Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Forex trading business me agar ham se koi ghalti ho to es ko accept karna chaye aur maan lena chaye key ye hamari ghalti hay aur es ko cover karny ki be koshish karni chaye es me jetni jaldi ki jaye ye traders ko Etna hi zeyada faida de sakti hay otherwise agar traders apni ghalati ko tasleem na karen aur es ko cover be na karen to esy traders ki life time ki trading kesi 1 ghalti ki waja se be fail ho sakti hay apni har ghalti ko cover kia karen gey to hamari har ghalti trading me khatam ho sakti hay aur ham achy trader hi ghalti na karny ki waja se ban sakty hey.
    Apni mistakes ko accept karna Kisi bhi trader ki bahut badi ability hoti hai agar traders apni mistakes ko accept karne to vah bahut acche result Hasil kar sakte hain Kyunki Jab traders apni mistakes usko accept karte hain aur acche trading Karte Hain To vah apni mistake se learn Karke better trader Ban sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

      Assalamu Alaikum Dosto ummid hai aap sab khairiyat se Honge aur Forex mein main bahut hi acchi good efforts ke sath kam karte hue Achcha profit and kar rahe Honge ji bilkul Hamen apni Galti Ko Yad Rakhna chahie aur usko dubara na karne ki koshish Karni chahie Taake Ham use galti se Sabak Le sake aur usko apni life time Yad rakhte hue a Jab Bhi dubara Aisi situation Dekhe Jahan Param galti kar sakte hain to use Waqt Ko Yad karte hue Ke Humne Kya galti ki thi Jis vajah Se Hamen nuksan hua tha aur ab Hamen vah Galti Nahin karni hai Taki Ham nuksan Savage sake aur apni square trading ko continue rakhte Hue acchi kamyabi Hasil kar sake
      • #18 Collapse

        Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

        Assalam walekum dost kya hal hai theek ho tabiyat theek hai mere dost ne bahut pyari baat kahi hai ki jab tak apni galti galti ko theek nahin karenge aap trading nahin kar sakte kyunki aapko pata nahin hoga Kya aapane kahan per galti ki thi aap fir se nuksan mein chale jaenge trading karne ke liye aapko apni galti se sikhana chahie.
        • #19 Collapse

          Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

          Agar aap trading Mein Koi galti kar rahe hain to aapko Jaan Dena chahie ki aap ke liye nuksan hai.isi lye apko koi galti ni karni chaye acha kam karna hoga or best kam karna hoga jo keh zarori hai agr ap na aisa kia to ap kamyabi hasil kar sakty hain acha kam kar sakty hain ap ko sirf planing karna ki zarort hain.
          • #20 Collapse

            Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

            Dear member agar aap Pak Forex form ke work Apna work kar rahe hain to aapko Maloom Hona chahie ki agar aapane A trading karni hai agar aap se A trading mein jaldbazi mein Koi galti ho gai hai to aapko chahie ki aap apni Galti ko trading mein Jaldi cover Karen aur koshish karen ki anda trading mein Galti e Na Karen trading mein Ek Hi Galti aapko bonus account ko wash kar sakti hai aapko Las ho sakta hai isliye Hamesha acche tarike se acche experience ke sath aapko trading Karni chahie Taki aap aap Dobara Galti na Karen Hamesha Soch Samajh Kar Sabar aur tahammul ke sath trading Karen agar aapane koi Galti e Ki Hai To trading main usko jaldi recover Karen
            • #21 Collapse

              Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

              Hn g bilkul hi thk kaha dear friend trading mn hamy apni ghlti ko jald recover karna cahye oa sy learn karna chaye or agy dobara wo ghlti nhi karni cahye phr asy hi hamary pas experience ay ga trading ka shuru mn mn to thori mushkil hoti ha or mistakes bhe hoti han lkn hamy learn karna cahye q ka tarding mn experience ka hona bht zrori ha.
              • #22 Collapse

                Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                Ji han mere Bhai aapane bilkul sahi kahan hai trading karte waqt jab aap koi bhi mistake karte hain unko jald se jald cover Karen Varna aap trading mein nuksan lete rahenge aur aapko koi fayda Nahin Hoga jab tak aap trading mein apni mistake ko cover Nahin karte tab tak aap ek acche trader Nahin ban payenge mere Bhai jab bhi aap koi bhi mistake karte hain aap apni mistake ko ignore na kya Karen bal ke apne mistake ko theek Karen next time jab aap trading start karte Hain to aap apni hua mistake fir se na Karen Varna aap kamyab Nahin honge aur na hi aapko achcha profit milega kamyab hamesha vah hota hai jo apni trading per focus karta hai mehnat karta hai aur apni trading per learning karta hai aur demo account ko use karta hai aur apni Practice ko continue rakhta hai tab ek kamyab trader banta hai aur accha profit Lene mein kamyab ho jata hai isliye aap bhi mehnat Karen mistake bilkul na Karen Varna aap hamesha nakam rahenge aap ko kamyabi Nahin milegi aur na hi aapko achcha profit milega
                • #23 Collapse

                  Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                  Gi bilkul ap ny sahii bat ki hmesha wo shakhs lazmi kamyab hon gy jo apni mistake ko dobara repeat ni krta hn or wo es pak forex form mn agr by chance mistake kr bhi leta Hn to wo os mistake sy kuch sekhta Hn or os mistake ko kabhi bhi repeat ni krta to mn ap ko bhi yehi mashwra do ga k agr ap sy bhi koi mistake ho jay es pak forex form mn to ap os mistake sy kuch sekhin or es Pak forex form jaisa behtreen platform sy faida othin gy ap ko bhi yehi mashwra hy k apni mistake ko recover krin or es Pak forex form jaisa behtreen platform sy faida othin agr ap meri es instructions ko follow krin gy to zroor kamyab hon gy or achi earning bhi krin gy
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                    friends agar aapko Forex mein bar bar loss ho raha hai aur aap khien koi galti kar rahe hain agar aap apni Galti ko jante Hain to usko fauran khatam karne ki koshish karen agar aap apni Galti Ko Nahin jante to pahle aap apni Galti ko dhundhe FIR usko khatm Karen fir hi aapka loss Hona bhi band Hoga aur FIR aapko profit Hona shuru hoga isliye jitna jaldi ho sake apni Galti ko cover kiya jaaye a trading main aapko fr hi kamyabi milana shuru hogi Jab aap apni galtion ko bilkul khatam karenge
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                      Ji bilkul their members Sahi Kaha Hai Aap Logon Ne ke Hamen training Mein Apni mistake ko jald hi cover karna chahie Agar Ham ne apne mistake ko Khatam Karke trading karte hain Hamare mistake kam Hogi daily basis for mistake ho theek Karke post Karenge trading Karenge to isliye Ham Apne trading ki quality ko best Banakar Achcha hone se Hasil kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                        Trading mein hum ko ye dekhna cahaiye kay hum se kon si galti hoti hai hum Jo bahi trading mein galti kartay han tu is galti se loss hota hai hum trading mein jo bhi galti karain us ko dekhn cahaiye aur us galti ko theek karna cahaiye aur galti ko theek Karne kay leye practice zaroori hoti hai hum ko trading ki ziada se ziada practice Karni cahaiye aur jo bhi galti ho us ko jaldi theek kartay han tu hi next time trading mein loss se bach saktay han hum ko apni galti se sekhna cahaiye aur galti ko theek karna cahaiye phr hi trading mein profit hota hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                          Assalamu Alaikum Mere Pyare Forex member trading Mein Hamen apni Galti hun ko jaldi cover kar lena chahie trading karte waqt Humse Bahut acchi galtiyan Ho Jaati Hai Forex online business Ek business hai ismein Hamen kabhi kabhi fayda ho jata hai aur Kabhi nuksan Ho Jata Hai Jab Hamen nuksan Hota Hai To Hamen chahie Ham Apne bhaiyon ko cover kar len
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                            dear friend agar of trading mein mistake kar rahi hai to apni mistake ko ignore na Karen Apne Mr per for kasht Karen jabar patni mistake papaocus karenge to he aap profitable trading kar payenge aur kamyabi Hasil kar payenge agar aap apni mistake ko ignore karte rahenge to aap kabhi kamyab Nahin ho sakte
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                              ji han aapki baat bilkul theek hai trading mein apni mistakes ko jald cover karna chahie soch samajhkar trading Karen loss or profit business ka hissa hai loss hummary apne mistake ki wajah se hota hai aisi Koi mistakes na Karen jisse aapko loss ho soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen aur Achcha entry point Milne par hi trade open Karen Taki aapko open Karen usse aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sake isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek Kamyab hamesha mehnat per focus karta hai main karenge to kamyabi khud BA khud milegi aur unlimited earning kar sakenge isiliye jaldbazi se nahin soch samajh Kar loss recover Karen aur kam lot ka use Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading me apni ghalti ko jald cover karna chaye

                                Ji han der member trading Mein Hamen apni galtiyan ko jald hi recover kar lena chahie Kyunki Agar Humse Masjid Galti hongi aur pahle wali galtiyan recover Nahin hongi To Hamen bahut Jabardast loss ho sakta hai isliye apni galtiyo ko jald se jald recover karne ki koshish karen takat Forex main aapko cprofit Hasil Ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X