frront

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    frront
    forex traing mai ap ko har waqt ollo ke tarhan se computer screen ko nhe dekhna chiea jis ke waja se ap ke health per asar pary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends mere khayal main agar app forex trading market ko har waqat ullo ki tarha na bhi dekhin to koi problem nai . app apni trades main stop loss and take profit laga din. or phir jo marzi karte rahin. app ki trade safe rahin gi.
    • #3 Collapse

      yes my daer hume her waqt screen k samne nahi bete rehna chahiye iss se hum thak bhi jate hain aur humari ankhon per bhi asar parhta hai hume trading karni ho tab hi screen k samne bethna chahiye bus.
      • #4 Collapse

        forex trading mai ham ko har waqt computer screan py nahi baithna chahiye kyu k is sy koi health issue b aa sakta hai. ham ko chahiye k thora time computer py dain aur phir thora time rest b karen. kyu k ham fresh reh k he trading ko easily kar sakty hian aur huge money b earn kar sakty hian.
        • #5 Collapse

          Forex trading mein hum agr har waqt hi screen par rehen gay tu health par asar ho ga aur agr ap ne apni trade stop loss aur take profit se open ki hy tu ap kahen bhi ja sakty han aur jo marzi kaam kar sakty han aur is se ap ki trading hoti rehen gi aur ap trading ka koi aur kaam kar sakty han
          • #6 Collapse

            gee haan bhai ap ke bat thek keh keh trader ko apne trading mein kuch time dena hota he aisa nhe krna hota he keh hr wqt screen ko dekhte rhein blkeh apne trading mein time table se kam krein aur apne trading mein bhtr planing kr ke trading kia krein
            • #7 Collapse

              G forex trading mein trading karty hwy har waqt laptop par nhi bethna cahaiye aur ye is tarha ho sakta hy k ap Jo bhi trade open Karen us mein stop loss aur take profit ka use Karen aur ye lazmi hy jab ap ne apni trade mein stop loss aur take profit lagyia ho ga tu ap koi aur kaam kar sakty han
              • #8 Collapse

                G forex trading business mein is k liye hy stop loss aur take profit agr ap ne apni trade mein stop loss aur take profit ko use kiya ho ga tu ap ko phr har waqt computer k aagy bathne ki koi zaroorat nhi hy aur ap ki trade khud hi close ho jaye gi jab trade loss mein ho gi ya profit mein ho gi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Forex trading main kam krny k liye har time computer ko daikhna b nahi prta trader trade lga kr phr sirf apni trade ko daikh lai or jb usko profit ho to apni trade ko hata lai is main time b nahi lgta
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X