Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

    Jnab jb hmare post delete ho jati hy to os sy hmn surf ITNA noqsan hotta hy keh ap ko os post Ka bounce nhy mltta hy baqi is sy ap ko koi loss nhy hotta hy is lye ap apni post ki quality ko Acha krn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

      Assalamu Alaikum ummid karta Hun ki sab khairiyat se honge aur Forex trading co injoy kar rahe honge bhai jo post delete Ho jaati hai unka Ham per koi bhi negative effect nahin hota aur nahin hamare account per Koi effect hote hain balki yah hota hai ki hamari post wapas se delete Ho jaati hai aur hamen fir se post karni padati hai kyunki post jitne bhi jyada hongi baat nahin aapko bolna jyada milega ab agar aapki post delete hoti jayegi to aapko bonus kab milega isliye koshish karen ki aapki post delete Na Ho
      • #33 Collapse

        Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

        Walekum Assalam!
        Dear members, men umeed karta hoon k sab dost bilkul kheriat se hoon gey. Forum se boht kuch seekh rahey hoon gey. Mazeed achi achi posts kar key acha bonus lay rahay hungay aur iss bouns ko trading men istemaal kar kay acha profit lenay ki koshish men hoon gey. Ji aapki iss post pe men kehna chahon ga keh hamari posts jab kisi waja se delete ho jaati hain toh yaqeenan humain usska loss he hota hai kyun keh iss pe hamara time bhi laga hota hai aur mehnat bhi. Aur posts kay delete hone se phir humain bonus bhi kam aata hai. Bonus kam milay ga toh hamari trade pe bhi asar paray ga. Isliye achi aur useful posts share kiya karain taa keh wo delete he na hoon.
        • #34 Collapse

          Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

          Ji han bilkul jab hamari post delete kar di jaati hai to uska side effect yhe hota hai kiya Hum forex par kam karn chhod dete Hain Is per Kam nahin karte aur Hamara Dil Tut jata hai Bhuta sy loga forex leave kar jaty hai aur apny daily kiya Post target ko complete nhi kar paty isliye hamen koshish karne chahie ki negative nahin hona chahie balke positive mind ke sath kam karna chahie
          • #35 Collapse

            Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

            Ji han bilkul jab hamari post delete ho jata hai to Hamen negative effect milta hai ham aik post k lye boht zyda mehnat krty Han aur apna kafi time spend krty Han us post mn tu us post delete hony se Hamen ye negative effect hota hai aik tu hamara time waste ho jata hai aur hamari mehnat bhi waste ho jati hai aur us post ka Jo profit hota hai wo bhi waste ho jata hai hamari post delete hony ki reason hamari apni hai ham us post mn boht se mistake krty han ya hamari post forex ke rule ke mutabik nhi hoti hai Hamen apne time aur mehnat Ko waste hony Se bachane Ke liye apni post ko zyda se zyda informative aur forex ke rule ke mutabik banana chahie
            • #36 Collapse

              Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

              Jab post delete ho jati hai to unka negative impact yahi hota hai ki vah jo post hoti hai uska hamen bonus nahin milta tu aajkal vaise forum per bahut sari post sir delete ho rahi hai to isliye hamen pareshan hone ki need nahin hai hamen apne kam ko jari rakhna chahie
              • #37 Collapse

                Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

                Islamic therefore its members meet you thank you aap sab log khairiyat se Hogi DJ se aapane poochha hai ki agar for Xperia Hamari post delete ho jata Hai To Kya usse negative effect padta hai use a negative effect Padta Hoga Kyunki Jo Pasand Karte Hain uske andar Ham word Mitti karte hain yah Is Tarah Ki post Karte Hain Jo ke Forex a metallic Nahin Hoti to Forex forum Ki Tarah Seva post to remove kar di Jaati Hai yani ki delete kar di Jaati Hai Kyunki uske andar Koi Na Koi Aisi mistake Hoti Hai Jiski wajah se usko acche life science provide Nahin Hote To traders postman test Nahin lete Jiski vajah se is post ko delete kar diya jata hai isliye main chahie ki ka is per kam karte hue Hath per spelling mistake se white Karen copy page liye kam se white Karen Khud Se type karke likhen Jitna Ho Achcha knowledge isliye share Karen Kyunki world meaning galat ho Jaate Hain garam garrett likhate Hain To usse Perambur impression Achcha Nahin Padta vah Mein Apna Chawla Nahin provide Kiya Jata Jis kam expectation Rakhna Tu Is Tarah Se gram Dekh Kar careful hokar kam Karte Hain To mistake HR system but Hain Itna mistake Agencies kam hote hain Apna Hamare liye fayda itna Hamesha Bullet provide Kiya Jata Hai FIR Ham tradingview itni acchi kar padhte Hain isliye Hamen chahie Kitni mistake se Sabak sikhane Agar Ho Jaati Hai To next time se white Karen Shukriya
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Jab hamari post delete ho jaati hai to kya unka koi negative effect hai?

                  Jab publish delete ho jati hai to unka poor impact yahi hota hai ki vah jo post hoti hai uska hamen bonus nahin milta tu aajkal vaise discussion board in step with bahut sari post sir delete ho rahi hai to isliye hamen pareshan hone ki want nahin hai hamen apne kam ko jari rakhna chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X