dear members ham sab khud ko trader smjhty hain lakin aj hum test krengy keh kiya hum sach main trader hain kiya hum main trader wali khasosiyat hain ya nahi to aey dekhty hain
money mangement
dear members kiya hum lot size ka sahi istemal krty hain kiya hamari har trade main fix lot hoti hay agr nahi to hum discipline wali trading nahi kr rahy hain
risk and reward ratio
dear members kiya hum take profit aor stop loss ka use krty hain kiya hum agr loss 2 dollor krty hain to badly main 3 ya 4 dollor market sy lety hain ya is sy hum nay km hi profit rakha hoa hay agr aisa hay to hm mistake kr rahy hain
strong analysis
dear members kiya humem market ko analyse krna ata hay agr ata hay to kitna ata hay agr hum 10 trades open krty hain to un main sy kitny trades kay take profit hit hoty hain aor kinty stop loss 10 main sy 9 trades ya 8 trades hamari profit main close hoti hain to hum acha work kr rahey hain
trading plan
dear members kiya hamara koi trading plan hay yani keh hum nay daily ki kitni trades krni hain aor kitna target hay hamara kiya hum over trading to nahi krty hain kiya jub hamen loss hota hay to us wqt hum agressive trading to nahi krty hain agr aisa hay to hum mistakes kr rahy hain
intezar aor sabar
dear members kisi bhi trader ko yeh chez sab sy ziada mumtaz krti hay keh woh kitna sabar aor intezar ka adi hay aor apni trading kay sahi time any ka kitna intezar krta hay
to dear yeh hain chand baten agr hum main yeh hain to hum khud ko trader keh skty hain lakin agr hum in par amal nahi krty hai inko follow nahi krty hain to hum trader nahi hain laparwah hain hamen learning ki zarort hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим