permanent los ki wajuhaat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    permanent los ki wajuhaat.
    dear forex markeet main kaam kartay hwuay agar hamain lose pay lose hota jata hay to usk liye jub tak ham is main kaam kartay hwuay apni habbits ko apnay control main nai kartay hain aur na kabhi ham apni money managmnt ko apnay control main karaty hain to ham yeh samjh saktya hain k hamain is markeet main kaam kartay hwuay permanent lose he hota jayega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: permanent los ki wajuhaat.

    Hamen forex men himat kay sath kam karna chaey kun kay agar hum himat kay sath kam nahin karen gy tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen saber kay sath trading karny chahey ur hamen koi bhe jaldi nahin karny chahey kun kay agar hum saber kay sath kam nahin karen gy tu hamen kamyaby hasil nahin hogy ur hum achy earning hasil kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: permanent los ki wajuhaat.

      Forex men musatkil tor pay nuksan honay ki sab say bari waja ye hay ka lalch pay kabo na pana agar ham lalach say chutkara pa len to ham niksan say bhi chutkara aasani say pa sakty hen so hamen sab say pehlay lalach say chutkara karna ho ga us kay ba he baki kamzorion pay kabo pa kar ham Forex men acha earn karnay kay laiq ho saken gay so hamen apnay kam men susti ni karni chaye agar ham kam men susti karen gay aor daily ki routine ko disturb rakhen gay to forex men aasani say kamyab ni huwa ja sakta. So hamen apnay kam men khob tajotalbi say kam karna ho ga jab he ham kamyab ho saken gay aor muskil loss say bhi bach payen gay.
      • #4 Collapse

        Re: permanent los ki wajuhaat.

        Forex trading ki market mein bahut se members Aise hote hain jinko parmanent Los ka Samna karna padta hai aur permanent loss ki Bahut Si e reasons hoti hain reasons ki vajah se hi traders ko market Mein permanent loss hota hai vah kabhi bhi market Mein Achcha profit Hasil nahin kar paate unke permanent loss ki reasons Mein sabse pahle ya ki vah market ko acche tarike se analysis Nahin Karte uska Achcha experience or knowledge Hasil kiye bagair hi is market Mein Apna Kam start kar dete Hain Jiski vajah se unhen Bar Bar nuksan uthana padta hai
        • #5 Collapse

          Re: permanent los ki wajuhaat.

          Dear pyaary forexer market ma musalsal loss ki aik waja yeh be hai ke ham bgair knowledge or bgair kisi learning ke esma kaam Kar rahy hoty hai or trade pe trade lagaty hai na hi Market Ka analysis karty hai or na hi Sahi trend ma trade active krty hai usky ilawa apny account balance ko manage nhi krty or Bari volume per trade krty hai jis sy barey loss or accounts wash hoty Hain or musalsal hamy nuqsan Hota rehta hai esi liye Forex ko pehly waqt dekar seekh Ker kaam Karna zyada behtar thabit ho skta hai.
          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
          • #6 Collapse

            Re: permanent los ki wajuhaat.

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss ki bahut c wajoohat hen lekin jo log lalach aur jald bazi se kam letey hen woh musalsal loss uthatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay lalach aur jald bazi se kam nah len aur small lot size ko use karen aur kam profit pe compromise karen aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen aur regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi earning hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: permanent los ki wajuhaat.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
              Forex trading ki market mein bahut se members Aise hote hain jinko parmanent Los ka Samna karna padta hai aur permanent loss ki Bahut Si e reasons hoti hain reasons ki vajah se hi traders ko market Mein permanent loss hota hai vah kabhi bhi market Mein Achcha profit Hasil nahin kar paate unke permanent loss ki reasons Mein sabse pahle ya ki vah market ko acche tarike se analysis Nahin Karte uska Achcha experience or knowledge Hasil kiye bagair hi is market Mein Apna Kam start kar dete Hain Jiski vajah se unhen Bar Bar nuksan uthana padta hai


              Assalam u Aliakum
              umeed karta hun aap sab khairiyat se honge
              Loss is lay hota ap ka pass aik to experience na ho dosra knowledge Jo kam kr rahy hyn ap ko is ka koi pta hi nhi is ly ap ko permanent loss k smnay krna prta hy Is lay business krnay sa phlay basic knowledge ka hona zaroori Hai
              • #8 Collapse

                Re: permanent los ki wajuhaat.

                Assalamu Alaikum dear Forex forexer market ma musalsal loss ki aik waja yeh be hai ke ham bgair knowledge or bgair kisi learning ke esma kaam Kar rahy hoty hai or trade pe trade lagaty hai na hi Market Ka analysis karty hai or na hi Sahi trend ma trade active krty hai usky ilawa apny account balance ko manage nhi krty or Bari volume per trade krty hai jis sy barey loss or accounts wash hoty Hain or musalsal hamy nuqsan Hota rehta hai esi liye Forex ko pehly waqt dekar seekh Ker kaam Karna zyada behtar thabit ho skta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: permanent los ki wajuhaat.

                  Assalamu Alaikum ji Forex Mein loss ki Sabse Badi vajah ismein lalach karna hai Agar aur es Main jaldbazi Karte Hain To is se aap nuksan bhi Utha sakte hain isliye aapko chahie ki aap kabhi bhi Forex Mein jaldbazi aur laalch na Karen Is Tarah Se Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham kabhi bhi Forex Mein Lal arch jaldbazi Naka Dal Ke Hamesha is mein Sabir ke sath kam Karen Taki Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sake Aur Is Tarah Ham Forex ko bhi Samay sake aur iss Apna Lifestyle bhi Badal sake
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: permanent los ki wajuhaat.

                    Hamen foreign exchange men himat kay sath kam karna chaey kun kay agar hum himat kay sath kam nahin karen gy tu hum achy incomes hasil nahin kar sakty hain tu hamen saber kay sath trading karny chahey ur hamen koi bhe jaldi nahin karny chahey kun kay agar hum saber kay sath kam nahin karen gy tu hamen kamyaby hasil nahin hogy ur hum achy incomes hasil kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: permanent los ki wajuhaat.

                      Gyan bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aapke is baat se agriculture hun Kya aapane ek achcha sawal ki hai ki permanent loss ki baju 8 hamen fraction mein himmat ke sath kam karna chahie kyunki agar Ham himmat ke sath kam kar nahin karenge To Ham acchi earning Hasan nahin kar sakte aur humko chahie kya mein ismein apne upar yakin hona chahie tabhi Ham ismein acchi kamyabi hasil kar sakte hain aur achcha profit bhi hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: permanent los ki wajuhaat.

                        Assalamu Alaikum dear Forex respected members ummid hi kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Kam kar rahe Hamen forex men himat kay sath kam karna chaey kun kay agar hum himat kay sath kam nahin karen gy tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen saber kay sath trading karny chahey ur hamen koi bhe jaldi nahin karny chahey kun kay agar hum saber kay sath kam nahin karen gy tu hamen kamyaby hasil nahin hogy ur hum achy earning hasil kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X