saktay hain hamen chahye k loss ki sorat me preshan na hon balky osko himat say face karen aur apne skill ko strong karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X