forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han
    Forex trading business mein har trader kay leye forex market ko samjhna zaroori hota hai forex market ki movement ko samjh kar trading kartay han tu hi profit hota hai aur forex market ki movement hum ziada se ziada demo account par practice kar kay market ka analysis kar kay samjh saktay han forex market ki movement ko Achi traha samjh kar trading kartay han tu hi profit hota hai is kay leye practice zaroori hai jtni ziada practice karain gey hum market ki movement ko samjh saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men market ki movement ko samjhna mushkil hota hey kiun k iss men unexpected movement hoti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir trading chart ko dekh kar news aur signals check karen aur phir market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

      Hamen forex men himat kay sath kam karna chahey kun kay agar hum himat kay sath forex men kam nahin karen gy tu hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen kotahy kay sath forex men kam nahin karna chahye kun kay agar hum kotahy kay sath kam karen gy tu hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen forex men lagan kay sath achy experience kay sath forex men kam karna hota hy tabhy tu hum achy earning hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

        Assalam Walekum dear members agar aap market ki movement ko acchi Tarah samajhna Chahte Hain Waisi situation main aapko bahut jyada careful hokar apni trading analogous to complete karna hota hai Kyunki Jab aap market ki movement ko proper Nahin calculate karne ke liye different important analysis ko complete karte hain to ismein aapko bahut careful aur attentively apni study complete karna hoti hai aur Inki basis per decision-making Kar Na hoti hai agar aap ismein Koi mistake Karte Hain To Iske against aapko bahut jyada problems ho sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

          Forex market ki movement ko samajhne ke liye hamen market ke analyses karne chahie aur news ko read karna chahie aur sabse pahle hamen demo account ko use karna chahie usmein practice karke hamen apni market ki movement ka ka andaza ho sakta hai ki market kis tarah kar rahi hai Ham jitna jyada market ki moment ko samjaenge aur demo account ko use karenge utna hi Ham trading ke bare mein Sikh sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

            Dear market ki movement ko smjhna AP k apny hath Mai hai agar AP NY koi trade lagai hai to apko dekhna hai market ki movement key hai, upar ki traf ja rhi hai ya nechy arhi hai, agar upar ja rhi hai to but kren r nechy arhi hai to sell kren, AP apny seniors sy ya net sy dekh Len movement k bary mi
            • #7 Collapse

              Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

              Forex trading main market ko samajhne ke liye jaruri hai ki aap sabse pahle different tools aur indicators Kaun knowledge gain Karen ya tools aur indicators aapko market moment ke bare mein Kafi Jyada acchi information provide karte hain aur is information ko istemal karte hue aap ek successful trader Ban sakte hain lekin sabse pahle aapko Apne knowledge or experience ke upar focus karna chahie Jyada Se Jyada knowledge Forex trading market ke bare mein game Karen aur uske bad trading Karenge to aapko se Kafi Jyada advantage ho sakta hai aur aap ek accha profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                hamy market ke movement ko samj kar is mai investment kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn akr saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kari sakty hain hamy is majai kamaybe deny walu tools ko use ka rky kam karna ho ga then hum kam kar ky ache earning gaimn kar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                  Forex kimarket ko smhhny ka sab s acha tarika yeh keh app logn ko chahye keh ham log BHT ziada achy tariky s acha trader bnana khud ko or yeh sari ki sari chezain hmain mind m rakhni chahye agar hmain zindgi m progress chahye to hmain kamyab bnana h khud ko put he ham log acha analysis Kar skty Hein
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                    Han ji Mere Bhai aapane theek Aaye Ham Forex main market ki movement ko thik kar sakte hain aur Market Koi movement ko Jaan sakte hain vah sirf isliye Jaan sakte hain Kyunki Agaram candlestick analysis karte hain market ka aur dusre to ma'am analyses Karte Hain To Hamen pata chal jata hai ki Hamari Kismat Mein ja rahi hai tab Ham Apne market Mein trade kar sakte hain aur Apna maksad Aasan kar sakte hain kamyabi Aasan kar sakte profitous kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                      Assalam Walekum Hamen main Pakistan Forex forum per bahut Soch Samajh Kar trade Lagani chahie aur Hamen main chahie ki Ham pahle Puri market ko analyse Karen aur FIR Uske bad Soch Samajh Kar Main posting Karni chahie Taki Koi Galti ka imkan a Rahe
                      • #12 Collapse

                        Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                        Assalamu Alaikum dear member aap market ke movement ko Uske indicator kaise check kar sakte ho ki uski movement Kaisi Hogi aap indicator score check Karenge aur Market ke chat ko analyse Karenge to aap iski movement ko samajh sakte hain jab tak aap market ke movement Ko Nahin samjhe Denge aap ismein Achcha profit hassil kar Nahin Sakte aur Achcha profit answer karne ke liye aapko market ko check karna hoga FIR ismein aap Kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                          G dosto hamin es bary me kuch btaya Jay k ham market ki movement ko kaisy pehchan sakin jis sy hamin faida ho dosro ko b smjha sakin gy.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                            assalamu alaikum their friends mermaid karta hun aap sab khairiyat se honge barish mein trading ko samajhne ke liye hamen isko jyada time spend karna hoga jiski vajah se Ham iske samajh sakte hain per hamen YouTube per bhi check karna hoga kyunki YouTube per bhi ek acche information Mil jata hai achcha Express ho jata hai training ko samajhne ka to Ham iske samajh Kar apni trading karenge to hamare trading bahut hi acchi hogi jisse hamen achcha perfect milega aur hamen success bhi usi waqt milegi jab hamen trading karna maloom ho jaega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex market ki movement ko kis traha samjh saktay han

                              Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge agr Forex trading mein acchi profit hasil karni hai to hamen Forex trading mein market ki movement ko Achi Tarah samajhna chahie ham JB tak market ko samajh ni sakte tab tak hamen kabhi acchi kamyabi bhi hasil nahin ho sakti hamesha acchi profit hasil karne ke liye hamen bahut ziada market ko samajhne ke zaroort hoti hai tab ham Achi profit hasil karne mein kamyab ho sakte hain.
                              Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X