Aslam o Alaikum dear members Pakistan Forex Forum umeed ha ap sab kariyat say hon gay Insta Forex main confidence kay sat trading karen g dear member Forex iss baat main koy shake nahi ha ham main Forex main confidence kay sat trading karni chaya hum confidence kay sath market main trading karen ge tu iss tarah se ham apne trading co aik profitable trading bana payen ge agar ham confused hoo kar market main trading karen ge tu iss tarah se ham main apne trade main loss ho sakta hai jis ki wajah se ham ara sara account wash ho sakta hai iss liye agar ham chahte hain ki ham apni trading co safe rak hen aor apni trading main acha profit hassle karen to ham main hamesha fresh mind kay sath market main trading karni chaya aor relax ho kar reading karne chaya pure trading ki market kay related ham mai complete knowledge hoo nah chaya take ham market main achy tarike se trading kar saken or Insta Forex trading main successful ho saken ham main chaya kay Forex main confidence say apna kam karen or confused nah hon or lagan say apni working karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим