Basic experience share krn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic experience share krn
    Assalamu Alaikum friends. Friends Hamen chahie ki Ham Apna basic experience dusre Logon se share Karen. Aisa karne se Hamen different experience Ka Pata chalega. Aur iska Ek Aur fayda yah Hoga ke beginners ko Kafi help milegi. Junior members ke liye aapka experience Kafi helpful ho sakta hai. Jo ki aapke liye Bhi beneficial sabit ho sakta hai. Agar Ham easy aur detail work share Karenge to junior members ko samajhne Mein aasani Hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Basic experience share krn

    Ji aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Apna basic experience Apne dusre member ke sath share karna chahie Hamen Hamesha Achcha experience he Apne member ke sath share karna chahie Jitna Jyada experience Ham Apna Apne dusre member ke sath share Karenge Hamare experience mein bahut jyada ijafa Hoga aur is badhate Hue experience ke sath Jab Ham market Mein kam Karenge To Ham Apne kam ko acche tarike Se Kar Payenge aur apne iskam Mein acchi success achieve kar Payenge
    • #3 Collapse

      Re: Basic experience share krn

      G bilkul bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me agree krta hun apki bat se kun k basic experience share krna bht zaruri hota hy agr hum apna knowledge or experience dosry members k sath share nhe kren gy to jo bhe new members ain gy wo kbi bhe knowledge hasil nhe kr saken gy or wo kbi bhe kamyab trader nhe ban saken gy
      • #4 Collapse

        Re: Basic experience share krn

        basic apni experience question Kya Kare Jitna Apna experience share Karenge Jo ke dusron ke liye informative hoga jo sar se fayda Hasil Karenge is Rahe aapke liye bhi best Hoga Kyunki Jo no Kamyab Honge aap tabiyat fayda hai
        • #5 Collapse

          Re: Basic experience share krn

          Forex trading ki market Mein Kam Karne Wale Tamam members ko Apna basic experience Ek dusre ke sath share karna chahie is basic experience main market ki Jyada Se Jyada information Hoti Hai vah information jo ki bahut jyada importance rakhti hain aur work mein bahut jyada use ki Jaati Hai market Mein maujud candlestick per drans indicators lot size trading strategies Tamam opportunities market ke experience mein bahut jyada importance rakhti hai isliye Tamam members coin ke bare mein complete knowledge Hasil karna chahie Uske bad yah is market Mein Apna Kam Shuru karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Basic experience share krn

            Ji han dear ap nay sahe bat ki hay agar ham forum men sab kay sath Forex kay mutaliq bunyadi tajurba share karen to ham aasani say fores kay baray men apna knowledge aasani say barha sakty hen so hamen apnay apnay experience ko sab kay sath share karna ho ga takay kay sab kay sath apna tawan ho sakay kun kay forem men aisay bhi members hen jokay abhi tak bilkul new hen to unhen aisbary men apta hona lazmi hay. Demo account ko ham practical trading kelye use kar kay kuch he arsam ne achay traders ban skaty hen. jab tak ham achi trade na kare saken tab tak ham ko chaye kay na to bonus pay trade karen aor na he self investment karen, aislye sab say phlay hamen sekhnay ki ashhad zaroarat hay.
            • #7 Collapse

              Re: Basic experience share krn

              assalamu alaikum main jaanta hun ki aap sab log khairiyat se hain aur yah baat bilkul dost hai ki apne basic experience ko share karna hai to aap basic experience ko share kaise karenge aapko chahie ki basic experience ko share karne ke liye ab doston ke sath trade karenge ya koi academy join karenge tab jaake apna aap basic experience ko share kar sakte hain ya aap junior ke sath link rakhen agar aap duniya ke sath link rakhenge to aap apna basic knowledge jo hai vah share karenge shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Basic experience share krn

                Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apni apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay g haan bilkul dear ap nai bilkul sahi farmaya hai kai seniors ko chaie kai wo apna basic experience apni posts kai through kiya karay ta kai ais say juniors members ko faida hassil ho sakay juniors members ko forex trading ka itna zayada knowledge nahi hota lakin jab ap apna experience un kai saath share kartay ho tou un kai knowledge mein bhoat zayada izafa hota hai jo kai juniors kai liya bhoat zayada helpful hota hai ais liya ap ko kai ap hamesha apnay experience ko share kartay rahay ta kai juniors bi aik achay or kamyab trader ban sakay or marketing ko achi tarha say understand kar sakay shukriya.
                • #9 Collapse

                  Re: Basic experience share krn

                  Abhe yehe bat kar rahy tha ka exprince ko kasy hasil kiya jaye kun ka is ka bagir trading karna mushkill hota ha or ye market bhe bahut he zeyada riski ha to ap log is ka bary main bhe janty han ab yahan par ye kaha ja raha ka apna basic exprince share karen dkhen sab sa phely he basic hota ha ab pakistan forex fourm par hamen koshish karni chaye ha ka yahan par apna basic knowledge share karen is s kaya ho ga ka new member pr trade yahan sa kafi kuch seekh len ga to un ko trading karny main or next seekhny main asssani ho jaye gi to hamen ye kam lazi karna ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Basic experience share krn

                    Hamen Apne experience ko ek dusre se share Karte Rahana chahie Jab Ham itne experience ko ek dusre se share Karte Hain To Hamara experience se badh Jata Hai Ham Apne experience or knowledge ko increase kar sakte hain Hamen Ek dusre ko acche tarike se guide Karte Rahana chahie guide karne se Ham Apne knowledge mein Jafa kar sakte hain aur apne kaam ko bhi acche tarike se kar sakte aur Soch samajhkar kar sakte hain Hamen is business related complete information Hasil Karni chahi aur is business ke bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Basic experience share krn

                      har kam ka apna experience hota hai aur usse hi kamyabi hasil hoti hai bilkul ISI tarah Forex main bhi kamyab hone ke liye forex market ko samajhne ka ek experience hota hai aur yah experience Ham demo account of Forex ki khoj se trading karke hasil kar sakte hain is experience ko hasil karne ke bad Ham acchi aur kamyab Forex trading kar sakte hain aur market ko samajh Kar achcha profit hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie ke Ham mehnat Karen Taki Ham ismein kamyab ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Basic experience share krn

                        G ha hamain hamesha basic experience share kerna chahye just k forex forum ke Ann mutabik hu aor is se hammra knowledge bhi show hu aor hamari post. Ki bhi acchi value bnee aor phir is se hamra acha bonus bhi banta Hy jis se hamain bhi ziada fida hu aor jis se junior member ko bhi acha khasa fida hu aor woh bhi knowledge hasil ker sake aor isi trah hamin post ke mutabik experience share kerna chahye aor valuable post kerni chahye aor acchi post ke sath ham acha knowledge share kerte hyy
                        • #13 Collapse

                          Re: Basic experience share krn

                          Assalam o Alaikum
                          Dear members Forex forum ki basic information ye hy k mehnat krein forum k target complete karte rehna chahiye jb tak ham learning Nahin karenge tab tak hamein Forex forum ki samajh nahin aygii koshish krein ziyada sy ziyada market ko analyse krein achy achy broker sy link rakhein aur green signals milny tak trade mat lagaaen 50 posts ka target complete krein aur quality work krein quality work sy bonus babut acha diya jata hy koshish krein forum k administrator sy link rakhein wohi apko achii guide kr sakta hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Basic experience share krn

                            dear member hum thread or posting karty hai wo dosary member ke liye jo new member hai unke liye ye experience hota hai inko dekh kar read karke wo knowledge karty hai or experience se apna work start karty hai or ase hi experience share kiya jata hai or koi tarika nai ye sahi ha ke apko likha likhaya work dikhne ko mil jata hai jis se ap asani se work karke forex forum mein kamyab ho sakty hai yahi apkeliye benefit hota ha ke ap apni posting ko forex forum mein improve karke acha bonus hasil kar lety hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Basic experience share krn

                              Bilkul hum ko chiy hum us business ma zadia se zadie monhat k sath basics knowledge logo k sath share ker na chiy agr hum Asia kerty hy to hum ki kam ker na ka faida hota gy knowledge share ker na ki waja se hum kesy ar ko income increase ker sakty hy ar apni life ma changing lay sakty hy k ya business UK Asia hy jo hu. Ko hardwork ker na se hi impove ker sakty hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X