Stop loss or take profit ka istemal....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss or take profit ka istemal....
    Assalamu Alaikum dear members Jab ham trade open Karte Hain tu hume SL yani stopp loss and TP yani take profit ka istemal zaror krna chiay ...SL or TP k istemal hum zyda loss se bach sakty hn jb market hmari selected profit ko hit krti hai tu us k bad hmari trade automatically close ho jati hai .isi trah stop loss select krny se bhi hum kam loss hasil krny bad market se out ho jaty hn stop loss aur take profit select karne se Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain aur reasonable profit Hasil karne ke bad Hamare trade automatically close ho jati hai and sometime Jab market loss Mein ja rahi ho Hamari trade downtrend mein ho ho tab bhi ham stop loss Ka istemal Karke Apne account ko safe Rakh sakte hain.....thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss or take profit ka istemal....

    Walaikum salam dear members aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To usmein Hamen stop loss aur take profit ko use karna chahie isase Hamara account se bhi rahata hai aur ham Achcha profit bhi game ka sakte hain isliye take profit se Hamen Jab market indirectly e-speed ke sath ja rahi Hoti Hai To usse Ham take profit ko use Karke market automatically close Ho Jaati Hai Is Se Ham Achcha profit gain kar sakte hain aur jab Hamen main nuksan ho raha ho to Ham stop-loss Ko use Karke Apna account save Rakh sakte hain ine donon chijon ke bare mein aapko information hone chahie Taki aap apna account bhi save rakhen Aur kamyabi Bhi Hasil kar sake.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss or take profit ka istemal....

      Stop loss and take profit tools forex trading ka important part hain. Stop loss ka ise hamain aik khas loss ki amount tak he mehdood rakhta hay, jab keh take profit ka use kahamin apni trade say mumkina profit kay hasool main madadgar sabit hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss or take profit ka istemal....

        Walekum assalam yes Diya aapane bahut hi informative topic Hamare Sath share kiya hai no doubt Forex trading Mein Jab aap Forex trading se related different tools ko study karte hain to ismein aapko take profit aur stop loss se related bhi apni complete learning Hasil karna Hogi Kyunki agar aap apni trading main in different important factors ko include Nahin Karte to aap results best produce nahin kar sakte aur aapke liye problem ho sakte hain aap apne accounting system ki safety ko maintain nahin kar sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss or take profit ka istemal....

          Walaikum Asalam.
          Stop loss or take profit do asay function hain jo is forex trading ko bht asan bana dyty hain . Specially stop loss to bht hee important hain market maii 8p percent member loss honay say darty hain or stop loss asa function hain jo ap kam say kam loss dyty hain ap k account ko is liay stop loss ko loss ki waja sy ignore nahi kary ye wo function hain jis sy ap ka account bhi wash nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss or take profit ka istemal....

            walekum assalam yes dear apni bahut hi acchi information apni post mein hamare sath share ki hai Forex trading me agar Ham different important analysis complete karte Hain to ismein humko take profit aur stop class ki limit ki bhi proper calculation karke apni trading per apply karna chahie yah hamare liye bahut hi important role play kar sakte hain aur ismein humko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain kyunki agar Ham yah techniques apni trading may include karte Hain to aisi situation mein Ham apne account ki safety ko maintain kar sakte hain aur ismein bahut jyada advantages hasil kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss or take profit ka istemal....

              Hamen forex men stop loss tp ka zarour istamal karna chahey kun kay agar hum stop loss ur tp ka istamal nahin karen gy tu hum nakam ho jaty hin tu hamen kotahy kay sath kam anhin karna chahey kun kay forex men kam karna san hin hy as men himat ur lagan kay sath acha kam jary rakhna hota hy tabhy tu hum kamyab jho sakty ahin tu hamen kotahy kay sath forex men kam anhin karna chahye kun kay forex men kam karna asan anhin hy as men hamen bahut bahtiyat kay sath kam karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Munda پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear members Jab ham trade open Karte Hain tu hume SL yani stopp loss and TP yani take profit ka istemal zaror krna chiay ...SL or TP k istemal hum zyda loss se bach sakty hn jb market hmari selected profit ko hit krti hai tu us k bad hmari trade automatically close ho jati hai .isi trah stop loss select krny se bhi hum kam loss hasil krny bad market se out ho jaty hn stop loss aur take profit select karne se Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain aur reasonable profit Hasil karne ke bad Hamare trade automatically close ho jati hai and sometime Jab market loss Mein ja rahi ho Hamari trade downtrend mein ho ho tab bhi ham stop loss Ka istemal Karke Apne account ko safe Rakh sakte hain.....thanks
                Stop loss or take profitJarur istemal Karen Jo log bhi stop loss use karte hain unko Hamesha koi bhi nuksan nahin hota agar Ham take profit aur stop loss use Nahin Karenge To Ham trading Mein Kamyab Nahin ho sakte isliye account ko saaf rakhne ke liye Hamen stop loss aur take profit donon use karne chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                  ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar aap apne trade ko secure banana chahte hain aur apni trade se achcha profit hasil karna chahte hain aur apni trade ko har waqt watch nahin kar sakte aur apni trade se a nuksan se bachana chahte Hain to aapko apni trade open karne ke bad specific tips per SL aur TP laga dena chahie is tarah aapki trade specific profit aur nuksan hasil karne ke bad close ho jayegi aur hamen hamesha apne trade ko forex rolls ke mutabik compan karna chahie aur apne trade ko open karte waqt hamen sabse pahle forex market ki movement ko satrangi analyse karke market ka trend maloom karna chahie aur apni trade ko market ke trend ke mutabik open karna chahie aur apni trade ko market ke trend ke mutabik open karne se pahle hamen apne account balance ke mutabik money management karni chahie aur apni trade ko apne account balance ke mutabik size lagakar open kar dena chahie tabhi Ham apne trade se achcha profit hasil kar sakte hain aur apne trade ko secure banane ke liye hamen apni trade ko open karne ke bad s l aur TP laga dena chahie is tarah hamari trade secure Ho jaati hai aur ham jyada nuksan se Bach jaate Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                    Ji bilkul friend aapane bahut acchi information share Ki Hai SL yani stop loss aur TP yani take profit Jaise tool Hamare liye bahut helpful hai. Aisa karne se Ham maximum earning ke sath minimum risky side per Chale Jaate Hain. Jo ke Hamari trade ko improve karne ke liye bahut best hai. Hamen Har vo tool Jo Hamara benefit increase kar sakta hai use use karna chahie. TP aur SL Hamare Liye bahut mufeed hai. SL Hamen maximum loss se bachane ke liye very very important hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                      Assalam o Alaikum
                      Dear members stop loss aur take profit 2 aisy function hain ju hamarii trading ko safe bana dyty hain. In function k through 80% loog loss sy bach jaty hain kbi bi aisa nh hua hy k jis ny stop loss ka use kia ho aur usy ziyada loss hua ho aur account wash hua ho account ko improve krny k liye hamein take profit ka use karna chahiey aur account ko wash hony sy bachany k liye hamein stop loss lagana chahiye shukriya.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                        bilkul dear member apki bat right hai ye dono tool humry liye bhot important hai ye tools humri trading karne mein bhot madad gar sabat hoty hai in dono yani ke SL or TP ko use karne se hum zaida loss se bach jaty hai q k jab market mein humri trade selected profit ke sth jakar takrati ha jis se humri tade khd automatic close ho jati hai yahi faida hota hai dono tools ko istmal karne ka ke trade bad profit ko hit karty hi close ho jati hai ase humra account safe bhi rakh sakty hai or acha profti gain bhi kar skaty hai ase jab market down ja rahi hoti ha tab hum stop loss ko use apne account ko easily safe kar sakty hai yahi fadia hota hai in tools ko use karne ka.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                          Forex trading men tarding kratay waqat stop loss aur take profit ko lazmi use kren agr ap tarding krtay waqat inki use ni krtay to ap Forex sa bahot ziada loss uthaen ga agr ap in ko use krtay to is sa ap Acha profit bhi hasil ni kr saktay aur apka loss bhi ziada ho skata ha ap Ka account k wash honay k chances bhi ziada ho jatay hen agr ap in chezon bachna Chahtay hen to apko trading kartay waqat stop loss aur take profit lazmi use krna chahy
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                            Forex mein hamen koshish karni chahiye ke forex mein hum achi aur safe trading karen forex mein achi aur safe trading ke liye hamen trading mein stop loss aur take profit ko zarur use karna chahie kyunki forex trading main stop loss aur take profit ko use karne se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bach sakte hain aur hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur forex mein ham zyada loss se bhi bach sakte hain aur hamara bonus account bhi increase ho jata hai aur forex mein hamen koshish karni chahiye k forex trading mein ham normal lot size use karen jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss or take profit ka istemal....

                              Dear pyaary forexer apny munasib baat ki hai market ma stop loss or take profit ko set karty huay ham market ma span Acha control banaty hai apni trading plan ke mutabiq target ki hit karaty hi market say out ho jaty Hain stop loss Ka istemaal ham hamesha candles ki confirmation per hi lagaty hai usky bullish or bearish trend ki dekhty huay ke market kis candle ki confirmation de rahi hai or Jaga pe wo candle apny pattern ko khtam Karti hai waha ham take profit ko use karty Hain.
                              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X