Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey
    Dear brothers forex trading men ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k forex trading men profit kam aur loss ziyada hota hey lekin jin logon k pass acha knowledge aur experience hasil hota hey aur woh soch samaj kar trading kartay hen aur hamesha small lot size ko use kartay hen woh zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

    Jo log Forex trading co Sakte nahin hai aur shuru kar dete Hain To UN Logon Ko munafa ka Milta Hai Aur nuksan Jyada hota hai Kyunki Yahan per Vahi log hi Kamyab ho sakte hain Jo log Sikh kar is kam ko shuru karte hain aur jo log sikhate nahin hai aur is kam ko shuru kar dete Hain vah Kabhi Kamyab Nahin Ho paate Hain isliye is kam ko sikhana bahut jaruri hai tab hi kamyabi milati hai agar Ham is kam Ko Nahin sikhenge To Hamen kamyabi Kabhi Nahin milegi isliye is kam ko sikhana bahut hi jaruri hai tab hi Hamen kamyabi mil paati hai jo log kis kam Ko sikhate Nahin Hai Un Logon Ko Hamesha hi nuksan hota hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

      forex trading main loss aur profit ki percentage hamesha same Hoti hy kahin loss ho jata Hy kahin profit Kisi bhi busienss me loss and profit busienss Ka hisa hoty hen lekin jab hmain loss ho rha hota hai tu boht se trador ghbara jaty hain or darny ki wjah se mazzed koi na koi glati kar ajty hainjesy k ap ny bari achi trah hmain guide kiya hai k ayse situaion main hmain dobara analsye karna chahye
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

        Agree....ye is liye hota hai q k hum analysis acha nahn karty or demo a account practice bhe nahn karty is liye hamein loss ziada or profit kam hota hai is liye hamein chahea k demo account py practice achy sy karein or jitna acha analysis kar sakein karein q k analysis ki he base py trade open ki jati hai or use sy profit hasil kea ja skta hai..
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

          Forex trading Main Jab Bhi aapko loss zyada ho aur profit kam ho to iska matlab hota hai ki aapke pass Jo Forex ka knowledge hai woh bahut hi kam hai isliye sabse pahle apni learning ko Acha Karen Uske bad demo account Bana kar usmein Is Tarah Se practice Karen Jaise aap real mein kam kar rahe hain Kyunki Forex trader Sabse Badi Galti yah karte hain woh demo account ko serious Lekar Kam Nahin Karte isliye Forex Mein woh Jab real mein kam Karte Hain To unko loss hota hai agar aapane Forex trading Mein acchi trading karni hai to pahle demo account per vaise Hi Kam Karen Jaise aap real per kam karte hain aur proper rules ko follow karte hue kam Karen phir aapko Kabhi loss Nahin Hoga Agar hoga to bahut hi kam hoga jo aapke profit se kam hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

            Forex trading mein humain loss humari apni ghaltioun ki wajah sae hi hota hai agar hum forex mein acha kaam kerain dil laga ker kaam kerain tou hum forex mein kamyab ho jayain gaye agar hum forex mein tawajuh sae kaam nahin kerain gaye tou humain loss hi ho ga iss lye humain forex mein loss zayada aur profit kam hota hai forex trading mein profit kam aur loss zayada hota hai lekin jin logon kay pas acha knowledge aur experience hasil hota hai aur woh soch samajh ker trading kertay hain aur hamesha choti lot size ko istemaal kertay hain woh zaroor achi trading kar kay acha profit hasil ker saktay hain iss lye aap ko chahyea kay forex mein dil sae kaam kerain aur poori tayari kay sath trading kya kerain aur profit kay lye trading kya kerain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

              A. O. A
              Dear friend ummid karta hun aap log khairiyat se Honge or Forex sy zada sy zada profit hasil kr rhy hon gy
              Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai ki main aapki baat se agri Hun K forex trading 💹 main profit km or loss zda hota hai uski wja yah hai k hm lalach kr jatyhn jis ki wja sy hm loss kr jaty hn
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                Salam umeed krta hun k aap sabhi members bilkul theek hon gy khariyat o afiyaat se hoon gay members aesa isi liye hota hai u k hum ziada sw ziada mehnt se tarde ko nahi seeekhty hain or tukkay lagaty hain agar humein tarding auchi se aati hogi tarde k baary ma hum seeekh jaaein gy tb hhumein loss kum se kum hoga or profit ziada se ziada hpga lehaaza umein tarding skills ko auchy se apny andr develop krna chaeye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                  dear member zaida loss kam knowledge ki wajha se hota hai jab ap risk pe trade karty hai tab loss hota hai profit ke chance to wasie kam hoty ha agar zaida profit chaiye to apko achi tra knowledge hasil karna hoga market ko dekhna hoga achy pair ki information leni hogi uske bad ap trade se acha profit kama sakty ha q ke jab apko trade ka acha knowledge mil jata hai phr profit ke chance zaida bahr jaty hai or loss ke bhot kam chance hoty hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                    Jiyan doston bilkul forex market mein hamen jyada loss isliye hota hai humara pass knowledge aur Experience nahin hota Ham jaldbaji mein trade lagate Hain jiski vajah se humya loss ka samna karna padta hai aur hamen profit jyada isliye nahin hota kyunki Ham lalach mein aakar aur besabri ke sath trade lagate Hain jiski vajah se hamen Los ka samna karna padta hai aur hamara account bhi wash kar de jata hai hamen chahie ki Ham lalaacha se dur Rahe aur experience knowledge ke sath trade lagaen tabhi Ham kamyab Tera Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                      Profit k I kbr zyda ya Kam hota ha kbi profit Kam ya zyda hota ha ap jti mahnt key gy ahgy barhy gy ap k axha profit mily ga ap set rahy gy
                      Ap jaha jhy gy ap axha ly k jhy ap axhi Trading kry circumstances or analysis bn k ap axha kamhy gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                        Dear brother ap ny scha mashwra dya hai sab members ko es pe amal karna chahye jab hum koe bari trade lgaty hen tu hum bary profit ka tu sochty hen magar bary los ka nai sochty kui k bari trade pr agar los aya tu wo bhi tu bara hoga hum etny bary los ko recover kesy karen gy aur aksar ye hota hai k los recover karny k chaker me hum aur los kar dety hen. ager ham lach kren gy to hamen loss ho ga to hamar account wash ho sakta hai.is liiye hamen chye k ham apna account secure rhkny kaily apny apko loss sy bacany kaily hamen chye k ham lot size ko control men rhken ager ham lot size ko control men rhken gy to ham loss nh ho ga.agerham lalch men a aker lot size bhr lgain gy to ham loss ho ag aor hamra apna account wash bh ho sakta hai.is luiiye ager safe trading kerna chye gy to us kaily lot size per hamen control kerna ho ga to ham is men kamayb ho sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                          Forex trading ke andar aapko isiliye profit kam mein nuksan jyada hota hai ki Jab aap dekhte hain aap ki koi trade profit Mein ja rahi hai to aap uski Jagah dusre entry Le lete hain aur ab dusri entry lete hain to market kahan se Dobara ab Kuchh Jaane Ki vajah down a Jaati Hai yah download aane ke Baje aapka Jaati Hai Kyunki Ka Baap Ko lalach Nahin Karni chahie jo aapki entry profit mein chal rahi hai Bus use aapko close kar dena chahie aur Sahi Waqt Ka Intezar Karna chahie to aap ko Kabhi Bhi nuksan Jyada Nahin aaega
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                            Assalamu alaikum my dear Forex member I hope of Sab khairiyat se Honge Achcha profit Hasil kar rahe Honge ji bilkul my dear aapane bahut hi good question Kiya main aapko Bata chalo Kyon Pakistan for access form a profit Kamar na isliye Jyada hota hai Kyunki main aapke pass experience Nahin knowledge Ne Kyunki agar aap market analysis karna chikh Jaate Hain To fir aap Achcha profitable kar sakte hain bahut jyada profit Aasan kar sakte hai isliye aapko loss kam Hoga aur profits Jyada Diya Jaega Lekin aapko yah shart hai ki market analysis Karnal aaj main aapko market ke bare mein information experience Jyada se jyada ho thankyou
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading men profit kam aur loss ziyada kiun hota hey

                              Who is liya Q Kay hum apnay jaldbazi ki wajha say noksan Karwa bathatay hay is liya hamay ASA nai Karna chahiya hamay jab BHI trade karhay to himat aur hosalay Kay sat Kam karhay yahi bat hay Kay hamay apnay ap par loss say bachan hay to hamay apnay ap par control rakhna ho GA aur lalacha nai Karni hoo hi is liya hamay mahnat kay sat sat dil laga Kay Kam kartay rahana chahiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X