Assalam o Alaikum! Dear seniers aur junierstrader ko hamesha apne profit ki shuruaat Ham small se karni chahie kabhi bhi start mein Hi Bada risk nahin Lena chahie kyunki market ki adverse movement possible hoti hai agar Ham use moment ko mind mein nahin rakhte hue apne lot size small rakhenge aur small profit se apni trade ko start nahin karenge to market ki thodi si bhi adverse movement hamen bahut bada loss de sakti hai isliye hamen har trade ka start small lot size small profit se Hi karna chahie agar market hamari direction mein move karegi to is mein Ham apne position ko masjid strong karke a apne profit ko increase kar sakte hain lekin start mein hamen kabhi bhi big large size se trade ko nahin start karna chahie kyunki start mein agar market ne thodi si bhi advertisement ki to small light ki vajah se Ham chhote profit loss ki vajah se out ho jaenge lekin agar Ham market ke andar start se Hi big lots I se start karenge tu is tarah hamara adverse moment ki vajah se bahut jyada loss ho sakta hai isliye hamen start mein apni treat smallkarke ek achcha profit hasil kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим