Market me news ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market me news ki importance
    Assalamu Alaikum friends. Friends ummid karta hun aap sab theek Honge. Friends market ko samajhna bahut complicated hai. Forex forum per maujud hai Har feature ko discuss karna lazmi hai. Aise Hamare knowledge mein improvement Aati Hai. Friends Har feature ki apni importance hai. News study karne se Hamen market ki movement aur fluctuation ka experience Hota Hai. Market ko acche samajhne ke liye Hamen news regular dekhni chahie. Aisa Karne Se Hamare analysis improve Honge aur ham future Mein acche trader Ban sakte hain. Friend agar aap ko meri post acchi lagi ho to please thanks den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market me news ki importance

    market mein trading karne ke liye news bahut jyada jaruri hai aur hamen chahie ki ham log news ki importance ko samjhaie agar ham log news ki importance ko samajh lete Hain to samjho ke ham log kamyab ho gaye aur is tarah ham log kam yad trading bhi kar sakte hain to hi chij hamare liye necessary vah karti hai aur hamen chahie ki ham log ine sari chijon ko acche tarike se understand Karen agar hamen kamyabi gain karni hai aur forex mein kamyab trater banana hai khud ko to hamen yah chijen necessary to aur per apne mind mein rakhni hogi
    • #3 Collapse

      Re: Market me news ki importance

      Hamen market ko agar jan kar trading karny hy tu hamen news ka intazar karna hoga kun kay agar hum kotahy kay sath kam karty hain tu hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen lagan kay sath forex men kam jary rakhna chahey ur market ko dekh kar hamen trading karny chahey tabhy tu hum kamyab ho sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Market me news ki importance

        Forex mein uski market per news ka bahut impact phrta hai isiliye Hamen news ko Har Hal mein follow karna chahie use read karna chahie aur uske Mutabik hi Hamen market ki trend ko Samajh Kar uski movement ko Samajh Kar us k Pairs ki movement ko Samajh Kar Hamen trading karna chahie Kyun ki market mein news ka bahut impact Hota Hai jisse Hamen bagair Sochy Samjy trading karne se bahut bhra nuksan hoga is Surat mein humy news ko read Karke Uske mutabik tradin karne se bahut fayda hoga
        • #5 Collapse

          Re: Market me news ki importance

          Market mein news ki bahut jyada important Hoti Hai news ko follow karte hue Ham Achcha profit bana sakte hain news ka Kuchh pairs Hote Hain Jo news par depend karte hain aur Anpadh per Agar Ham news ko follow Karen To Ham acche aur strong time per apni ID open karte hue achha profit Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Market me news ki importance

            Assalamu Alaikum dear friends Amit karte ho sab khairiyat se Honge dear friend Jo market mein news ki important se sabse Jyada am hai agar Ham Ne news ko forward kar kar trade lagaenge To Hamen Achcha profit Gaya Hoga aur ham right tarike Se Laga Sakenge trade
            • #7 Collapse

              Re: Market me news ki importance

              hamy market mai news ko watch kar ky km karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai mahnet karty hain ti hamy kamaybe hasual o jy ge hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain asane ky sat
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Market me news ki importance

                Deyar aapane bahut acchi baat ki hai forex trading mein sabse pahle hamen trading karte waqt market ki news ko follow karna chahie market market ke news ke mutabik hamen trading karni chahie phir ham mein trading ma kamyab Ho sakti hay forex trading mein Delhi ki base per news ko dekhkar FIR hamen trading karni chahie FIR achcha profit hasya kar sakta hai FIR Ham life mein kamiya bahut sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X