Crude oil pr trading krni chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil pr trading krni chahye?
    Assalamu alaikum dear Forex members kaise hain aap sab ummid karti hun ke aap khairiyat se honge Mera aapse yah sawal hai ki crude oil per trading karni chahie ya nahin iske kya fayde aur nuksan hai ????please share your knowledge?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil pr trading krni chahye?

    Crude oil aam tawar pe aik istehkam rakhne wala commodity hai lekin jab is pe bironi anasir andaz ho jaye to is ko bohut zyada khasara bardasht karna parta hai. Is tarah se Corona virus ki waja se ye Commody bohut hi ziada mutasir howa aur aik waqat pe is ki qeemat neche minus me chali gayen thi. Middle Eastern countries ka zyada ta inhesar hi crude oil pe hota hai. Crude oil pe Forex trading karte waqat is ki khub analysis kia kare warna is ka nuqsan bohut hi ziada khatarnak hai. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Forex trading Mein crude oil trading bahut jyada munafa Bash hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil pr trading krni chahye?

      Bhaijaan main iska menu hun mujhe is kam ke bare mein itna na nahin hai main apne senior se request karunga kyon mujhe is bare mein bataen crocodile kya hai aur is per kya karna chahie aur hamare liye best hai ya nahin iske liye mein information DJ mein apne senior member se request karunga cover hamen hamare help Karen isase Ham bhi fayda utha sake senior hamari help karte rahenge to Ham kamyabi ki taraf chalte rahenge
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil pr trading krni chahye?

        G g bilkul crude oil pr bhi trade ki jaa sakhti hy crude oli bhi bhtt hi risky hy ap ko koshesh krni chaeye k agr ap ko iss k achaa analysis ho yu is sk bad hi iss pr trade kryn agr ap iss pr achaa kam kryn gy tu ap ko crude oil achaa backup den sakhtaa hy yaa bhttt hi saa hy lkn iss ki move bhi fast hor unexpected hy iss lia ap ko koshesh krni ho gi k is sk bhtt achy saa analysis kryn hor phr hi trade open kryn
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil pr trading krni chahye?

          Dear brother forex trading men crude oil aik risky pair hey iss men fast aur unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay crude oil pe trading karna mushkil hota hey lekin phir bhi crude oil pe trading karnay k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey kiun k iss men ya tu acha profit mil jata hey ya account jaldi wash ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil pr trading krni chahye?

            Walekum assalam dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain Forex trading Mein Hamen hamare pass different currency pairs aur ismein commodities hoti hai aur ismein hamare pass metals hote hain lekin real Jo aapane Crude Oil per trading karne ke liye kaha hai iske liye aapko crude oil per trade karne ke liye experience ki jarurat Hoti Hai Kyunki aap dekhte hain ki iski market Mein Munh mein bahut jyada fast hoti hai isliye aapka experience Sona Jyada Jaruri hota hai aur aapko ismein acche capital Ka Hona Bhi Jyada jaruri hai.
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil pr trading krni chahye?

              Crude oil mein trading kerna profitable hota hai lakin iss mein trade kernay kay lye humain market mein trade kernay ka kafi experiance chahyea hota hai crude oil ki market ko samajhna hota hai tub hi hum iss mein trade ker saktay hain crude oil aik risky pair hey iss men fast aur unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay crude oil pe trading karna mushkil hota hey lekin phir bhi crude oil pe trading karnay k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey kiun k iss men ya tu acha profit mil jata hey ya account jaldi wash ho jata hai iss lye jub bhi crude oil mein trade kernay ka sochain tou uss sae pahele achay sae market kay analysis kerain aur apni trades kay lye crude oil ki news ko bhi lazmi dekhain aap ko iss kay cntact ki expiry ka bhi pata hona chahyea ta kay aap ko loss na ho
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil pr trading krni chahye?

                Dear memebrs , trading karny klye apko pehly us metal ya currency ki previous movement ko dekhna parta hy , iske bd ap achi trading kar sakty hain aur profit wali trading kar sakty hain . crude oil pay trading riski hoti hy lkaen agar ap market ko study kar ke trade karen gy to apko iska zaror faida mily ga aur agr ap study kye begair trading karen gy to apko loss ka samna karna apr sakta hya ur apka ccount bi wash ho sakat hy
                • #9 Collapse

                  Re: Crude oil pr trading krni chahye?

                  Dekehin gold and oil bot he risky pairs hein or yeh he hamein sb se ziyada profit dete hein Lakin us soret mein jb hamre paas acha bonus ho mtlb hamara account agr strong ho tb hm is pr work krein tk hamein ziyada faida ho skta ha is liye app agr ache se km krna chate hein to pehle apna account strong bnaein us k badh trading ki trf move krien is trah ap ko acha profit mile ga or ap kamyab ho skein ge kion jb hamara account strong ho jata ha tb hamein kisi loss ka Dr nai rehta or lot size b soch k rkha krien jo ap ko loss se bachaiye rkhee.
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude oil pr trading krni chahye?

                    Dear member crude oil pay ap bilkul trade open kar saktay hain lekin crude oil pay trading bohat hi unexpected hotin hain aur iski trading aksar minus mein chali jatin hain toh is say apko khasara ho sakta hai aur coronavirus ki wajha say yeh trade bohat hi nuqsan mein ja raha hai aajh kal toh is pay trading apko nuqsan day sakti hai agar ap trading karna chatay hain crude oil pay toh apko khoob analysis karnay hoon gay is tarha analysis say apko bare rukawat ka samna nhii karna paray ga aur crude oil trading waisay amoman bohat munafa baksh saabit ho saktin hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil pr trading krni chahye?

                      Crude oil aam tawar pe aik istehkam rakhne wala commodity hai lekin jab is pe bironi anasir andaz ho jaye to is ko bohut zyada khasara bardasht karna parta hai. Is tarah se Corona virus ki waja se ye Commody bohut hi ziada mutasir howa aur aik waqat pe is ki qeemat neche minus me chali gayen thi. middle japanese international locations ka zyada ta inhesar hi crude oil pe hota hai. Crude oil pe foreign exchange buying and selling karte waqat is ki khub analysis kia kare warna is ka nuqsan bohut hello ziada khatarnak hai. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hello hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. forex buying and selling me small mistake b naked nuqsan ka bahis banti hai. forex trading Mein crude oil buying and selling bahut jyada munafa Bash hoti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X