Trend by angle lines
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend by angle lines
    Assalam O Alaikum dear Forex Friends..
    Trend by angle lines jesa k naam sy saaf zahir hai k ye trend ki convergence ya divergence ko through the angle batati hai. Is k angle ka reference current ask price sy lia jata hai aur isko simply trend Ko dekhtay huye 2 bullish ya bearish higher highs per apply kr dia jata hai. Then next prediction ki ja skti hai k Market kahan tak ja skti hai. Isko lagate huye hamesha yaad rkhen k ye do same color candlesticks per lagani hai aur according to the trend place krni hai. Ye ek kafi helpful tool hai aur iski practice krnay sy aapko tp aur sl lagane mein aasani rahe gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend by angle lines

    Forex Trading me trend line ko follow keye bagher kamyabi mushkil hai. Forex Trading me tred line wo line hoti hai jo market ki price ko show kar rahi hoti hai. Forex trading me trend line ya to upward move karti hai aur ya ye downward jati hai aur ya ye bhi ho sakta hai k ye trendline seedhi move kar rahi ho jis ko sideways movement karti hai. Trend line market ki price ko follow karti howe chalti hai, jis me market ki supply aur demand ki bana pe ye line banti hai. Agar forex trading markey me supply ziada hogi aur demand kam hogi to ye trend line downward side pe hogi lekin agar market me supply kam aur demand ziada hai to ye market ki line upward side pe bane hogi aur agar market me supply aur demand barabar hai to pher market me line seekhi ya sideways movement hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Trend by angle lines

      Forex trading ki market mein agar humne Kamyab reading karni hai To Hamen trend keylines ko follow karna chahie trend ki lines ko follow karke hi Ham market Mein acche tarike se trading kar sakte hain Forex trading ki market Mein Pai jaane wali trend ki ye lines market ki price ko show karne ke liye hi hoti hai Ham is price se yah Maloom kar sakte hain ki market uptrend Mein Munh kar rahi hai ya FIR downtrend Mein Munh kar rahi hai Hamen market ki trendlines ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Hamen Hamesha in line ko follow karke market Mein trading open Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Trend by angle lines

        Dear pyaary forexer trend ko by angle lagana or Usay Forex ma samjhna bht hi zaruri hai kiun ke Rene by angles sy ham money management ke 2 tools take profit or stop loss ko apply Kar sakty hai. Ye basically candles per mabni lines Hoti hai Jo market ke 2 high point ko aik dosry ke sath milati hai or market ma next andaza lagya jata hai ke market ne Kiya move ley Sakti hai. Es hawaley sy hamy convergence line or divergence line ki study Karke apni trending angle ko perfect Banana Hoga.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Trend by angle lines

          Pakistan forex forum aik bht achi trading website hai or bht achi earning hasil hoti hai mehnat kar ke or hum sb ko aik dsre ki help krni chahiye or aik dsre ko guide krke work karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Trend by angle lines

            Assalamu Alaikum for extreme marji bilkul apni bahut acchi baat Kiya try and buy Angel lines and jitna jyada mehnat karke Forex per kam karega itna jyada mein acchi tarike se kam hoga sakte forex trading per kam karne ke liye main jyada se jyada kamyab hona padta hai jitna jyada Ham knowledge hasil karenge knowledge to increase karenge hamare pass se experience Ada hoga to Ham kamyabi kar sakte hain jitni jyada main Na to lagao se kam karenge itna jyada Ham profit hasil kar sakte hain mehandi insan kabhi bhi Na Kam nahin hota hai isliye hamen chahie kya Ham jyada se jyada forex ko time Le aur apne kaam par focus Karen aur acchi tarike se kaun sa ranger hamse Jeet na jyada humko entity or quality ke liye achcha se achcha kam karenge itna jyada mein profit aur bonus milega jab Koi insan kaun banata hai aur use per acche tarike se Kam nahin karta to use profit kam hota hai aur koi kam karna chhod deta hai forex business bahut achcha business shayad aap jitne bhi jyada minut karenge aap apna jyada fal payenge isiliye jab aap kaun banwat Hain to AAP sab ratamil se Kam nahin aur acche tarike se pahle kam karen to bar profit ka soche aur kabhi bhi lalach mein aakar trade na lagaen aur per profit jitna aap ko ho raha ho aap apna Le Lena kya aap lalach mein aakar aur jyada marketing ko moment karvaye aur nuksan uthana pade isiliye hamen chahie kya Humsafar se kam Le aur apni mehnat kowar puror Karen Taki Ham jitni jyada main se Kam karenge itna jyada hamen profit Ho Gaye Ho Na kabhi Na kabhi ka shikar nahin honge forex trading par kaam karne se pahle hamen demo kaun per practice kar leni chahie tha Kya main har har step ka pata ho aur hamara jyada experience Ho jitna jyada experience hoga itna jyada mein acchi tarike se forex per kam kar sakte hain aur usko follow kar sakte hain aur hamari post bhi acchi se acchi ho sakti agaram rules ko walon kam karke Kam nahin karenge to hamari post delete kar di jayegi aur hamara kaun vah shayad ho jaega is tarah se hamen fayda nahin hoga aur hamen nuksan uthana padega hamara bhi ka kam saiya Chala jaega aur mein dobara se account banana padega forex trading per kam karne ke liye main jyada se jyada kamyab hona padta hai jitna jyada Ham knowledge hasil karenge knowledge to increase karenge hamare pass se experience Ada hoga to Ham kamyabi kar sakte hain jitni jyada main Na to lagao se kam karenge itna jyada Ham profit hasil kar sakte hain mehandi insan kabhi bhi Na Kam nahin hota hai isliye hamen chahie kya Ham jyada se jyada forex ko time Le aur apne kaam par focus Karen aur acchi tarike se kaun sa ranger hamse Jeet na jyada humko entity or quality ke liye achcha se achcha kam karenge itna jyada mein profit aur bonus milega jab Koi insan kaun banata hai aur use per acche tarike se Kam nahin karta to use profit kam hota hai aur koi kam karna chhod deta hai forex business bahut achcha business shayad aap jitne bhi jyada minut karenge aap apna jyada fal payenge isiliye jab aap kaun banwat Hain to AAP sab ratamil se Kam nahin aur acche tarike se pahle kam karen to bar profit ka soche aur kabhi bhi lalach mein aakar trade na lagaen aur per profit jitna aap ko ho raha ho aap apna Le Lena kya aap lalach mein aakar aur jyada marketing ko moment karvaye aur nuksan uthana pade isiliye hamen chahie kya Humsafar se kam Le aur apni mehnat kowar puror Karen Taki Ham jitni jyada main se Kam karenge itna jyada hamen profit Ho Gaye Ho Na kabhi Na kabhi ka shikar nahin honge forex trading par kaam karne se pahle hamen demo kaun per practice kar leni chahie tha Kya main har har step ka pata ho aur hamara jyada experience Ho jitna jyada experience hoga itna jyada mein acchi tarike se forex per kam kar sakte hain aur usko follow kar sakte hain aur hamari post bhi acchi se acchi ho sakti agaram rules ko walon kam karke Kam nahin karenge to hamari post delete kar di jayegi aur hamara kaun vah shayad ho jaega is tarah se hamen fayda nahin hoga aur hamen nuksan uthana padega hamara bhi ka kam saiya Chala jaega aur mein dobara se account banana padega
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trend by angle lines

              Walekum assalam Forex mein barabari bilkul sahi baat kahi aur bahut important information share ki hai aapane 10th offline ke bare mein bahut acche tarike se hamen kya hai ki yah 10 hamare liye kitna effective hai aur training ke usko use Karne se kitna mil sakta hai kyon hote Hain to Ham hota hai isliye hamen hai entrance line ko bhi dekhna hota hai Taki Ham infocus karte hue apne kam ko complete karte hue cprofit hasil Karen aur acchi earning Le sake

              اب آن لائن

              Working...
              X