Assalam o Alaikum! Dear Forex member Forex forum pair Jab Bhi e Ham apni trade active Karte Hain To Ham market price chart ko analyse karte hain aur ismein maujud candlestick pattern aur chart pattern ko identify karne ke bad market ko aasani ke sath analyse kar sakte hain aur ek acchi trade entry Lekar Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Forex ke upar Aisa chat select Karen jisse Jo Hamen maximum information De aur mere mutabiq sabse Jyada informative chat candlestick chart hai agar ismein Ham Dekhen To Hamen technical analysis Mein candlestick pattern bahut jyada help Karte Hain Ki market ki next moment Kya Hogi aur candlestick chart bahut hi important Jaat hota hai jo Hamen Ek pass paise hi period ke bare mein for different information Deta Hai a candle main batati hai ki use period ke andar market maximum kitne Tak Gai aur maximum kitne Lo Tak Gai ISI tarike se market open Kis Liye price per Hui aur Market closed case price per Hui dusre Kisi bhi Chahat Mein Itni important information Nahin milati lekin candlestick chat ke andar hi yah possible hai isliye Agar aapane market ko acche se analyse karna hai to iske liye aap candlestick chart ki selection Karenge to aapko bahut aasani ke sath market ko samajhne Mein fayda hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим