tension time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tension time
    forex trading ko kabhe bhe apnay tension k time mai nhe krna chiea jis se ap ka bp high ho or ap ko mazeed tension ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    good advise is mai ap psychology effect ki bat kar rahaain hain. ye b aik aisa factor hai jis ki waja say 95 % loss kar daalty. haan agr insaan tension free ho to market ko achi trah analyze karo gay tb loss k chances kaam ho jaaaty hai.
    • #3 Collapse

      very good advise humain chaye k jab humara mind hu trade lagny ka tu apnay ap ko free mind k sth forex ma aye warna agar negative mind ma aye ya kuch or souch rhy hu gye tu phr loss he hu ga.
      • #4 Collapse

        bilkul sahi kaha ap ne dear hume forex me kamus waqt karna chahiye jab humara mind bilkul fresh ho tab hum forex se bht achi earning kar sakte hain ye aesa business ahi jis me hume bht zada careful ho kar kam karna chahiye.
        • #5 Collapse

          dear ap ko forex mai time se seekhna chahiye agar ap aysa nhn karo gy tu ap ko tension ho gii loss ki waja se aur os ka koi hal nhn hy lehaza ap ko seekhna ho ga tab he ap acha kam kar skte ho,...
          • #6 Collapse

            Yes my dear friends forex trading market main sahi time par trading karni chahiye. or kisi aisi situation main trading nai karni chahiye jis se app koi trade laga kar tension main ajain. is liye forex traders ko soch samjh kar trading karni chahiye.
            • #7 Collapse

              G ap ki baat theek hy k hum ko forex trading ko tension k waqt nhi karna cahaiye kiok agr hum forex trading ko tension mein karen gay tu ho sakta hy k ap ki trade galit open ho jaye aur us trade mein hum ko buht ziada loss bhi ho sakta hy is liye tension mein trading nhi karni cahaiye
              • #8 Collapse

                dear rensuion to reht hai q k ye buiness hi aias hai is ko kahein bhi kr skty hain lekin is mein kafi risk hai is ko bahut ehtyta sy kiajata hai ye aik acha buines shai lekin bahut mehnat sy kiajta ahi
                • #9 Collapse

                  good advise mai ap ki baat sa bilkul agree karta hn is mai ap psychology effect ki bat kar rahaain hain. ye b aik aisa factor hai jis ki waja say 95 % loss kar daalty. haan agr insaan tension free ho to market ko achi trah analyze karo gay tb loss k chances kaam ho jaaaty hai.
                  • #10 Collapse

                    Ap nay bhae ache baat ki hai forex ko kabhe bhe tension jab ho us time us k real account main trading nahe kerni chahy pher he us main kmyab hono gy
                    • #11 Collapse

                      Yeh aik risky business hy aur is sey profit lenay key leye cool mind hona zarori hota hy. Hamain risky decisions lenay hotey hain aur agar hamara mind fresh nahi ho ga aur hum tension main hon gey to decision wrong ho jaye ga aur profit ki bajaye loss ho jaye ga. Is leye trading krni hy to mind ko cool rakhna hy takeh achi earning ho sakay.
                      • #12 Collapse

                        yes friends forex ko humesha jab app nay rest kia hoa ho to pher he us main analysis kerny chahean our pher he us main app iak successsful trader ban sagty haen
                        • #13 Collapse

                          Forex aik tension denay wala business hy, is leye agar aap khud kisi waja sey tension main hon to trading main enter nahi hona chaheye balkeh pehlay apney aap ko relax kr lena chaheye aur phir fresh mind key sath trading krni chaheye. Trading key doran loss ko control krney key leye important decisions lena partey hain aur yeh kam fresh mind key sath hi mumkin hota hy.
                          • #14 Collapse

                            Jee iss kam ko waise tu stress free ho k hi karna chahiay hota hai iss main tension na lai. Aghar aap iss main tension lai k kam karen gay apko loss ho jay ga iss main aap iss kam main mehnat karen iss main app ko bohat faida hasil ho ga iss lia iss kam ko mehnat k sath karen tension main b kia ja sakta hai issko ho sakta hai iss main profit k sath apki tension main kami aa jay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jii forex trading business ko tension mein nhi karna cahaiye aur jab bhi tension ho trading nhi karni cahaiye kiok agr tension mein trading karain gay tu emotional ho kar trading kar saktay han aur Koi trade galt bhi open ho sakti hy ja se buht ziada loss bhi ho sakta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X