emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions
    forex trading mai ap ka negative emotions ap ko kabhe bhe aggay nhe janay dety or ap ko is business mai loss ko face krna parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear forex me emotions ka koi kam hi nahi hai hume trading karte waqt khud per control rakhna chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte ahin forex best online business hai.
    • #3 Collapse

      Emotional hona kisi bhi tarah saheeh nahi hy. Yeh aap key decision power ko weak krta hy aur aap wrong decision lena shuroo kr detay hain. Jo log emotional hotey hain unhain forex main buhat soch samjh kar aana chaheye aur yehi woh log hotey hain jo apna sara balance zaya kar detay hain.
      • #4 Collapse

        gee bulkul sai baat ha kah forex treading main emotional mind wala treader kbi b kamyab nai hota wo apnay emotional mode ki waja se hameesha loss kar jta ha aur apnay bussinus ko ak bhot bara nuqsan poancha data ha
        • #5 Collapse

          Yes my dear friends forex trading market main forex traders ke negative emotions kabhi bhi forex traders ko kamyab nai hone dete is liye forex market main trading ke doran apne emotions par control rakhna chahiye.
          • #6 Collapse

            dear forex jaise bsuiness mai ap ko emotions se door rehna ho ga ta k ap boht jaldi aur acha faida hasil karo aur ap ni life ko set karo....
            • #7 Collapse

              G ap ne theek kaha hy k forex trading mein loss ki waja emotions ki bhi hy aur jab ap emotional ho kar trading karty han tu ap ki trade galt open ho jati hy aur ap ko buht ziada loss ho jata hy is liye forex trading mein emotional ho kar trading nhi karni cahaiye agr forex trading mein profit earn karna hy
              • #8 Collapse

                my dear forex me emotions ki koi jaga nahi hai kiun k emotions hi loss k waja hain so hume trading k doraan khud per control rakhna chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Forex trading business mein js se ziada loss hota hy wo hy emotional ho kar trading Karna kiok agr hum emotional ho kar trading karain gay tu is se greed peda hota hy aur greed se forex trading mein buht ziada loss hota hy is liye emotions ko control kar k trading karain gay tu hi profit ho ga
                  • #10 Collapse

                    sir baat ya ha kay apko apnmay emotions pay control rakna chahiye qk agar apkay pas emoyions ho gay to apko loss bhi ho sakta ha islay ma apko yahi kaho ga kay apko bergar emotions k hi tarde krni chahiye takay apko forex ma earning kr skaty ha
                    • #11 Collapse

                      g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun forex main emotion ki koi gunjaish nahe hai trader wo he kamiyab hai jo hamesha apne target ke mutabik trading kren or hamesha mind fresh ho kr he trading krne chahye then profit ho ga
                      • #12 Collapse

                        G forex trading business mein emotional ho kar trading karne se bhi loss ho sakta hy aur trading k waqt kabhi bhi emotional nhi hona cahaiye aur trading soch samjh kar market ko dekh kar aur analysis kar k karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han kiok emotions se koi trade galt open ho sakti hy aur loss ho sakta hy is liye emotional ho kar trading nhi karni cahaiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          yes emotions could be very dangerous for your trading so be careful about this bad habit emotions.controle your emotions and earned money with this golden business
                          Signature removed by moderator

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X